Forex business me himmat nahi harni chaheye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex business me himmat nahi harni chaheye...
    Kuch dost forex me loss honay se himmat haar detay hain aur forex business chor detay hain. Forex trading me profit aur loss saath saath chaltay hain aur loss se ghabra kar himmat nahi haarna chaheye. ek achay time k w8 karna chaheye aur market se faida uthana chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

    han g aap na aik dam bhoot he aqchey se baat ke hy kh ham jb bhe s amin kaam akrty hain to os asth hota bya bhy khham jb bhe s ka sath kam karty haintonos main ham ko yahgan pa sab sa phlyn nakmi hotin hy ows kabad he hamk kamybi h kar milti hy to as main hamm ns mehantakrty rhain ga ton he ham ko yaahn sa khvcuh hasl ho jay ga
    • #3 Collapse

      Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

      G han bilkul Forex business me traders ki kamyabi us key hemat par depend karti hay agar minimum loss hony par traders himat har jaty hey to esy traders ko Forex market acha result nahi de sakti hay, loss ho jaye ya trades profit me close na ho rahy ho himat nahi harni chaye, himat key sath trading ki jaye to traders learning karny par zeyada focus kar sakty hey, Forex business se alag hona be behtar nahi es business me apna career banany ki koshish karni chaye aur har sitaution me himat se kam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

        dear g han ap nay sahe swal kia hay ham ko chye k agar ham nay forex main kamyb hona hay to ham ko is main mehnt k sat kam ko kertay brahna nchye i main ham ko kabhi bhi khud ko is main kam khyal kr k mehnat ko karna nahi chourna chye is main ham ko chye k ham is main time table ko bana kr k est say best kam ko karnay ki try kertay rahein agar ham aisa kertay hein to ham is main kabhi bhi fail nai hon gay .
        • #5 Collapse

          Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

          Hamen Himmat Nahin Harni chahie Kyunki Forex trading ho ya koi bhi business Hamen usmein ki kamyabi ke liye acchi mehnat bhi chahie Hoti Hai Kyunki jab tak hamare pass mehnat aur Himmat Nahin Hogi tab tak Ham kamyabi Ko Hasil karne Ke Kabil Nahin ho sakte isliye Hamen chahie ke Agar Hamen nuksan Ho bhi jata hai tu Himmat na Hare balke mehnat ko continue rakhen Ham Kamyab Ho jaenge.
          • #6 Collapse

            Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

            business koi bhi ho us men himat r hosla r saber important hote hain qk business men utar ya charhao ate rehte hain yaeni kbhi acha profit ajata hai to kbhi loss ka samna bhi krna par skta hai to trading krte hoe kbhi bhi loss ko ni bholna chahye r her trading men is ke bare men tyar rehna chahye r agr loss ho jaeto himat se r hosle se mehnat kr ke isko recover krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

              G bhai g bashak forex trading my ap kabhi bhi himat nahi harni chaiya bus ap is my dil laga ky kam ap ko is my time par bhot achy return bhi mil jaya gy ap is my full time bhi kam kar skty ho vasy forex trading is the very best bussiness of the world
              • #8 Collapse

                Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                Forex trading ho ya koi bhi aur business Ho agar humne kamyabi Ko yakin Nahin banana hai aur Khud ko apni life mein kisi level Tak Lekar Jana Hai To fir Hamen Himmat Nahin Harni chahie Chahe Hamen loss ho ya Hamara account wash Ho Jaaye Agar Ham Himmat se kaam Lenge to na sirf Ham Apne losses ko recover kar sakte hain balki iske sath sath Ham apni trading se losses ko remove kar ke successful trading or profitable earning ko Hasil karne Ke Kabil bhi ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                  forex aik online business hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy los ho jy ga forex aik bohat bara business hain hum isy apan life time career be bana sakty hain forex jasa koi or business nai hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                    forex aik bohat bara business hain hum is mai himat sy or lagan sy kam kary gy to he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar saktyh ain is mai usa or china or new yok jasay bary bary mumalik sahmil hain forex pakaistan mai legal ban cuka hain is mai ahmara koi be boss na ahin
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                      Dear friend apni struggle ko continue Rakhna chahie koi bhi kam hai Waqt Ke Sath Hai samajh mein a Jata Hai time dete Rahana chahie kamyabi mil Jaati Hai Himmat Nahin Harni chahie. .
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                        forex mai hamy himat sy or saber sy kam karna ho ga pher he hum pasia kma saky gy hum is mai24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale bana ar kam kar sakty hain hum is ma part time be kam kar sakty hain hum is ami ful time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka syustem sy kam kary gy toi hamjy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                          Jasmine Jata Hai Kam Nahin Aata market ki movement per Najar Rakh kar Phir Bhi kam karna hai to hamare liye Aur Bhi Jyada confidence Achcha ho jata hai Hamen Ek Sidha Rasta Mil Jata Hai kam karne ke liye isko yahan se Forex trading ke liye experience Yahan per bahut jyada mat Rakhta Hai Kaun Pita sakta hai Jiske saath saath Agar Ham Log Yahan per market ko stable Mathur ke sath Lekar Chalte Hain To
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                            Asslam o alaikum dear members ji bilkul aapane theek kaha hai k hmen ager kamyabi hassil kerni h to kbi b hmen himat ne harni chaya q k himat or hosla ho ga to he hm kaam ker saken ga warna kbi b hm ziada lagan sa ziada acha kaam ne ker sakty so hmen hmesha ache tra sa plan ker k acha kaam ker k ziada reward hasil kerny ki koshish kerni chaya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex business me himmat nahi harni chaheye...

                              ji han forex business Mein Hamen Himmat Nahin Harni chahie Kyunki Jitna Ham Yahan Himmat se strength ke sath focus hokar kam Karenge utna hi Zyada success ke chances hai Forex image Itni mehnat Ham Karenge utani kamyabi Hamen vasul Hogi isiliye Hamen chahie ke Ham Forex forum mein bahut jyada kam Karen Taki Hamen behtarin kamyabi Jo Ham tasawwur karte hain woh Naseeb Ho iske liye bahut mehnat karni padegi bhai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X