Reason: why we earn in demo and loose in real?(529.sabzwari
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reason: why we earn in demo and loose in real?(529.sabzwari
    We open the real account of hundred dollar and we loose money where as we open the demo account of five thousand dollars we earn money, the difference lies in the capital.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex aik aisa business ha jis se hum kafi money earn kar sktay han agr hum forex me achi investment karain tu hum is business se kafi kuch earn kar sktay han agr ap 2 caror kamana chahtay han tu uskay liye apko investment b kafi karna paray gi jis se ap high lot se trade kar k acha profit earn kar sktay han...........
    • #3 Collapse

      g uski wajha ye hai ek ap demo account mein jab tradingkar rahe hote hian to apke us mien emotions nahi attached hote jabke real trading account mein apke emotions attached hote hian.
      • #4 Collapse

        mein forex mein daily trading karta hoon aur daily makret ko analyze kar ky pir trades karta hon yeh acaha hai aur aap bi is business mein market ko dekaha kary aur mein news trading karta hon aur aap ka is mein greedy sab sy bara enemy hai is sy avoid kary yeh acha hai.
        • #5 Collapse

          dear ye mind pr depend hota hai kaam aik jesa hi hota hai ye aik good buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik aacha buiness hai is ko learn kr k kia jata hai aur real trah sy kiaj atahain
          • #6 Collapse

            Yhe bat to bilkul sahi ha ke forex trading market main forex traders demo account main to bohat profit karte hain but real account main loss karte hain. mere khayal main to yhe sab emotions par depend karta ha.
            • #7 Collapse

              gee bhai hmein apne trading mein demo account mein practice krne hote he aur demo account mein jb shaih experience hota he aur us mein hmein trades se profit hota he to phr hmein apne real acount mein bhe ache trading kr profit le skte hein
              • #8 Collapse

                this is a very good hai practical question mujhe b ya question bohat tang kartahai .. baat wasay kafi easy haai humay demo may koi dar nahe hota loss ka.. agr capital same b hot toh hum carefree trade karta haai or is case may profit k chances b xada hotay haai...
                • #9 Collapse

                  forex trading mien demo trading account mien asal mien hamare emotions nahi attached hote is liye ham us mien theek se trading karlete hian jabke real account mien ham emotional hokar trading karte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Meray experience key mutabiq to yehi waja hy keh demo account main hamara confidence kafi behtar hota hy aur hamari real amount involve nahi hoti, is leye hum profit bana letay hain. Lekan jab hum real account main aatey hain, to hum small equity use krtey hain, jis ki waja sey hamara confidence kam ho jata hy aur hum loss uthatey hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X