luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary
    hamy luck ko ignore kar ky mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning br deta hain or hamy earning be deta hain forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

    Ap ny Sahi kaha hai Forex main sirf luck he Kam Nahin karta hai balky Forex main mehant apna Kam delhati hai hamen chaheay k Forex main mehnat Karen aur kamiyabi ki traf barhen aur apni life ko fit bnain
    • #3 Collapse

      Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

      luck par ap expert traders nehi ban sakte hain or expert traders hi consistent profit earn karte hain kyu kay wo luck par depend nehi kartay hain sub s eoehlw wo knowledge hasil kartay hain phr knowledge ko use kartay huey trading karke experience hasil kartay hain phr profit earn kar patay hain ap bhi luck par depend na karay balkay knowledge or exprience hasil karne kay liey mehnat karni chahiey
      • #4 Collapse

        Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

        G bhai je ap ny bilkul thk kaha ha. Ma apki bt sa itifaq krta hu. Luck sb kuch ni hota.bnda apny taqseer ko tabdil kr skta ha.taqseer ko srf r srf mehnat sa tabdil kia ja skta .mri khayal pakistan forex forum bhi mehnat mangta ha.mehnat k badolt sa hum apny qismat ko change kr skty ha.as li kahty ha k mehnat krni chahy .shukria
        • #5 Collapse

          Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

          bilkul friend forex ma kam kartay huay hmain totaly luck par depend nhi karna chaiay bl k apnay knowledge aur experience sa kam karna chaiay, ho sakta ha aik do bar hmari luck chal jae aur hmain profit b ho mgr regular kamyabi k liay learning must ha isi ki badolat ap forex ma survive kar saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

            market main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur luck kabi kabi sath deti hai so hamain is k bary main apny rules ko mind main rakh k hi hum suces sho sakty hain aur hamain trrnd ko use kar k hi hum achy say trade karein gay aur hamain is forum main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna boht hi zarori hota hai so hamain sucess hon gay
            • #7 Collapse

              Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

              g ha g ham luck ko ignor kar ka agr work kary gay to hamy kam karny main hi faida ho ga ham agr luck ko ignor ka sath mhant say kam kary gay to ham achy bonus hasil ho skta hain froex main agr ham nay apni luck ko best bnna hain ti hamy itni mhant say kam karna chahy ka ham acha bonus hasil kar saky ham jitna bh kam kary gay hamy otna hi faida ho ga our ham achi earning ko hasil kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                g han ap ny bikul sahi bat kahi hai main apki bat se agree krta hun forex trading main luck bhi os trador ki achi hoti hai jo mahnat karty hain or aghr hum chahty hain k hum kamyab hon tu hmain sirf luck par he depend nahi karna hoga mahnat bhi lazmi hai jitni mahnat karengy otna he hum apni trading main jaldi kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                  G bilkul thek kha ap ny luck per depend ni hona chahya. Luck b usi k sath deta jo mehnati hota hai. Ham luck ho mehnat k sath kabo kar sakty hn. Forex ma mehnat sa kam krna chahya
                  • #10 Collapse

                    Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                    Luck tu har insan k sathh Hota Hy aur forex mein bhi hum ko luck par depend nahin karna cahaiye aur forex mein hum ko mehnat karni cahaiye mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experncice hasil kar saktay han js se hum forex see earning kar saktay han hum ko mehnat karni cahaiye aur apni galti ko forex ko agr hum dil laga karkarain gay tu hi mehnat ki zaroorat hoti mehnat karte han tu hi kamyab ho sakte han aur mehnat se sekhna hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                      ji han bilkul sahi Kaha aapane Lak ko ignore Karke mehnat se kam Karen ki jitni Ham mehnat karte hain for form Mein Hamen apni kamyabi Aasan Hoti Hai Hamen chahie ki bahut jyada mehnat Karen Taki Hamen bahut jyada kamyabi Hasil ho sake Forex forum Mein Aise kamyabi Nahin milati Yahan fazool kism Ki Soch wale Insan kamyabi Hasil nahin kar sakte Yahan broad-minded log kamyabi Hath Rakh kar sakte hain Forex Mein Hamen chahie ki Ham bahut jyada mehnat Karen Taki Hamen bahut jyada kamyabi Hasil ho sake
                      • #12 Collapse

                        Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                        G bilkul agar ap forum mae luck ko ignor kroge to ap kamitab honge to apko chage k ap zaydacse zayda acha work kren thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Dol پيغام ديکھيے
                          hamy luck ko ignore kar ky mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning br deta hain or hamy earning be deta hain forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                          Hamen trading Hamesha mehnat Karke Karni chahie kabhi bhi sirf lapet Band Karke Kam Nahin Karna chahie Jab aap log pet Band Karke kam Karte Hain To Apne Aap planning aur analyses karna Chhod Dete Hain isliye planning aur analyses Karke kam Karen sirf Apne luck paint paint Karke kam na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                            G han ap nay thk kaha hay kh humin forex main luck ko nahi azmana cahiya balkh mehnat say kam ker na cahiya ager hum mehnat kerin ga to zroor kamiyab hon ga ager mehnat nahi kerin ga to kamiya nahi ho payin ga es liya mehnat say kam kerin aur acha profit hasil ker sakin to mehnat say kam kerna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: luck ko ignore kar ky mahnet sy kam kary

                              Ham forex market me mahnat se kam kar ke hi kamyab ho sakty hain ager ap ke pass acha knowledge aur acha experience ho to ap ka luck bi ap ka sath de ga aur ap ki lagai hoi har trade ap ko profit hi de gi hum learn to karte nhi aur kasoor nikalty hain luch ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X