New forex trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New forex trader
    Assalam o Alikum dosto jo Bhai New forex trader hai Unse guzarish ha k barai meherbani phale demo account pr practice krle
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New forex trader

    han g dear aap na bhoot eh achey se baatbek hy kah ham ko bhews main chaeya kh ham jb bhe es forex ko join atr laity ahin osd ksa abf ham ko aikl to bhoot eh acheysse kamybi hasla arani hti hy os ka sath ham ko es sa bhoot eh achasa demo ka istmaal karan hy kuna demo main he ham ko aik bhoot eh achasa trader bnata hy
    • #3 Collapse

      Re: New forex trader

      New trader buhat hi emotional hota hai aur isi liye ham new trader ko advice karte Hain ke wo agar loss se bachana chahta hai to phir us ko acha kaam karne ke liye apne emotions ko control karna ho ga tab hi wo acha kaam Kar sakte Hain aur is ke liye zaher hai ke demo pe kaam karna chhaiye pehle phir acha experience ho Jaye aur earning start ho Jaye then hi acha kaam kiya ja sakta hai is liye mehnat karain ge to hi earn karain ge
      • #4 Collapse

        Re: New forex trader

        Dear brother forex trading men new traders ko chahiay k woh pahlay 6 months posting k zariay apna knowledge hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur phir regular trading start karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: New forex trader

          g han bhai jan jo new mambers hain wo aghr demo account main trading ki practice karen tu wo real account main apni trdaing ko bahtr kar skty hain or kamyab ho ksty hain q k demo account main trading karny se hum real account main trading ko bahtr kar skty hain sath main hmain apni trading main loss hony k chnaces bhi kam ho jaty hain es liye hmain chahye k demo ko apni practice ka hisa bnaen
          • #6 Collapse

            Re: New forex trader

            Jyada hamare pass confidence level Hoga Kam karne ke liye Forex ke kam Mein Hamen apni Niyat ko saaf Rakhna chahie jitni acchi Hamare Yahan per Niyat Hogi Ham Uttara Achcha kam kar sakte hain proper management system Hamare account ko strong Bana sakta hai strong account hi Mare business ko Kafi Aage Ki Taraf Lekar Jaega aur Hamare Karm ko dusron se ideal banayega Jitna Achcha business Hoga utna ideal Hamara business ho jaega
            • #7 Collapse

              Re: New forex trader

              New tractors ko Forex trading ka itna Idea Nahin Hota isliye new traders ko chahie ki vah start Mein sabse pahle apni learning per focus Karen aur uske according demo account per tractor score maximum time dekh UK demo account in real trading ke mutabik experience aur acchi strategies provide kar sakta hai isliye new traders ko direct real account per trading co avoid karna chahie Aisa karke hi vah Apne account ko save Rakh sakte hain aur iske sath sath apni kamyabi Koi Jagah Nahin banaa sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: New forex trader

                bilkul dear new forex traders ko apni learning hasil karni chaian aur un ko demo ma use kar k achi practice hasil kar laini chaiay ta k un k trading skills achay hon aur real trade ma unhain koi problem paish na ae aur wo profitable trade kar sakain
                • #9 Collapse

                  Re: New forex trader

                  G bilkol forex trading main new traders ko chae k apne bonus ko shuro main save krn kamz kam 3 month forex main real trading ki baje demo account py practice krn ta k forex main achi practice bhi ho jae r bonus bhi zeyda sy zeyda jama ho jae es leye shuro main demo account best rahe ga new traders kelye jab demo account main forex ko samjh jaen tu usk bad real py trading krn
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: New forex trader

                    Dear sir jab bi koi new trader aata hay market may to ham bi us ko yahi mashwara daytay hane jo kay aap nay diya hay quen kay may khud aik time spend kar chuka hoon iss market may to loss bi acha khasa kar chuka hoon lihaza ab ya kosish hay kay jo bi new aaraha ho us ko sahi mashwara doon.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X