Trading business mein mehnat or himat ka daman kbi na chorien jab tak kamyabi na mile
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading business mein mehnat or himat ka daman kbi na chorien jab tak kamyabi na

    G han bhai ap bilkul sae kahty hain hamin hamesha mahnat aur himat ka daman kabhi bhi ni chorna chihey jab tak hamin is main kamybi na mil jaye hamin chihye k forex main bhter sy bhter kam karin is main hamin achi quality ki posting karni chihey aur achi thread create karni chihey jis sy hamin maximum thanks mil sakin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading business mein mehnat or himat ka daman kbi na chorien jab tak kamyabi na

      Dear yahan par jo bi aaya hay wo wapis nahi giya hay or agar giya bi hay to phir jald hi wapis aachuka hay laykin yahan par aik kaam zaror hay kay log market ko seekhtay nahi hay or luck par kaam kartay hane jo kay galat hay iss liya pahlay market ko seekho agar phir bi aap ko iss may kamyabi nahi mil rahi hay to phir aap ka tarika galat hay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Trading business mein mehnat or himat ka daman kbi na chorien jab tak kamyabi na

        G dears forex Mai trading Karty waqat himat na chory jb Tak ap ko kamyabi na milay is liya is Mai ap ko zayada say zayada mahnat ki zarorat hoti hai ap mahnat say he kamyab ho sakty hai is Mai ap ka knowledge or experience hona lazmi hai jis say ap trading asani say Kar sakty hai q Kay jb Tak ap ko is Kam ka pata he ni ho ga to ap is Mai apna time waste he Kary gai is liya himat ka daman kabi na chorien ap ko kamyabi milay ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X