loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen
    Assalamau ALiakaum my dear members wese to forex main loss hota hae or yeh business ka hissa hae lakin is main experts jo hote hain wo isi liye experts hote hain take un ko kabhe loss na ho balke hamesha profit ho to jin new members ko start main loss ho jae wo us se daren na balke tension bhe na len un ko cahiye ke wo loss ko totally ignore karen or khud ko mazeed improve karne ke koshish kiya karen take un ko is main dobara yeh loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

    Je loss ko ignore karna br behtar hai but asa ignore ni karna k phr usy galti sy loss ho jae, loss sy hasil hony wala sabaq zarur yad rakhna chahe, ik din asy sabaq yad karty karty ap profit tak zarur ponch jayn gy, es lae loss sy pareshan hony ki katan kio zarurat ni hia,
    • #3 Collapse

      Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

      dear g ap ki bat perfet hay ham ko chye k ham mind main say loss ko delete kr dein is k bad ham ko chye k ham gay ki janib anay ki try karein is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna chye is main ham ko mehnat sat kam ko kertay rahna chye is main ham ko chye k ham is main apnay time ko kabhi bhi waste nah karein is say learn karnay ki try kertay rahna chye '
      • #4 Collapse

        Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

        Veey good thread.
        Hmy agr kbhi loss ho b jaye to loss ko ignore kr dena chahiye or mehnat sy kam krty rehna chahiye profit k sath loss b hota hy ye business ka hissa hy gbrany ki bjaye hmy loss ko poora krny k liye mehnat sy kam krna chahiye hm apna loss zroor poora kr len gy agr hm mehnat sy kam kren gy.
        • #5 Collapse

          Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

          Asslam.o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan foeex min hamin chaye ka hum forex minoos ko ignor karna cahye hamin forex min ziyada sy ziyada mhenat karni chaye hum forex min chaye hum forx ziyada sy ziyada loos ko igor karna cahye jis sy hum forex min hamin agy janay ki kosish kain jis sy hum forex min jitni achi achi mhenat kaein gy otna hi hum firex mjn achi kamyaabi hasil kar sakty hain qk mhenat min azmat hy airazmat min kamyabai hy
          • #6 Collapse

            Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

            Salam all forex members han g ap ny tk kaha ha hmy agar tread my loss ho jata h to hmy us ko ignore karna chahiyy hmy mayos udas hona ya dil chuta kar k nahi bathna chahiy bjusines my los hta rata ha hmy again himat pakrni ho giaj loss to kal profits ho skaty hy jis mastake ki vja sy hmy loss hta b hm vhi sy sikhty hy r again loss ni hny daty himat sy again mhynat karni chahiy taky kamiyabi hasal kar pay
            • #7 Collapse

              Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

              Agar apko loss hojaye to uski waja say stress men mat ayen or na e uski tension lein kion k w< apk] apni ghalti ki waja say hva hy is lye afsos karnay say better hy k ap apnay loss ko ignore kar k apni ghalti ko sudharnay ki koshish karen ta k next time apko loss na ho or ap next time loss say bach saken kion k apki ak ghalti jisay ap bar bar repeat karo gy wo ap k baray loss ka sabab bn skti hy
              • #8 Collapse

                Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                Bht ache bt ki h ap ko hmen loss ki sorat mn aik jga ne rukna chaya balky mazed mehnat or koshish kerni chaya taky hm apny maksad mn kamyab ho jaen. Business mn profit or loss hota rehta h laken is ki chorna ne chaya balky us loss ko recover kerny k lea b koshish kerni chaya.
                • #9 Collapse

                  Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                  Assalamau ALiakaum my dear members wese to forex main loss hota hae or yeh business ka hissa hae lakin is main experts jo hote hain wo isi liye experts hote hain take un ko kabhe loss na ho balke hamesha profit ho to jin new members ko start main loss ho jae wo us se daren na balke tension bhe na len un ko cahiye ke wo loss ko totally ignore karen or khud ko mazeed improve karne ke koshish kiya karen take un ko is main dobara yeh loss na ho
                  Ji han bilkul Ham Logon Ko chahie ki loss ko ignore kar dena chahie aur Baji profit ki Dharmshala chahie ham log ko profit Hoga otherwise sab log cal Los Los Hoga Ab Laut Chalen ka tehwar account kharab ho jaega
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                    G bilkul apko chahevk ao loss ko ignor kren agar apko loss howa ho to aoko chage k ap zayda se zayda khud ko improve kre is se apko acha fayda hoga agar ao mae wo quality honge k apko acha profit mil ske to is k lye aoko d se is forum p kam krna hoga to ap kamiyab honge is forum mae is loss se bch skte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                      G han agr loss ho b jay to usko mind sy nkal den r js ghalti sy loss hoa usko dor krny ki koshish kren r apni trading skills ko hr wqt improve krny ki koshish krty rahen kbi b loss hny ki wja sy trading sy give up na kren r loss ki wja sy depressed b na hn q k ap trading kren gy to loss hoga r jb ap trading e ni kren gy to apko experience ni mly ga r agr is tarh drty rahen gy to sari zndgi apko experience ni hoga trading ka.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                        Loss Forex trading Ka hissa Hota Hai bolke Agar Ham kahen ke Nafa aur nuksan kisi bhi business Ka hissa Hota Hai To Ham galat baat nahin Karen Ge Forex trading business mein bhi Hamen nuksan ho sakta hai lekin Hamen apni skills ko improve Karte Rahana hai aur Forex trading ki learning Karte Rahana hai
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                          loss hona forex me aik aam baat ha magr completely Apne loss ko ignore nehi karna chahiey ap ko chahiey kay ap Apne loss se learn karna sekhainy or jo ap loss karne kay bad sekhtay hain wo ap kisi book ko read karne se nehi seekh sakte hain jub ap loss kartay hain wo practical work hota ha or jub ap Apne loss ko control kar letay hain tu ap kay pass exprience a jata ha
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                            Assalamu Alaikum G yeh baat boht important hai, humein apni kisi galti ki waja say kabi kisi ka loss ho jata hai to hum apni un mistakes say learn nahi karty, bulky apny hony waly loss ko Bola kar next trade laga laty hein, yeh bat teak hai kay humein apny loss ki waja say disappointed nahi hona chiye but es kay sath sath humein chiye kay hum dobara asi mistakes na krein jis say humein already loss ho cuka ho, tabi hum ak achy trader ban saqty hein.

                            Thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko ignore karen or khud ko mazeed improve karen

                              D3ar friend g han loss sy parhsan nhi ho na chahey loss business ka hissa hain is liye loss sy learn karin loss humri apni mistak ki waja sy ho ta hain is liye ziyda su ziyda mahnat karin or forex trading eaxpirense ky sath karin or market ko analiyses kar ky soch samjhe ky trading karin suber ky ssth ta ky achi earning kar saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X