Big investment ya achi skills
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Big investment ya achi skills

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
    Mere Khyal mein Main big investment Se Jyada Achcha han acche trading skill rahte hain Jitna Jyada trading case Kale bacche Honge trading karna utna Jyada successful Hoga isliye try Karen kay Apne reading skills ko improve Karen
    Acchi trading karne ke liye acche scale Se Jyada matter karte hain big investment be helpful hoti hai lekin Jab Tak trading ki acchi knowledge Nahin Hogi to big investment Se Koi fayda Nahin hone wala isliye investment ke sath apni knowledge ko increase Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Big investment ya achi skills

      Acchi skilled Ka Hona bhi lazmi hai aur hamare pass Achcha balance bhi Hona Lagi Hai Lekin Agar Ham ismein Se Ek chij Ko Dekhen to hamare pass acchi skills Ka Hona bahut jaruri hai
      • #18 Collapse

        Re: Big investment ya achi skills

        g bilkul trading k liye best trading skills he hoti hain kun k agar bandy k pas talent hai or us main kamal ki skills hain to phir ham apni investment ko bhe huge kar sakty hain or kamiyab bhe hoty hain hamara capital bhe barh jata hai or hum acha earn bhe karty hain or ye sub mumkin just achi skills k sath he hoti hain ...
        • #19 Collapse

          Re: Big investment ya achi skills

          Pak forex business men work karty hwe agr hum chahty hen acha sa Profite asaani Sy hasil ho pak forex trading business men well investment karein achi investment Hi acha quality best Karny Mein Madad Daita hy iss Liye pak forex trading business men Good Work karein achi investment Sy Hi Good profit asaani Sy hasil hota hy pak forex trading business men Good kaam karyen aor Good profit lein
          • #20 Collapse

            Re: Big investment ya achi skills

            bhai achi skills bht zarori hn bhai mery khayal main investment sy ziyada skills ka hona zarori hy q kh ager ap ky pass balence bht ziyada hy or ap ky pass is ky bary main knowledge nh hy or experince nh hy to ap is investment ka kia karin gy to ap ko chahiay kh apni skills ko improve karin
            • #21 Collapse

              Re: Big investment ya achi skills

              dear mambers forex trading main aghr koi bari invest krna chhta hai tu achi bat hai laken jub tak oski trading skills achi nahi hoti hai tu wo kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye apny kam ko aghr bahtr krna chahty hain tu hmain apni trading skills ko gain karna hoga jis se hum apni trading ko bhi bahtr kar skty hain or hum kamyab bhi ho skty hain hmaisha apny expiernce ki base par karen
              • #22 Collapse

                Re: Big investment ya achi skills

                yah sab baten aapko Main Bata Do Ek aur ek se ek continuous continue Rahane wala business hai yah bahut acche se chal raha hai ya regular chalne wala business hai Hamen is per kam Karte Rahana chahie kabhi bhi ismein Hamen nuksan ko face nahin karna chahie yah Ek acche wala aur confidence generate karne wala business hai ismein Hamen apni planning ko kabhi bhi backside Kitna lekin Nahin Jana chahie aur Hamen Apne lines ko apni management ko acche se Karte Jana chahie yah
                • #23 Collapse

                  Re: Big investment ya achi skills

                  Ap chay jitni b zhaida investment kr ly ta Ap ka capital jitna b bara o to us ka Koi faida ni jb tk Ap k pass skill ni o ga is liey humy learning pr zhaida zor dena chiey na k investment pr agr Ap k pass knowledge ni to un din ap ka account wash he hona a
                  • #24 Collapse

                    Re: Big investment ya achi skills

                    bhai donon hi jaruri hai investment Jyada Hogi to obviously profit Bhi Jyada Hoga aur iske liye Jyada Hogi to Abhi asali profit Jyada Hoga Hamen donon hi chijen jaruri hai kamyabi ke liye garm Forex form Mein trading karna chahte hain directly Agar Ham is Forex trading karna chahte hain MP4 MP5 per To Hamen chahie ki Ham investment Jyada Karen Agar Ham apne friend se bhi trading karna Chahe To Ham kar sakte hain isase Hamen fayda Hoga loss Nahin Hoga lekin lekin lekin uske liye Hamen knowledge ki bahut jyada jarurat hai jitni knowledge Hoti Hai trading Mein utna hi fayda hota hai knowledge Ke Bina to trading ho hi nahin sakti hai jo knowledge Ke Bina trading Karta Hai Junaid experience hota hai zero experience hota hai vah flop ho jata hai down ho jata hai isiliye trading ke liye knowledge experience investment kab ki jarurat Hai Iski uski bahut jarurat hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Big investment ya achi skills

                      Investment k sath sath achi skill ka hona b zaroori hy.. Both ki apni ahmiyat hy.. agr investment zyada ho gi to lot size zyada lga sken gy ap r zyada profit hasil kr sken gy.. aur agr apk pas achi skill hy tb bhe ap right time per buy aur cell kr k zyada profit hasil kr skty hen both important hen..
                      • #26 Collapse

                        Re: Big investment ya achi skills

                        Yes brother main khud bhi big investment k ziyada achi skills ko perioirity dun gi kiun k big investment ker k bhi kuch hasol nahi hoga jab tak apko us investment ko sahi way main use kerna nahi ay ga to pehly skills achi karen phir beshak kam invest karen ap us per bhi profit gain ker sakty hain r experience na hiny ki waja se ziyada invest ker k bary loss ka bais ban sakty hain r invest bhi zaya hi jay gi aesy
                        • #27 Collapse

                          Re: Big investment ya achi skills

                          Dear apnay apnay lehaaz se dono cheezain bohat zyada ehmiayat ki hamil hain...big investment se account mn zyada caital ho ga or bari lot se trading ho gi or definitely zyada profit ho ga..magar achi skills ka hona bhi apni jaga par bohat zaroori hai jitna zyada acha experince ho ga utna zyada profit bhi ho ga..thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: Big investment ya achi skills

                            Aslam o alikoum my dear sweet brother aap nay achi bat ke hai jis tarhan ak achi investment trader kay laiy zarori hoti hai es hei tarhan aik achy trader kay liay knowledge aur market ka analysis bhi zariri hai
                            • #29 Collapse

                              Re: Big investment ya achi skills

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                              Mere Khyal mein Main big investment Se Jyada Achcha han acche trading skill rahte hain Jitna Jyada trading case Kale bacche Honge trading karna utna Jyada successful Hoga isliye try Karen kay Apne reading skills ko improve Karen
                              Mere Khyal mein agar hamare pass trading ke Jyada acche skills hote hain to vah Jyada kamai karne mein madad karte hain lekin Agar aapke pass Ek Bada capital bhi ho aur sath mein is karobaar Ke Acche skills bhi ho to aap bahut acchi kamai kar sakte hain isliye pahle is Ke Acche skilled Hasil Karen aur FIR isase Business mein investment kar len
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Big investment ya achi skills

                                Ap ki. Bat theak ha ap ka pas investment he zazori nai hai balky is ka sath ap ka pas skill b honi chya ka ap market ko samaj sakty skill market ko samajna or analysis karna hai jab tak ap acha analysis ni kar sakty ap kamyab ni ho sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X