Postain krny kay do faidy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Postain krny kay do faidy
    G jnb postain krny sy do faidy hasil hoty bain ak tu ye k apko bonus milta hy ur trading kr k ap earning krty hain ur es k sath sath dusra faida ye hy k postain krny sy apka knowledge bh barhta hy jo k trading k elawa bh apko zindgii main bht faida pohnchata hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Postain krny kay do faidy

    G han dear posting krne ke bhot faide han aik to hamain trading ke mutalik knowledge or experience hasil hota hy jab ke quality waki posts kerne se hamain bonus bhe acha hasil hota hy es liye ap ko mehnat krte rehna cheye jitna zeyda lagan se kam kerte han to hamain successs bhe zror hasil hoti hy
    • #3 Collapse

      Re: Postain krny kay do faidy

      G Han dear ap ki forum me aik to ye hay Kay AP ko acha bonus mil jata Hy dosra faida ye hay kay AP ko es me kam krny sy achi learning mil jati Hy AP forex me Kam krny kah qabil ho jaty hen es leay koshish krn kah acha Kam kren mehant Sy lagan aur interst sy kam kren tab hi ap ko ez me kamaybi mily gi isi trha pa es me aagy barhty jaen gay
      • #4 Collapse

        Re: Postain krny kay do faidy

        Posting kerny ka bahot faidy hain agr ap posting kery ga to ap ko acha bonus mily ga aik to ya faida hwa or dosra faida to ya hy ka ap ko jo bonus mily ga us sa ap trading kero ga or trading sa ap ko profit mily ga us profit ko ap nikelwa sekty hain
        • #5 Collapse

          Re: Postain krny kay do faidy

          Postings ke bahut fayde Hain Hamen isase Achcha bonus bhi Milta Hai Iske alava Hamen Apna knowledge dusron ke sath share karne ka Achcha mauka Milta Hai Iske alava Ham Yahan posting se apne knowledge Kona syrup improve kar sakte hain unke increase Kar Bhi sakte hain aur Agar Hamen Kisi. Mein koi problem a rahi hai to Uske relevant bhi Ham acchi solutions dusron se le sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Postain krny kay do faidy

            posts krny k bht s faidy hn is s apko bht ziada pta chlta h information milti h knowledge r experience bhi milta h r ap kamyab ho sakty hn agr ap posts krty hn is s apka bonus bhi barhta jata h r jitna ziada bonus hoga apko utna ziada faida hoga r profit hasil kr skty hn
            • #7 Collapse

              Re: Postain krny kay do faidy

              hamain markt main posts karny k liye learning karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is main part time main bi aur full time main bi job kar k hi hum run karien gay aur hamain demo main practice karna boht hi zarraori hota hai so hamain market main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur knwoldge ho ga tab hi hum real main bi trade karien gay it is best job
              • #8 Collapse

                Re: Postain krny kay do faidy

                g ap ki bat bilkul thek hai pak forex men hum jo posts krty haen is ki waja sy humary knowledge men izafa hota hai aur hum apna knowledge dosry member sy share krty haen aur sub member ko faida hota hai jitna ziada posts kren gy utna ziada bonus mily ga bonus pher hum apni trading men use kr sakty haen ziada sy ziada profit kama sakty haen
                • #9 Collapse

                  Re: Postain krny kay do faidy

                  G belkul. me aapki baat se ittefaq karta hoo. posts aur threads karne se hamain earning k saath saath learning ka bhi moqa milta ha. hamain chaheye k doosro ki posts ko parrhain aur unko zahen me rakhain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Postain krny kay do faidy

                    Postain karny k barry faidy hain aik to hamary knowlidges or experience main izaafa hota hai 2sraa hum ghar beth k online buisness kar sakty hain postain karny sy hamy boht c information milti hai jis ka hamy already pata ni hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Postain krny kay do faidy

                      Asslam o alaikum dear members forex trading ek aisa business hai jismein ham posts ker k bonus hasil ker k trade ker k profit kmaty hn or is k ilawa hm is ko apna as business career b bna sakty hn. Forex mn kamyabi posts mn h q k forumn pa posts sa hm bht kch learn kerty hn.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Postain krny kay do faidy

                        g han ap ny sahi kaha hai posts karny k such main do he faidy hain aik tu yah hai k jub hum posts karty hain tu hmain forex ki learning karny maina sani hoti hai forex ko smjhny main asani hoti hai sath main hmain forex main business karny k liye bonus milta hai jo ka ik boht abra faida hai q k hum apni jaib se aghr invest nahi kar skty hain tu hum bonus se kar skty hain laken es k liye posts karna zarori hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Postain krny kay do faidy

                          Posten krne k bilkul him ko faide Hain hum posten KR k Pak Forex forum par acha knowledge hasil kr sakte Hain or forex forum se hum trading k bare malomat b hasil kr sakte Hain or es k elawa hum bounce bhe hasil kr sakte Hain jis se hum treading k acha profit hasil KR sakte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Postain krny kay do faidy

                            Assalamu Alaikum posting ke bahut se fayde Hain unmen se ek fayda yah hai ki aap Mein responsibility a Jaati Hai aur dusra fayda yah hai ki aap Kamyab Businessman Ban Jaate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Postain krny kay do faidy

                              welcome to forex . jee ha aap nay thek kaha hay mere hisab say to posts kay faiday hay aik to hamara knolidge bhut barh jaay ga aor hamare ache posts honay ke waja say sabhe forex members hame ziada se ziada thenx bhe den gay aor phir hame bonus bhe ziada milay ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X