Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay
    Kuch members trading main kafi expert hotay hain or un ko maximum profit hi hasil hota hay isi liye wo members confidence k sath koi bhi trade open ker k or acha earn ker letay hain lekin wohi members akser loss bhi face kertay hain or us ki waja ye hay k wo members overconfident ho jatay hain jo k loss ki aik waja hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

    g han buhat zeayda hai agar ham ne loss kiya hai to apni waja se kiya hai ya to ham greed mein aye hain ya phir se greed mein aye haina gar ham is aik cheez ko theek kar lain to hmian buhat hi achi opportunity mil sakti hai is liye mhenat karain learn karaain aur practice pe full focus karaian ta ke ap ko acha knowledge aur earning mile
    • #3 Collapse

      Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

      G Han dear members trading main over confidence b loss ki ek wajah hy AP ko chahy k apny mind ko fresh rakh k trade krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krain take AP kanyb ho skain AP ki menat r lagn AP ki kamyabi I hy AP ko chahy k Dil sy Kam krain r ek accha profit hasip krny ki koshish krain
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

        G han bilkol dost over confidence ak bahot bari waja hy trading men loss ki so kabi b over confidence men na ayen kion k is tarah say open ki gai trades hamesha noqsan deti hy hamesha patience k sath kam karen kion k jo log over confidence men aa kar trading kartay hyn wo aksar ghalat trades open kar bethty hyn jo k loss ka sabab ban jati hyn is lye soch samjh k over confidence say avoid kar k trading karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

          Subway se bahut se log Aise Hote Hain Jo trading karte waqt Achcha profit Ho Jaane Ki vajah se bahut jyada over confidence Ho Jaate Hain Ham Logon Ko chahie ki overconfidence Kabhi Bhi Na Ho balki Soch samajhkar relax Ho Kar kam Karen jis mein Ham Logon Ko benefit hota hai otherwise Ham Logon Ko benefit Nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

            dear main ap ki bat sy agree kerta hun yi market hy is ky bary main koi banda bi 1005 theek nahi ho sakat hy or na hi yi keh sakta hy ky hm log is ko jis terf ka keh rahyt yi usi terf jay gi lehaza lazmi is bat ki koshsih kary gy tu hi asani ky sath ap ko kamaybi haisl ho jay gi wesy agr hm log forex ki bat krty hy tu is mai hm log agr bina analysis kiya trade lgay gy tu main samjhat hun ky hm logo ko loss hi ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaheer786 پيغام ديکھيے
              Kuch members trading main kafi expert hotay hain or un ko maximum profit hi hasil hota hay isi liye wo members confidence k sath koi bhi trade open ker k or acha earn ker letay hain lekin wohi members akser loss bhi face kertay hain or us ki waja ye hay k wo members overconfident ho jatay hain jo k loss ki aik waja hay
              ji han apne theek kaha overconfidence bhi traders ke lye loss ki wajha banta hai kyun ke forex main jab overconfidence ho kar lot size big use kar lete hain jis ke bad loss ho jata hai our woh loss itna zyada ho jata hai ke recover bhi nhi kia ja sakta.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                G Han dear es me kam krna hy to AP ko chye ky khud ko hamesha normal rakhn kyun ky ap ko es me zada loss tab hi hota hy jab ap es me acha Kam nhi krty Jab tak ap es me acha Kam kren gay overconfident nhi hon gy ap ko kabhi zada loss nhi hota ap ko hamesha sabr shukar sy kam krna chye
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                  Gee haan bilkul hum trading mein overconfidence ki wajqh sae bhi trading mein bahut zayada loss kertay hain agar hum forex mein normal reh ker trading kerain aur forex mein kamyabi hasil kernay kay lye kaam kerain gay tou humain forex mein sae babht achi income ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                    G dear bilkul thheek kaha ap ne overconfidence b hmy loss mein dal deta hy.
                    Overconfidence sy hm khud py bht depend krty hain or hm mehnat krny ki bjaye ye sochty hain k kam nht asan hy or hm kr len gy or aj ka kam kl pr chhor dety hain or forex ko time nhi dety es soorat mein hm loss mein chly jaty hain.
                    Hmy overconfidence nhi hona chahiye blky hard work krna chahiye or forex ko time dena chahiye hm kbhi loss mein nhi jayen gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                      Ji Sahi kah rahe hain aap trading mein overconfidence bhi loss Ki wajah Hai overconfidence Achcha Nahin Jab Ke confidence Achcha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zaheer786 پيغام ديکھيے
                        Kuch members trading main kafi expert hotay hain or un ko maximum profit hi hasil hota hay isi liye wo members confidence k sath koi bhi trade open ker k or acha earn ker letay hain lekin wohi members akser loss bhi face kertay hain or us ki waja ye hay k wo members overconfident ho jatay hain jo k loss ki aik waja hay
                        Traders ko chahie a box trading Karke kabhi bhi overconfident hokar kam na Karen Jab overconfidence hokar kam Kiya Jata Hai To trading acchi Nahin Hoti aur loss hone ke chances bahut jyada increase Ho Jaate Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                          g han jab 2 3 traes theek hoti hain to ham kehte hian ke ab market hamare pas hai ham iis mein bara volume lagate hian to jab hi aesa karet haina market trap karti hai taur hmain loss hota hai is ley agar agcha kaam karna hai to apne emotions ko contol karna hai tab hi ham acha kaam kar sakte hain aur tab hi ham achio earning bhi kar saet han
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                            Assalam o Alikum dear trading hamesha soch smajh k r confidence sy krnii chaheay jis main thora time lagta hy . Ek r bat confidence r over confidence main thora sa difference hy jo hamin feel nii hota r log apna nuksan kr jaty hnn is leay confidence v zarorii hy but soch samjhh k q k learning kabii end nii hoty . Insan ka zawal tb start hota hy jb wo samjhta hy k us ny sb kch seekh lea hy. Thanx
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main overconfidence bhi loss ki aik wajah hay

                              Forex market ko time they proper plan Banakar trading Karim market kis situation Ko Dekhkar overconfidence Nahin Hona chahie. .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X