Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Risk aur money management mainn ap 1 planning k tehat Trading kar sakty hain, Apny capital ko dekh k plan set karin jis main khas kar apny loss ko mad e nazar rakhna chaiyeh , Kita loss ap 1 trade main afford kar sakty hain,plan karin k 1 khas had tak loss ho to afford kiya ja sakta ha us say ziada risk nai lena ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      very nice thread ji main b yahi kahunga k money mangement k sath apko trading kanri hayeh main khud money mangemnet ko dekh kar hi trading karta ho yani k agar mere sath 200 usd hain toh main srf 0.02 ki lot lgaonga esi tarah mere sath backup main bht money reh jangey esi tarah taring karne se acha profit earn ho sakta hain
      • #93 Collapse

        jesa ke sab jante hain ke ye market buhat risky hay is main money mangment ki buhat ahmiyat hay agar aap money mangment se forex trading main kaam karen ge to aap ko kabhi bhi lose nahi ho ga aur aap hamisha mutmain hi rahen ge apni trade per
        • #94 Collapse

          forex mein apko apni money manage karna bhi aana chahiye yeh na ho ke aap big account samajh kar big big trades laga ke apna loss karlen risk utna hi lena chaiye jitna ke hum bardasht karlen
          • #95 Collapse

            dear ye boht eham cheezain hai. agr aap ny koi b business start karna hai to aap ko laazmi tor py risk management or money management seekhna chahye. forex main is ko laazmi seekhna chahye. kiun k is main agar loss ho to kaafi baar aisa hota hai k insan ka account he wash hota hai tab khyaal ata hai ye seekhny ka.
             
            • #96 Collapse

              g bilkul risk aur money management ka hona bohat important hai forex trading mein risk uthana lazmi parhta hai agar apka luck kaam kar gaya to apko profit he profit hoga sath he agar ap money ko manage kar letay hain to bohat best rahay ga ;)
              • #97 Collapse

                risk management aik bohat hi achi term hi jis main ap apne capital ke hisab se trade kerte ho iss main ap ko bara loss se bach jate hain agar ap ke pass acha trading plan hi or risk management hi to ap asni se achi earning hasil ker loo gye
                 
                • #98 Collapse

                  Meri nazar may dono management hi important hain, aur risk management may aik cheez included hoti hay aur wo hay risk reward jis ka ap nay zikar nahi kia, hota is may yeh hay keh ap calculation kartay ho aur phir aik ratio nikaltay ho, yani pahlay risk aur phir reward, misal k tor par risk reward kuch is tarha ka hota hay, 1:2.5, is ka matlab risk agar 1% hay to reward us k against 2.5% hua. is ko hum yeh bhi keh saktay hai
                  • #99 Collapse

                    yes i agree with you you say right if you follow these two steps then you can easily earn good money from forex trading so learn well and then open real account and follow the money management rules then you can easily earn money
                    • #100 Collapse

                      Money management and Risk management is a good point for forex learning. we need to manage our money and risk for success in forex trading. Thanks for the nice information. Regards ........
                      • #101 Collapse

                        jee ha may ap ki bato say agree kerta hu kay forex trading may yi bohayt zaruri hay kay ap risk ko manage karain q kay ager aaisa nahe karogay to app ko big loss ka samna ker saktay hoo to yi zaruri hay kay risk lo mager tora mean manage ker kay
                        • #102 Collapse

                          dono management hi important hain, aur risk management may aik cheez included hoti hay aur wo hay risk reward jis ka ap nay zikar nahi kia, hota is may yeh hay keh ap calculation kartay ho aur phir aik ratio nikaltay ho
                          • #103 Collapse

                            forex trading karnay may risk management or money manage manet ka forex tradingmay bohat he bara role hey or forex trading may jo hum ko profit hota hey woh sirf or sirf money management or isk management ki he wajjah say hota heey q kah jo trader ais ko follow karen gay woh successful rahaen gay.
                            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                            • #104 Collapse

                              forex trading k liye risk management k matlab hai k aap kisi investment se pehle us k pros and cons ko jante hon. un k mutabiq pehle hi apni calculations karain or apni startigies plan karain ta k baad main kisi un expected situation main problem na ho. iss k ilawa money management skills k through aap iss baat ko properly samaj sakte hain k kis time pe kitna invest kerna chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                i think in forex money management is very important and i think gain real money through currency trading can be a quite wonderful strategy to dollars quickly and with no chance... it is a good way to devote people dollars and to gain a number of extra money simply by exchanging.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X