Importance of risk and money management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    kis b business ko profit bnanaian k liyeh zaroori hai k business main istamal honain wali money ko sahi tera samanage kiya jeyh and risk ko kom say kom kiya jeyeh.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      Money management and the risk management are two different terms fulfilling the same objectives, that is, the preservation of earned money. With the help of risk management, the trader tries to reduce the risks of loss or if it occur, bring it to the minimum level. By money management one preserves the same by different techniques.
      • #963 Collapse

        dear brother aap ka bahut shukriya k aap ny risk management aur money management ki itni asan lafzon main tashrih ki jiss sy nay trader ko in ko samjny aur apply krny main kafi asani ho gi aur hum in ko follow kr k achi trading k zariyeh sy achi earning kr sakain gy
        • #964 Collapse

          Forex trading main risk management bohat he eham hoti hay agar hum esko manage kar kay trading karen gay to humara capital safe rahy ga so humay ziada profit kay lalach main aa kar bhi aisi management ko nahi chorna chahiey balkeh esko lazmi hissa bnaya jaye apni trading ka.
          • #965 Collapse

            bahi jaan aap ny boht khaas batain btai hain, aik acha trader bnny leay hmain apny leay rules set kerny parhty hainn jis main apny capital k hissab sy risk aur lot size set kiya jata hy
            • #966 Collapse

              dear forex trading bohat risky business hy is mein ap ko bohat dhayan say soch samjh kar money ko manage karna parta hy kyun k ap ki aik mistake ap ko bohat bara loss day sakti hy
              • #967 Collapse

                han g fx ma kayab hony k lai hamy mehnat krna ho gi jis ys ham achi earning haseel kars akty han fx ak bohat acha business hai ji sy ham earn kars akty han
                • #968 Collapse

                  hain, aur risk management may aik cheez included hoti hay aur wo hay risk reward jis ka ap nay zikar nahi kia, hota is may yeh hay keh ap calculation kartay ho aur phir aik ratio nikaltay ho, yani pahlay risk aur phir reward, misal k tor par risk reward kuch is tarha ka hota hay, 1:2.5, is ka matlab risk agar 1%
                  • #969 Collapse

                    salam too all of you ma na zada nahi dakha or na samjha hay jitna samgha hay us ma yahi samgh aya hay ya risky businiss hay
                    • #970 Collapse

                      Wow Very nice... A perfect information.. Sir main Forex Trading Main new hon Abhi Aap K Article ko parhaaa buhat Zyada informative hai i wish k Aap orr bhi Aisa mawaad roman urdu Main he post Karain jo Study kar k hamain Eek Behtar Trader ban'nay Ka mokaa mil Sakay
                      • #971 Collapse

                        mere dost mein apko forex market ki key andar yeh advise karon ga ke agar koi new user apke yeh thread pre to wo is sy kafi kuch learn kare gay aur sekhy ga so new trder read it.
                        • #972 Collapse

                          forex mein kaam kartay howay kosis karay es mein risk na ley balkay es mein mind se trading kary es mein kaam kartay howay daily market ku view karay thankful for question
                           
                          • #973 Collapse

                            Yes my dear Forex trading ek risky business to hai mgar itna bhi risky nhi hai jitna ap samjh rhy hai.
                             
                            • #974 Collapse

                              Good Thread. aap ne achi maloomati thread ki hai. Risk and Money management Forex main bohat hi zaroori hai ye new trader ko zaroor seekhna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                Dear aap ki thread newbie kay liya aik rahnaumaiy ka zarya hay forex may risk to bohat hay laykin iss kay ya matlab bi nahi kay ya aap ko kabi bi profit nahi dayta ya aap ko profit lazmi dayta hay iss kay liya aap ko mahnat karni parti hay or mehnat hi say aap experiecve hoja tay hay iss kay bad bi aap ko loss to milta rahta hay laykin kam say kam.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X