Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??
    Asslam o Alaikum friends umeed krta hn ap sub thk hn mri dua say dosto forex aik online business hy as pay buht log nakm hoty hy lkn un ki nakmi ki wja kia hoti hy wo ku nakm ho kr chor jaty hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

    Meri Najar Mein Forex Mein Na Kami Ki Sabse Badi vajah Hamara Lala chahie Agar Ham Apne lalach Ko khatm kar den aur profession tarike se Forex trading co Kare To Hamen ismein kabhi bhi nuksan nahin Hoga Agar Dekha Jaaye to professional ko bhi loss hota hai Magar vah Ek Aisa Laga Hota Jisko recover kar sakte hain lekin Hamare sath kya hota hai ki Hamare account was Ho Jaate Hain To Hamen forest ko acche se learn karna hoga Aur lalaj ko khatm karke trading karna Hogi Teri Ham acchi nahin kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

      Mery khyal me forex me nkami Ke sub se bari waja begair Achi tara learning k real me trade start kr dena a jb Ap ko knowledge ni hota to Ap ko loss o ga jis ke waja se Ap forex se demoral hoo gy aur Ap forex ko chor dy gy is liey Ap ko phely achi tara is Ke study karni chiey phir he trade ko start karna chiey
      • #4 Collapse

        Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

        Dear friend forex main nakami ki waga yeh hoty hy k as main log lalach karty hain aur lalach ki waga say hi as main nakam hoty hain as leye ap ko chahye forex main kabhi bhi lalach mat karen as main ap k pass saber aur money mangment ka hona zarory hy tab hi as main kameyabi melty hy as leye koshesh karen lalach say dor rahen aur acha profet hasel karen kam lot say hi
        • #5 Collapse

          Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

          Dear brother forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin achi learning aur knowledge hasil kiay bagher trading shuru kar dena aur demo account ko use nah karna aur phir jald bazi se kam lena aur ziyada profit ka lalach karna aur sub se bari waja market ka anaylsis kiay bagher trade open karna
          • #6 Collapse

            Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

            welcome to forex. agar hame forex pay kamyab hona hay to hame forex ko may apne kam ko khob dil laga kay karna chahiye. hame aesa samajhna chahiye.hum nay apna real busniss shuru kia hay.agar isay hum time nahe day gay.to phir hamara guzara kaisay hoga.aor hum dunya may kaisay taraqee kar sakay gay.agar aap ka yahe maind hua to aap kabhe bhe nakam nahe ho sakte hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

              Forex me nakami ki bht c reasons ho skti hyn.
              1.hm forex ko smjty bger rules ko follow kye bger market ki movement ko smjty bger trade start kr dety hyn.
              2.hm lot ziada choose kr lety hyn or lalich krny lgty hyn k ak DM sy ziada profit ly skyn.
              3. Earning or trade k rules e nhi follow krty or without trade understanding.. Hm investment kye jaty hyn jis sy loss ziada iota hy or akhir log nakam ho jaty hyn
              • #8 Collapse

                Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                Pak forex me naakami ki bahut se wajohat ho sakti hain Jin me kuch yeh hain ke rules ko follow Na karna knowledge na rakhna or lakch krna lot size zeyada rakhna yeh Chand wajohat Hain Jin ki wajah se hum naqam hote Hain hum ko agar forex business me kamyab Hina Hy to ruls ko follow kren lalch na kren or zeyada knowledge rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                  Forex trading mein nakaam hony ki big reason without learning trading krna hai jb traders ko knowledge aur experience nhi hoga tu woh market mein ziada dair stay nhi kr sakty kionkeh traders woh kamyab hota hai jo loss ko face krta hai aur mehnat se learning continue krta hai woh market ki position ko dekhty hvy entry leta hai is liye successful trader ban jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                    Dear forex mn nakami ki sb sy bri wjah ye hai k hm forex ko smjhy bghair hi ic mn trading start kr dety hen hmy market ki movement ka pta nhi hota or hm market ki movement ko smjhy bghair hi trade open kr lety hen or agr wohi trade loss mn chali jaye to hmara account wash ho jata hai or hmari sari mehnat zaya ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                      sab se bari waja un ka greed hai jis ki waja se sab ko loss hota hai aur stop loss use nahi karte hain tio account hi wash karwa lete hian isliye agar mehant karaian ge to hi acha kaam karain ge aur is ke liye hmani buhat himehnat ki zaroorat hai hmian acha kaam karne ki zaroroat hai mehnat ki zaroorat hai is liey bus mehnat karaain aur earn karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                        logon ke sab se bare aja nakami ke jo mere samajh main ate hae wo hae mehnat na karna to is main hamen cahiye ke hum dil laga kar himmat se kam karen take hum is main kamayab ho saken q ke yeh forex hae is main jo bhe zayada mehat karta hae wohe sirf kamayab hota hae to log is main mehnat nhe karte hain or un main sabar nhe hota hae wo kehte hain ke aj kam kiya hae or aj ke aj he hamare earning start ho jae
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                          Salam all forex members han g ap ny bilkul tk kaha ha forex my vo log hmysha nakam hty hy jo mhynat ni karty hy na hi serous hty hy r na apna kaam achy sy karty hyy treading my jald bazi karty hy na hi soch samj k st kaam karty hy na hi properly planning karty hy R yhi baty to hti hy jo nakami ka sabab bnti hg
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                            Forex main nakami Ki Sabse Badi reason Yahi hoti hai ki jaldbazi karte hain aur knowledge ki Kami Apna knowledge improve Karen. .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Pay Logo Ki Nakmii Ki Sub Say Bhari Wja Kia Hoti Hy...??

                              Nakami ki sb se bari waja jaldbazi hai or jo.log baghair kuch soche samjhe kam karte hain lalach karte hain isliye unhe nakami ka samna karna parhta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X