Time is money es ko zaya mat karn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Time is money es ko zaya mat karn

    g sir time ak money hy agar hum free hy to kia faida agar koi kaam karege to jo time kaam kare gye oney milegi to time is a money for any person...bohat bhtar jnab apk swaal se kafi kuch sikhny ka mila....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Time is money es ko zaya mat karn

      G Han time zaya krne ke bajaye Apna proper time forex ko Dena Chahye Jis se hame Kuch benefit mile Sara din social media ka use krne se behtar hai wo he time ager forex ko diya tu acha profit earn kr saktey Hain easily Aur apni life mein bhe change la saktey Hain achi tarah Kam krne se benefit bhe ziyadeh Aur Acha mile ga
      • #18 Collapse

        Re: Time is money es ko zaya mat karn

        han g bilkul time is money paisa wesa kuch nhe hota hae sirf time zarori hota hae hamen is ko zaya nhe karna cahiye balke hamen cahiye ke hum is main himmat se or acha kam karen take hum is main ache trading kar saken or is main hum ache earning bhe lakin is ke liye hamen apna time zaya nhe karna ho ga start main chunke is main mehnat karne hote ae to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen
        • #19 Collapse

          Re: Time is money es ko zaya mat karn

          Apne time ko West na Karen Jitna ho sake time de learning Milegi jitni learning strong hoti Jayegi utna hi best work kar Payenge..
          • #20 Collapse

            Re: Time is money es ko zaya mat karn

            G han bilkul "time is a great wealth" bhot lucky hen wo log jo apnay time ko kemti banaty hen aur time table bana kar aur us pay amal kr ky apni life ko set kr lety hen hamen chaye ky apny qemti time ko waist karny k bjaye forex men use karen jis say hamen kafi faidd ho sakta hy.
            • #21 Collapse

              Re: Time is money es ko zaya mat karn

              Bilkuk theek kaha bhai ye jo hamary pas time hai ye boht he keemti hai is ko harghizz fazool kaamo main zaya na karyn jo time zaaya ho jata hai uski qadar insan ko baad main hoti hai
              • #22 Collapse

                Re: Time is money es ko zaya mat karn

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Laraib Fatima پيغام ديکھيے
                Hamen ehsas bhi nai hota ham apny din ka ketna time zaya kar dety hn.Hamen chiy k ham apna time zaya karny ki bajiy voh time forex ko deiy dn taky ham kuch ban saken jb ham forex mn mehnat karn gy tou ham kamyab hongy aur bahut acha kamany ky kabil ho jaen gy
                Hamen Hamesha time ki respect Karni chahie is aur West nahin karna chahie aur daily basis ka kam daily Karte Rahana chahie Agar Ham Apne kam ko daily Nahin Karenge aur time waste Karenge to yah Hamare liye Achcha Nahin hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Time is money es ko zaya mat karn

                  Hello dear.ap log fazool mi apna qemete time waste krti hu.ap ku chai ki forex mi touch hu kr bht khch sekh skti hu aur monthly bht khch earn kro gai.koi mushkil nhe hai.mgr krni se sbh khch easy ban jata hai.tu mi mashora du ga ki ap forex mi touch hu jao tu bht khch earn kro gai aur behtr se zindgi guzaru gai.Forex bht earning hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Time is money es ko zaya mat karn

                    g han ap ny bikul sahi kaha hai time hmary liye money ki rha hai es ko zya nahi karna chahye or jub hmta time kisi ayse bsuiness main lag jay jis ain hum money he money haisl kar skty hain tu os time ka maza he alalg hota hai wesy bhi jub hum forex main earning kar rahy hoty hain tu yah hmary liye fakhat ki bat hoti hai k hum itny bary business ka hisa han or apny ger bethy he achi earning kar rahy hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Time is money es ko zaya mat karn

                      Ji bilkul aapane theek Kaha time is money Jitna ho sake Yahan time de Dil lagakar kam Karen ok aapko accha profit mile Pinky Forex Ek bahut acchi Ho Paschim ki Ham Sabke Liye Taki Ham Apna life style bna sky.
                      • #26 Collapse

                        Re: Time is money es ko zaya mat karn

                        Ji han dear bilkul sahi kaha hai time is money time ko save karen forex mn mehnat karen time bachaen time table banae or forex par mehnat karny se humara bonus acha hota hai humko chahye k hum khud ko zada hardworking banae ta k humko buht zada kamyabi ho loss na ho humko chahye k hum buht mhnat karen ta k kamyabi ho forex mn asy kuch bhi milta jo jitni mhnat krta hai usko utni kamyabi milti hai ... forex buht acha business hai is par mehnat karny se kamaybi hasil hoti hai ...
                        • #27 Collapse

                          Re: Time is money es ko zaya mat karn

                          Dear sir ham ko hamaray Teacher nay aik bath batai kay aap kay paas teen cheezien hay aik Money, Dosra Sayhat or Teesra Time in may say agar aap nay Money ko zaya kiya to koi masla nahi hay aap nay kuch bi zaya nahi kiya hay wo wapis aajata hay agar aap nay sayhat ko zaya kiya to phir aap nay kuch na kuch lazmi zaaya kar diya hay or agar aap nay time ko zaaya dar diya to phir aap nay apna sab kuch zaya kar diya hay iss liya iss business may iss ka khayal rakhan kay aap ka time kab bi zaaya na ho.
                          • #28 Collapse

                            Re: Time is money es ko zaya mat karn

                            G brother apki bat sai hy time is money lakin hmare akxsar nojawan iiko serious nahi lety jiski wajz se unka kafi sara numsan huta hy auer wo nuksan m chaly jaty hen bajaye is k wo acha profit denbya achi malomat shre kren jiski waja se hmen bht acha reward bhi isi waja se milta hy
                            • #29 Collapse

                              Re: Time is money es ko zaya mat karn

                              Forex per kam karte ho kya yah Khyal bhi Karegi aap log Apna profit time Forex ko de rahe hain aur Baki ki Tamam activities ki acche se perform kar rahe hain Agar Sara Kuchh proper proper mein chal raha hai to theek baat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Time is money es ko zaya mat karn

                                G Han doston time aur aur Mone ki zaya Na Karen qk agr ik dafa hmare hath see time chala jae who dobar lot KR Ni aata aur paise hn to is duniya m izat h ask jal doston paise ke hi izat h jis je pas paise h use ke izat h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X