Pak forex m na umeed ni hona chaye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex m na umeed ni hona chaye..
    Dear friends pak forex m na umeed ni hona chaye agar ap ko loss hota h to na umeed ho k kam ni chor dena chaye bal k apny loss or mistake ko find kr k us mistake ko thek kea jay jis ki waja sy loss howa tha or phly sy ziada mehant kr k or apni mehnat ko muslsal jari rkhna chaye or dill chota ni krna chaye profit loss to hr business m hota h is liy Pak Forex mein na umeedi sy kam ni lena chaye bal k sabar sukar sy apni mhenat ko continue rkhna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

    g friend hmain forex par kaam kartay huay hamesha achay ki umeed rakhni chaiay aur kbi b na umeed nhi hona chaiay aur hamesha mehnat aur lagan k sath kam karna chaiay q k mehnat ka phal zarur milta ha, is tarah hmara kaam mayari hota ha aur badlay ma hmain acha bonus hasil hota ha jis par hmari trading depend karti ha
    • #3 Collapse

      Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

      G han members ka forex say conected rehna boht zrori hay jo members maximum loss face kertay hain or us k baad wo itna zeyada disheart ho jatay hain k wo forex ko hi leave ker jatay hain to ye sab kerna sahi nahin hay ye sab na nmeedi hay jo k members ko apnay maqsad main kamyab nahin honay deti hay
      • #4 Collapse

        Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

        ji bilkul my dear and respected forex member kesy hein ap umeed hy keh ap sab khariyat sey hun gy g bilkul apki bat to thk hy keh hamin forex mein na umeed nhi hona chahiy iss mein loss ho jaiy to hamin mayoos nhi hona chahiy belkeh hamin issko recover kernuy ki koshish kerni chahiy loss ko recover ham apnimhnat sey ker sakty hein aour business mein loss hona nakami nhi belkeh kamiyabi hy.
        • #5 Collapse

          Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

          G han dear pak forex mein naummedi kabi bhe honi cheye kuin ke hamre liye kamyabi kiran bhe hamre ummed hoti hy es liye mehnat ka sath kabi na chorin or lag kat mehnat kryn or achi ummed rakh kar kam ko continu rakhna cheye jo ke hamre liye aik kamyabi bane ge es liye ye aik kamyabi business hy jo hamain learning bhe deta hy or achi sarning bhe deta hy es liye mehnat zror kerni cheye jo hamre liye aik din kamyabi bane ge
          • #6 Collapse

            Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

            G ha bilkul thek kaha hy apny , hamien pak forex mn kabhi bhi na umeed nhe hona chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamien mehnat karny chaye aur pher himat ky sath work karna chaye jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy aur pher ik achy earning bhi hosakty hy
            • #7 Collapse

              Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

              Hamen Forex Mein kam karte hue kabhi Bhi Na ummid nahin hona chahie aur Hamesha apni mehnat jari rakhni chahie kyunki Agar Ham mehnat karte rahenge to Hamen ek na ek din kamyabi zarur milegi Agar Ham mehnat nahin Karenge to Hamen Forex mein kamyabi kabhi bhi nahin milegi
              • #8 Collapse

                Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                G han dear friend Pak Forex mn hum ko na umeed nh hona chahiye kiun ky agr ek bar nakam howy Hain tu es ka har guz ye Matlab nh ky bar bar hi nakam hon gy dear friend ek raat ky bad ek subha bhi agi hy na hamisha raat rahti hy aur na hamisha subha tu dear friend hum ko chahiye ky hum na umeed na hon ek na ek din hum zaror successful hon gy bus hum ko Forex mn mahnat sy Kam Karna ho ga aur achy experience aur knowledge Wala Kam kran ho ga apny Kam ko yaqini babna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                  Pak Forex forum mnn hmen kbi b na umeed ne hona Chaya q k ye long term business h is mnn ap jb trade kerna seekh jaty hm to pher ye mushklat b ap ko handle kerna bht he asaan lgta h so hmen trade mn hmesha yakeen rakhna chaya k hm zaror kamyabi sa apna trade target zaror hasil kren ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                    naa umeed mat huen g dear humein Pakistan forex forum se naa umeed nae hona chaiye kyun k jab hum is mein zaida mehnat karte Hain toh is se humein is meinn kamyabi milti hai humein kabhi bhi apne Kam se naa umeed nae hona chaiye is mein hum sirf mehnat ki waja se hi kamyab hoty Hain har trader ko is mein kabhi naa umeed nae hona chaiye Jo trader is mein mehnat karta hai woh hi is mein kamyab hota hai kamyab trader zaida se zaida mehnat karta hai humein is mein mehnat Karne se kamyabi milti hai humesha zaida se zaida mehnat karni hogi jab hum is mein zaida mehnat karte Hain toh is se humein is mein kamyabi milti hai mehnat ki waja se hi hum is mein kamyab hoty Hain har trader ko is mein zaida se zaida mehnat karni hogi hum is mein jab mehnat karte Hain toh is se humein is mein kamyabi milti hai magar humein is mein mehnat karte rehna buhat zaroori hai is se humein kamyabi na umeed nae hona chaiye forex mein hum sirf apni mehnat se hi kamyabi milti hai har trader ko is mein kamyabi milti hai humein apni mehnat se na umeed nae hona chaiye is mein hum sirf mehnat Karne se hi kamyabi milti hai jab hum is mein zaida mehnat karte Hain toh is se humein is mein kamyabi milti hai har trader ko is mein kabhi na umeed nae hona chaiye kyun k forex mein na umeedi se sirf nuksan hota hai har trader ka kamyab trader humesha zaida se zaida mehnat karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                      Aabhar time Yahan per online Rahe market per Najar rakhte market ki movement per Dekhen ki Kaise Maut hoti hai iska next level kya hai iska translate kab next change change Hoga Aap Yahan per Apna achievement kaise kar sakte hain yah Sara Kuchh aapko market Mein regular working karne se Milta hai jo ki aapke smart Ness hone ki ek bahut badi Nishani Hai Forex ko chhodane Ki Sabse Badi bajaya per nuksan Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                        Han g bilkul hm na ummed nhi hyn inshAllah Jo mehnat krta hy uska sila b zroor milta hy forex ko hak dfa mehnat sy use kro or phr reward hasil kro q k ap k pas surf ummed hoti hy jis ko ly kr ap continuously mehnat kye jaty ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                          Salam all forex member's han g bhai ap ny bilkul tk kaha ha hmy forex my na umeed ni hna chahiy agar hmy tread my loss b ho jay to hm ko himat nahi harni chahiy blky hmy sabar rak k bht zada mhynat karni chahiy
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pak forex m na umeed ni hona chaye..

                            g bilkul pak forex main hamen kabhi bhe na umeed nahi hona cheye or hamesha umeed k sath he kam karna cheye or kabhi bhe dil chota nahi karna cheye hamesha achi soch achi umeed k sath he kam karna cheye ..forex main up and downs bhe aty rehty hain magar himmat k sath he kam karna cheye or bhot zeada sukun k sath he kam karna cheye ...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X