Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.
    Dear friends hum sab ko forex pakistan mein trading k duraan hum ko bahut zyada sabar karney ki zaroorat hoti hai agar humari es forum mein koi bhi trade loss mein chal rehi hai tu hum sab ko chahaye k hum etna sabar karein k humari who trade loss ki bajaye profit mein aa jaye hum ko us trade ko jaldi close nahi karna chahaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

    han bhai zahir si bat hy ager ap trade open kerty hn to is sy trade forun to profit main nh ati wh loss main chali jati hy ap ko wait kerna chahiay loss main trade close nh kerni chahiay bulkh ap ko jitna wait bhi kerna pery ap profit kaliay wait karin q kh ager ap loss main close ker dain gy to is sy koi faida nh hota
    • #3 Collapse

      Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

      Dear friend g han ap ki baat bilkul sahi hain loss main aan aay wali trade main suber karin woh profit main aa ja aay gi loss main by subri sy kam nhi karna chahey q ky jo by subri kar ty hain on ka profit suber walo ky pas chala ja ta hain os liy suber ky sath kam karin or kam lot size ka istamel karin ta ky forex trading main ap ko loss na ho or ap ka acount safe rahy or ap acha profit earn kar saky or kamiyabi hasl kar saky
      • #4 Collapse

        Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men market up down move karti rahti hey aur loss aur profit men trade ja sakti hey iss liay agar ap ki koi trade loss men chal rahi ho tu phir jaldi trade ko close nah karen balkay wait karen tu ho sakta jald hi woh trade loss se nilkl kar acha profit dey jay
        • #5 Collapse

          Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

          Dear member trading say releted ye aik best idea hay jo k ap nay share kiya hay sab hi memebrs ko is idea say agree hona chahiye jo members is say agree nahin hain wo saber say kabhi kaam nahin ker saktay hain members ko chahiye k wo koi bhi trade open kernay k baad us ko profit main aanay tak ka time dain
          • #6 Collapse

            Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

            Stop loss order set kr k trade ko chorh den r wait kren ya to SL hit hoga ya trade profit mn chli jay gi kbi b zyada stress na len ksi aik trade py acha trader bn'ny liye sabr krna sekhain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

              Brother loss wali trade ka sabar itna tab karo jub apka backup py itna balance bhe mojood ho . yeh na ho k ap wait kartay raho or apka account he wash ho jaty . or loss wali trade ka wait bhe tab karo jub ap k pas h4 , d1 ya w1 main ap k pas support ya resistance aa rahi ho .
              • #8 Collapse

                Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                Aksar aisa daikha jaata hy pak forex trading business men work karty hwe tu Loss ko chalny wali trade Bhe ap ko Zyda Loss tab Nhi De gi jab ap Acha sa work karein gy Pak forex trading business acha sa Profite kalye acha sa work hi Good think sy karen gy tu hi acha sa Success Hasil ho ga Pak forex trading business bhot acha business hy iss liye acha sa time de kr hi Good profit hasil kia jaa sakta hy pak forex trading business bhot acha business acha sa trade lagayen aor acha profit hasil karrin
                • #9 Collapse

                  Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                  Salam all forex members han g bhai ap ny bilkul absolutely right baat ki h tread my hmy loss to hta ha r ya b hota h tread loss sy profit ki trf b to a sakta ha na hmy tread my jb loss nazar ay to hmy close ni karni chhaiy dar sy blky hmy sabar sy kam karna chahiy jo hm karty hy r profit inshalah tread py zaror ata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                    Dear long term trading mein trades ziada time loss mein run krti hein traders ko profit ka boht wait krna prta hai lekin jitna sabrvkrty hein utna acha profit bhi hota hai forex trading mein loss ko dekh k preshan nhi hona chahiye aur na hi trade ko loss mein close krein trade ko waqt dena chahiye tah k us se achy results milein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                      Jab aap sharper market ke movement ko demo copper practice kar lenge to aap real account Mein Aakar kabhi bhi nuksan nahin Karenge aur yahan se always earning Karenge big Agar Ham Yahan per risk Lenge To Hamen Yahan per Vivad Bhi utna Jyada Milega Ham Yahan per Bhi Jyada Karenge aur Hamen Yahan per profit generate Ho payega Agar Ham Log Yahan Par Jiski Nahin Lenge To Ham Yahan per Kuchh Bhi Kam Karne Ko Nahin milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                        G bilkol forex trading main aksar humri trade humre market ko analysis keye bhi loss main chli jati hai tu aisi trade py hume wait krna chae kiun k wo loss recover krne k bad aksar profit main a jati hn hume jaldbazi bilkol bhi nahi krni chae kiun k jaldbzi ki wjha sy hi aksar hum apna loss khud krte hn hume saber r wait krna chae tak humri jakdbazi ki wajha sy humra loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                          g bilkul loss main chalny wali trade par sabar karna cheye or agar loss ho bhe jata hai us main bhe sabar karna cheye kabhi bhe na umeed nahi hona cheye ahamri ek trade hamen profit nahi de ge to agli hamen zaror de ge ...hamne himmat k sath he kam karna cheye ..
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                            zrori ni ha k sabar krna chye ham ko chart ko ache trah se analyse krna chye or chart ko follow krna chye age hmre trade negative mai ha za koi aise news aia gai ha jis ka hmre trade pr negative effect ho to ham ko trade close kr dne che aias se phle k hmra account wash ho jie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss mein chalney wali trade ka etna sabar karu k who profit mein aa jaye.

                              loss mein sabarloss mein humein Sabar karna buhat zaroori hota hai kyun k jab hum is mein loss mein sabar karte Hain toh is se humein is mein kamyabi milti hai humesha is mein humein apne loss mein sabar karna buhat zaroori hota hai agar hum loss mein sabar karty Hain toh humari trade profit mein bhi ajati hai humein loss mein zaida se zaida Sabar karna buhat zaroori hota hai har trader ko is mein loss mein sabar karte rehna chaiye Jo trader loss mein sabar karta Hain woh hi trader is mein kamyab hota humesha zaida se zaida mehnat karna bhi buhat zaroori hai is mein hum sabar se hi Kamyab hoty Hain is mein hum mehnat aur Sabar ki waja se humein acha bonus milta hai kamyab trader forex mein sirf Sabar karta Hain Sabar karna buhat zaroori hota hai humari kamyabi k liye har trader ko is mein zaida Sabar karna aur hosle k sath hi trade karni chaiye Sabar aur hosla trading mein buhat zaroori hota hai har trader kamyab tabhi hota hai jab is mein Sabar karta hai loss mein sabar karna buhat zaroori hota hai jab tak hum loss mein sabar nae karte Hain toh humein is mein kamyabi nae milti hai kamyabi k lite humesha zaida se zaida Sabar aur hosla buhat zaroori hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X