Forex main trading smooth karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main trading smooth karain
    forex market mein agar aapka kahan tak pahunch jata hai do mahine mein aapka account agar 2 mahine mein hazar Dala Tak pahunch jata hai to aapko chahie ke uske bad aap ko saaf rakhen aur daily target 15 dollars select Karen jawab ka target pura Ho jaaye yah $20 Apna target pura Karen uske bad aapko trading nahin karni chahie 17 ko kafi fayda hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main trading smooth karain

    han bhai aisy hi kerna chahiay ager ap safe trading kerna chahty hn to ap ahista ahista trading karin q kh ager ap aik hi din main kamyab hona chahty hn to is sy ap ko loss ho sakta hy q kh ap lalich karin gy ap ko chahiay kh smooth trading karin apna daily ka target set karin
    • #3 Collapse

      Re: Forex main trading smooth karain

      dear g han ap nay sajhe bat kahe hay ham ko chye k agar ham is main achi tradeing karna chatay hein to ham ko is main ityat k sat kam ko karna ho g is main ham ko chye k ham is main kam profit ko he hasil ker k kam ko karnay ki try kertay rahein agar ham aisa kertay hein to ham is main kabhi bh fail nahi ho saktay hein is main ham ki mehnat kabhi bhi zya nahi ho sakti hay forex main any k bad .
      • #4 Collapse

        Re: Forex main trading smooth karain

        Asslam.o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy pakistan corex min achy treading karny wala treader who hy forex min soch samjh ka treading kary air treading karty hoy hum forex min acha profit haial kar sakty hain hamjn treading karty hoy apny account ko save takhan zaroori hy q k treading ka daoraan account wash bhi ho sakty hain isi lia hamin soch samjh kakaamkarna cabye jis sy hum forex min acha bonesa haisl akr sakin
        • #5 Collapse

          Re: Forex main trading smooth karain

          Dear brother apki baat theek hai jb bonus acha ho jaye tu daily profit ka aik target set krein agr woh hasil kr lein tu trading stop kr deni chahiye jis se aapka balance grow krega lekin aksar traders ko jb profit hony lgta hai tu woh aur profit k chakar mein pr jaty hein phr risk level increase ho jata hai jisko aap rok nhi sakty aur big loss ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main trading smooth karain

            han g apki bat to bilkul thk hy forex mein hamin smooth trading kerni chahiy dear smooth sey murad iss mein safe trading means hamin chahiy keh ham sab forex mein trend ko dekh ker aour markeet ko analyse ker key hi hamin trading kerni chahiy jis sey hamin loss na ho aour hamin profit bhi hasil ho jaiy yhi hmari kamiyabi ka sabab bun sakti hy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main trading smooth karain

              Trading main jaldi kerna or saber say kaam na lena ye bhi loss ki aisi wajah hain k jin say kafi saray members or akser loss face kertay hain is liye members ko chahiye ko wo apni tarding ko achay say manage krain or smooth way main trading krain isi terha members k liye profit earn kerna possible ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex main trading smooth karain

                g ap ki bat thek hai hai humwn pak forex men apna ek target bana lena chaye jb woh pora ho jay to us k bad trading stop kr deni chahye kuch member ziada k chaker men ziada lot size laga dety hen aur big loss ho jata hai liahza humen loss sy dor rahna chahye aur target bana lena chaye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main trading smooth karain

                  Forex main trading smooth kerain gay too aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning money to pay for the kids to the lykeen ager aap achi planning ky sath sath quilty wali posts kerain taky aap zaroor kamyab hoty hain
                  .

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X