News ka effect temporary hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka effect temporary hota hai?
    News ka effect Mere Khyal main temporary Nahin Hota Kyunki agar aap Dekhen Koi big news I Hai To Uske bad market ka Trend change ho jata hai aur FIR Jo news ka impact hota hai uski vajah se market Usi side per Chali Jaati Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ka effect temporary hota hai?

    Dear ap n thk kaha hy k news ka effect temporary nhn hota aur yeh news p bhi depend krya hy k kis type ki news hy aur agr to medium impact news hy to as ka zeada effect nhn hota lakin agr high impact news hy to phr as ka effect bht zeada hota hy
    • #3 Collapse

      Re: News ka effect temporary hota hai?

      Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men hum news pe complete depend nhi kar saktay kiun k kabi kabi market news k opposite move kar jati hey lekin news ka effect zaroor hota hey aur kuch log news k mutabik trading kar k acha profit hasil kar letey hen
      • #4 Collapse

        Re: News ka effect temporary hota hai?

        g dear ap ki bat theek hy waqi hm log news ki pehcy bhagty hy per main kehat hun ky hm logo ko kabi bi is main yi bat nahi kerni chahaiy ky hm log news sy bara profit earn kar sakty hy ain kehat hun ky galt bat hy ky hm log news ki wajays apan account ko loss ker dyaty hy is liay h log ko yi kern aho ga ky hamesha hm log easy trading kary gy tu hi asani kyt sath kamyb ho sakty hy wesy koi mushkil kam nai hy ky hm log kanybi ko hasil nahi kar sakty.
        • #5 Collapse

          Re: News ka effect temporary hota hai?

          Je zayada tar dakhny ma ye he aya hai k forex market news ki waja sy apni normal state sy nikal jati hai, but kuch arsy bad market normal state ma wapas ah jati hai, news k sath trade karny ka bhot faida hota hai, but khosis karni chahe k news k opposite trade na open ki jae,
          • #6 Collapse

            Re: News ka effect temporary hota hai?

            Dear friend market main use effect Karti Hai Kuchh time ke liye news jab hi aati hai to market ki moments bahut Tej Ho Jati Hai..
            • #7 Collapse

              Re: News ka effect temporary hota hai?

              dear members news ka effect temperary ni hota News m markeet ki movemnt pta chalti h ohr is c hmen pta chal jata h ta k Hm ko buy krna chahye ya sell krna chahye Markeet ki mvmnt kya h us base pe trade kr skte h
              • #8 Collapse

                Re: News ka effect temporary hota hai?

                ji han bilkul thk kha hy my dear and respected forex member kesy hein ap bht hi achi bat ki hy apnuy keh news ka effect hota hy markeet but temporey isi liy mazeed mein yeh bhi kehna chahoo ki key traing key liy fully markeet news per dependent na hun apna analyse hi hamin achi trading kernuy mein hmari madad ker sakta hy news per ham trading ker nhi ker sakty hein kue keh yeh teprory hoti hein aour change bhi ho jati hein.
                • #9 Collapse

                  Re: News ka effect temporary hota hai?

                  G bahi ap ne news ka effect zeyada matter krta hy pehly humain news ki trending chez ko analyse kr lena chaye tb he ja kr hum os m successful ho ge humain din rat ak kr kh quality wala work krna chaye tb he ja kr hum successful hoge....
                  • #10 Collapse

                    Re: News ka effect temporary hota hai?

                    G bilkol forex trading main news ka kfi effect hota hai market py kiun k hum ny aksar dekha hai jab koi bari news ati hai tu market usi news k mutabik movement krti hai humsha hume chae k news ko dekh k r phr apne analysis sy market ko chk kr k agr hum traing krn gy tu hum forex main kafi acha profit earn krne main kamyab ho skte hn es leye hume foex news ko apne mind main rakh k trading krni chae
                    • #11 Collapse

                      Re: News ka effect temporary hota hai?

                      forex trading main news ki boht ahmiyat hoti hai q k news market par boht effected hoti hai or jub bhi koi news ati hai tu market k move hony k kafi chances hoty hain or humain esi wjah se sub he news ko dekh kar apni trading karni chahye q k hmari trading k liye markt ko smjhna or os main trading karna wohi hmary liye profitable hota hai or hum apni trading main bhi akmyab ho skty hain or loss bhi kam hony k chnaces hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News ka effect temporary hota hai?

                        news ka effect temporary Hota Hai ji han dear Forex trading main use ka effect temporary Hota Hai Kyon K humesha ya effect Nahin rahta Agar Ham Forex mein zyada mehnat karte hain to is se bhi Hamen bahut zyada fayda hota hai koshish karen Forex mein zyada mehnat Karen aur zyada analysis karne ki practice Karen demo account per analysis jab tak Karenge aapko tab tak bahut zyada fayda Hota Rahega Forex trading Mein Hamen Hamesha news ko follow karte hue hi trading Karni chahiye Forex main Hamesha zyada Se zyada mehnat Karni Hogi Kyunki news impact Hamesha temporary hota hai lekin Hamari hardworking Hamesha bahut zyada faydemand rahti hai isliye zyada hardworking karne wala trader hi Kamyab Hota Hai Forex trading Mein Hamen news ko Hamesha follow Karte Rahna zaruri hai Kyunki se Hamara fayda hota hai aur is se Hamen Aane Wale events ka bhi pata chal jata hai positive News or negative news ke liye Hamesha trader ko ready Rahna chahiye Kyunki ine donon condition Mein Hi trader Kamyab rahta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: News ka effect temporary hota hai?

                          Yes brother trade main news ka impact permanent hi hota hai new markete per boht ziyada effect kerti hain r in ki waja se markete eik dam up hota hai markete main new ki ahmiayat ko neglect nahi kiya ja sakta new members ko bhi chahye thora boht time nikal ker news ko lazmi read karen us se wo expert trader ban sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News ka effect temporary hota hai?

                            trade me hmn do qisam ke analysis krne parte hn aik techinical aur dosra fundamental kuch members sirf technical analysis krte hn aur fundamental analysis ko ignore kr dete hn tu un ko loss ka samna krna par sakta hi isi liye fudamental ko ignore nhi krna chahiye kuon k is me news ka factor hota hi woh bhe kafi effect krta hi apki trade ko

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X