Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

    forex market se Thoda Thoda profit nikalenge to easliy nikal Sakenge Jyada ki lalaj Karenge to market mein problem Banegi..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

      forex trading main hum business krne ae hn yahan loss bhi hota hai r profit bhi jab hum market main ghalt trade open krte hn tu hume loss hota jab hum forex market main trade sahi open krte hn tu hume profit hota hai jeta hum loss wale trade py sabr krte hn utna hi hume profit wale trade bhi sabr krna chae ta k hume acha profit ho
      • #18 Collapse

        Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

        Yes dear brother of course ap n bilkul thk kaha hy forex trading main agr ap ko km profit gain ho rha hy to ap ko chahiya k ap as p sabr kry aur mazeed mehnut kry aur ap ko zeada profit ka lalch nhn krna chahiya zeada profit se ap ko nuksan bhi ho sakta hy to ap ko chahiya k lalach se parheez kry
        • #19 Collapse

          Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

          500 words ki kam se kam post Karen jisse aapko yah benefit Hoga Ki aap next time Jab kam Karenge to aapko Iske again Saccha wala bonus Milega Joker 200 se jyada ho sakta hai kamyabi karne ke liye aapko chahie kya 500 plus posting Karen aur fayda uthaen yahan se Ek Aur Baat Main aapko guide kar Dun kya Yahan per best type ka benefit Hota Hai
          • #20 Collapse

            Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

            Hamen agar Forex trading main aim profit bhi hota hai Tu hamrn Allah Ka Shukr Ada Karna Chaheay lalach bag n Karni chaheay lalach boht BuRi bla hai agar ham Forex trading main lalach Karen gy Tu hamen big loss ho Sakta hai isleay hamen chaheay k sabar sy trading Karen lalach Dy parhez lazmi hai trading main
            • #21 Collapse

              Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

              bilkul sahe kaha hae hamen kabhe bhe zayada profit ke lalch nhe karne cahiye balke hamen jitna profit bhe ho hamen us main he khush rehna cahiye hamen zayada profit ke lalch nhe karne cahiye q ke is main hamara apna he loss hota hae hamen cahiye ke hum is main sabar se kam liya karen take hum is main kamayab ho saken or is main hum ache se earning hasil kar saken or is main hum kamayab ho saken
              • #22 Collapse

                Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                bhai main ap sab sy yh kehna chahti hon kh ager ny koi trade open ki hy to ap us ko kam profit milty hi close ker dain werna aj kal ky currency pair bhi aisy hn ager ziyada ka lalich kia jay to wh ziyada loss main chaly jaty hn hmain kam profit main hi trade close ker dani chahiay loss sy bach jain gy
                Agar ham log Forex per kam karte waqt asul ko follow Kar Le To Ham log Kafi had Tak kamyabi Hasil kar sakte hain Rul yah hai ki Jab Ham Logon Ko accha profit ho raha hai tab Ham Logon Ko lalach Nahin Karni chahie Jab Ham Logon Ko loss ho raha hai tab Ham Logon Ko Sabar se kam karna chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                  bhai main ap sab sy yh kehna chahti hon kh ager ny koi trade open ki hy to ap us ko kam profit milty hi close ker dain werna aj kal ky currency pair bhi aisy hn ager ziyada ka lalich kia jay to wh ziyada loss main chaly jaty hn hmain kam profit main hi trade close ker dani chahiay loss sy bach jain gy
                  Ham Jab trading Karen To Hamen chahie ka small profit banane ki try Karen bahut jyada profit banane ki lalach na Karen isase Hamari trading acchi Nahin Hogi aur Hamen trading Karke profit ke Bajaye loss ho jaega isliye small profit per satisfied hun
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                    bhai main ap sab sy yh kehna chahti hon kh ager ny koi trade open ki hy to ap us ko kam profit milty hi close ker dain werna aj kal ky currency pair bhi aisy hn ager ziyada ka lalich kia jay to wh ziyada loss main chaly jaty hn hmain kam profit main hi trade close ker dani chahiay loss sy bach jain gy
                    Los Forex trading ka important part Hai trading Karke loss Ho Jaaye to Forex trading Ko chhode Nahin balke Apne losses aur mistake se learn Karen loss aur mistakes se learn Karke aap acche trader Ban sakte hain
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                      G han dost hum ko forex pakistan mein chahaye k hum kam profit mein hi sabar karein aur zyada ki lalach na karein q k agar hum es forum mein zyada profit ki lalach karein gey tu phir es tarha hum ko loss kabhi bhi nahi ho ga bus hum ko es forum mein yeh sooch rakhni chahaye k kam profit loss se behtar hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                        Han g frndz km profit me SBR krna sekhyn forex me beshak bht ziada mehnat lgti hy or profet late milta hy lkn hmen ziada ki lalich nhi krni chahye or profit jitna b mily us py ziada SBR krna chahye.ziada lot use krny sy or lalich krny sy loss b ho jata hy is lye soch smj k kaam krna chahye
                        • #27 Collapse

                          Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                          Forex mai loss profit k honay par kisi emotions ko zayda dil par na lay kiyo k na hee loss all the time k liay hota hain or na hee profit par over confidence hokar next trade bina sahi say analysis kar k Open kary kiyo k aksar asa hota hain loss ki waja say depressed hokar loss ko recover karny k liay mazeed trades open karlyty hain or profit ko dehk kar lalach or over confidence ki waja say bari lot k sath trade open karlyty hain is liay emotion control bhi forex mai knowledge or experience ki tahra zaruri hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                            Han g main b yahi kehna chahungi k km profit oe hi trade ko close kar dena Chahiye zyada k lalach main aa kr kaheen km profit b hath se na nikal jae
                            • #29 Collapse

                              Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                              dear aap ki baat theek hai zeyda profit ke lalach karne se market reverse ho kar hamen loss de sakti hai lekin aapko apna profit market mein analysis karne ke bad area zone ko select karke hasil karna chahie na aapko usse zeyda rakhna chahie aur na kam aapko chahie ke aap apna take profit market mein kisi strong support ya resistance se kuch pips pahle rakhen is tarah aapko accha profit Bhi mil sakta hai aur aapke profit ke zaya hone ke chances bhi kam ho jaate Hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kam profit main saber karin ziyada ki lalich na karin

                                Assalam.o.alaikum...
                                G han ap belkul theak keh rahy hn hamen aghar profit kam bhi mily tou hamen us py sabar karna chiy ham loss sy tou beachy hn. Hamen ziyada ki lalach nai karni chiy hamen ziyada ki lalch liy dobti hy. Ham thora profit laty rahen aur hamesha laty rahen kamyab trader ki yahi pechan hy...
                                $#@#i Khan

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X