Loss ka fear

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka fear
    Dears loss ka fear aik aisa fector hai jiss ki wajah say bahut se traders loss karty haen. Jab koi bhi trader loss krta ha tu wo apna confidence kho daita hai. Aur wo mazeed trade karney se darney lag jaata hai aur essi waja se woh bahut sari opportunities ko bhi ignore ker daita hai. Ess liye darna nahi chahye loss hota rehta ha apni abilities ko improve kr k dobara try karna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka fear

    Dear brother apki baat theek loss aik aisi chez hai jis se traders boht khof khaty hein aur dar ki waja se na unki learning hoti hai aur na hi woh koi trade open kr sakty hein agr krty bhi hein tu loss mein hi trade ko close krna prta hai jb traders apny dar ko control kr lengy aur apny andr confidence level high hoga tu achi trading hogi.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka fear

      Aoa....m umeed karta hm AP log khariyat s hngy or App sahi Guzr rhii hogii AP logn ko chahye KH App log Apny mind s fear nikal dein Jo hmary liay agar app yh fear Ni nikalaingy to hm kbi successful trader Ni bn skty hmain Dil khol k trading Karni chahye Jo ahim h hmain chahye
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka fear

        Loss ka fear gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka fear

          Loss Forex trading ka hissa hai agar Ham loss ki vajah se trading Nahin Karenge To Ham profit bhi nahin kar Sakenge Hamen money management ke sath trading karna Hogi aur apne a emotions ko control Rakhna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka fear

            Forex trading business Ek bahut jyada risky business Hamen profit ke sath loss ka Samna bhi karna padta hai bahut se traders loss ke dar se trade order Nahin Lagate aur bahut se traders loss ke dar Se Hi apna bahut jyada loss Karva kar baith Jaate Hain koshish Karenge Apne experience ko gain karne ke liye loss ko face Karen aur usko recover karne ki koshish karen Lo usko Aisa learning Lene se Ham easily Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka fear

              ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex Mein kam karte hue trading ke dauran Agar loss Ho jaaye to Hamen apne confidence per control rakhna chahie Agar Ham apne confidence per control rakh lenge tu Hi Ham next acchi trading karke achcha profit Hasil kar sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka fear

                g dear ap sahi keh rahy hy waqi agr hm logo ko loss ka fear nahi ho ga tu hi hm ,og asani ky sath is main kamayb ho sakty hy wesy ager hm log loss ki bat kerty hy tu main samjhta hun ky wo tu sabhi kamo main hota hy koi bi aisa kam nahi hy jsi main hm logo ko loss na ho bas ap ko yi kerna ho ta hy ky jabhi forex ko kary gy tu oss ko samj ker kary gy tu asani ky sath hm log kamayb ho sakty hy.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka fear

                  dar hameshaaa holon ka kataal kartaaa hai is liye agar darnaaa hai tu ALLAH se daroo jo malko khalik hai is trahaaa se hamaari madad hamaraa ALLAH hi kar saktain hain is liye hamein chahiye keh hum is mein khof ko nekaaal den tab hi hamein is mein kamyaaabi haaasil ho sakti hai aur hamein hameshaa ke liye daar ko nekaaal denaaa chahiye zehin se sirf karo tu ALLAH se daroo
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka fear

                    Dear friend loss market Mein Ho Jata Hai Apna skill improve Karen Kamyab status honi chahie market ki moment ko understand karne ke liye..
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka fear

                      dear loss ka hone Ka dar Apne mind mein nahin rakhna chahie balke aapko confidence ke sath analysis kar ke trade open karte rahana chahie aapko chahie ke aap zyada Se zyada Market ka knowledge hasil Karen aur experience Karen take aap jab trade open karen to aapke mind mein dar na ho aap apne analysis per confidence ke sath trade open karke consistency profit, kama sake loss Ka dar aap tab hi khatm kar sakte hain jab aapke pass strong deeply knowledge or experience hoga market analysis karne ke liye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka fear

                        forex p apko trade k doran apko is me experience hone k sath apko fearless bhe hona chahiye take ap kamyab ho sken kuon k apko khud p yaqen hona chaiye k aya ap jo bhe tarde krenge ap us me kamyab honge is liye jo bhe tarde kren ap ko focused bhe hona chahiye kuon k apko ache tarder bnne k liye apko focused hona bohot zrori hi
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka fear

                          Assalamu alaikum all dear Forex traders ummid hai aap sab theek Honge aur aapki trading bahut acchi ja rahi Hogi loss ka fear Kuch nahi hota yah serf experience or knowledge ki kami ki waja sy hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka fear

                            Masha allah bhai ap ne achi bat share ki hy humain loss se ghbrana ni chaye aur himmat k sath work ko agey continued krna chaye es liye humain din rat ak kr kh quality wala work krna chaye tb he ja kr hum successful ho ge humain daily planning k sath work krna chaye aur time dena chaye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka fear

                              dear mambers forex trading main jitny bhi mambers tarding karty hain sub ko loss ka dar hota hai or sub he apni trading ko dar dar kar karty hain jub k yah aik worng bat hoti hai q k jo log trading ko dar dar kar karty hainw o kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain es liye apny kam ko bahtr karny k liye apko amhnat karni cahhye or apni trading ki ability ko strong karna chahye jis se ap apny dar ko khtm kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X