greed ko positive leny main bahtri hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed ko positive leny main bahtri hai...
    all dear forex mambers hum sub yah bat sunty hain k greed aik enemy hai laken aghr yahi greed hum positive rakhen tu es main koi harj nahi hai wo es trha se aghr hum learning k mamly main greed karen knowledge gain karny main greed karen or expiernce ko enahance karny main gareed karen yah sub llach hum apny faidy k liye kar skty hain or es greed se hmain koi nuksan bhi nai ho skta... kiya khyal hai ap sub ka?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

    G dear member apko chahe k ap greed ko positive lin is se aoko acha fauda hasel hoga r apko chage k ao zayda mhnt kre r zayda acha work kre js se aoko acha bonus mil jata h aoko chahe k ap hemesha pisitive mind rhen ap fresh mind se work kre js se aoko acha bonus earn ho thanks
    • #3 Collapse

      Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

      G bilkol agr forex trading main knowledge R experience hasil krne keleye hum lalach krn tu es bri bat R koi nahi agr hum aisa kr lete hn tu hum forex trading main bahut bre trader ban skte hn lekn aisa krna hr kisi ki bat nahi kiun k lalach aisi cheez hai jo sirf r sirf paisa main pai jati hai hum sirf paisa earn krne kelye lalach krte hn agr knowledge r experience kelye bhi lalach krn tu hum phr kamyab hn
      • #4 Collapse

        Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

        Dear brother apki baat theek hai lekin hum jaisy aksar traders us chez mein greed krty hein jis mein hamein ziada mehnat na krni pry agr hum mehnat krengy tu hr chez control hi jayegi chahy greed ho ya koi aur chez lekin greed ne seniors ko bhi apny control mein kia hota hai jaisy trade open krty hein greed heavy ho jati hai greed ki waja se aksar accounts wash ho jaty hein lekin is pr amal koi nhi krta.
        • #5 Collapse

          Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

          wo to sab ka mind difrent level ka hota hy ager ham forex knowledge aour trading experince mein greed apko acha profit hasil ker sakty hein iss keyy liy hamin chahiy keh ham iss mein ziada sey ziada postivly work krein aour ham iss mein fresh aour relax mind key sath kaam kernuy sey ham forex mein achi kamiyabi hasil ker sakty hein yhi hamari kamiyabi ka raz hy
          • #6 Collapse

            Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

            Her aik member ki trading main kisi hadd tak lalach lazmi hoti hay or is lalach ko ghalt nahin kaha ja sakta hay kyun k greed k begher ksi bhi member ka trading kerna mumkin nahin hota hay lekin jo members boht zeyada lalach kertay hain ye sahi nahin hay or aisay members k liye trading kerna useful nahin hota hay
            • #7 Collapse

              Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

              Greed ko ignore karny ki zarorat nahi agar greed ki waja se loss ho jata hay to apni ye ghalti tasleem karny me hi trader ko faida hay agar traders es ko apni ghalti na samjy to mery khayal me esy traders key ley next time be greed ko avoid karna mushkil ho sakta hay, greed ko es ley positive leny ki zarorat hay key ham per se trading me kabi greed na kia ja saky, traders jab tak apni ghalti ko many gey nahi ye ghaltiya bar bar ho sakti hey.
              • #8 Collapse

                Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

                Ji han Hamen girid ko positive Mein Lena chahie Hamen lalaj trading Mein Nahin Karni chahie balke Hamen knowledge Hasil karne mein lalaj Karni chahie Jitna hamare pass knowledge Hoga utani hi acchi Ham trading kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

                  dear main ap ki bat sy fully agree kerta hun waqi forex ap ky liay bahut hi asan ho gi jab is ko sahi terha sy hm log nahi kary gy is ky bary main apni knolwewdeg ko nahi rakhy gy tu hm log kabi bi is main kamyabi hasil nahi ker sakty hy wesy forex koi bi itan mushkil kam nahi hy jitan is ko samjah jata hy bas sari bat ap ki knowledge ko hoti hy or ap ki lalch ki hoti hy ager tu wo ap kerty hy tu main samjhat hun ky ap kabi biu is main loss nahi ker sakty hy.
                  • #10 Collapse

                    Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

                    Aaap sab jantay hai ke greed karnaa khatran naaak hai aap phir bhi greed kartay hain is ka kyaa wajaa hai is kaa yeh hi wajaaa ho saktaaa hai keh aaap trato raat ameer bannaaa chahtay hain lekin aesaa momkin bilkul bhi nahi hai is liye greedb par control karay aur ahstaa ahstaaa mehnat kartaay rahay tab hi kaaamyaaabi haaath mein aye gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: greed ko positive leny main bahtri hai...

                      Lalach lalach hi hota hai chahe jahan b ho jaise b ho. lalach buri bala hai isliye hame lalach nhi karna Chahiye hamesha sabar se kam Lena Chahiye. Zyada ki khwahish rakhne main koi burai nhi hai lekin lalach nhi karna Chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X