forex main trading market kis tarhan move karti hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main trading market kis tarhan move karti hai ?
    guys forex market kis tarhan move karti hai ?is main khety hain k market hamesha opposite he move karti hai agar zeada beneficial kam karna hai to hamen bhot zeada soch samjh k he market main step lena hota hai or market k opposite he chalna parta hai kun k market dekhti kuch hai or dekhati kuch hai ...kya ye waqai haqiqat hota hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

    Pori dunya mn her wakt currencies ka interchange ho ra h is k rates b up down hoty rehty hn. Is ki asal wja forex trading h so jis country ki economy ache hoti h us ki currency oper chali jati h. So hm forex ko smjh sakty hn ager hm kud ko is MN shamil kren kch arsy ka experience in forex hmen aik kamyab trader bna sakta h.
    • #3 Collapse

      Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

      Dear member markete ki movement k baray koi bhi sahi say nahin janta k markete kis waqt or kis traf jaey gi her aik member hi apnay aik andazay say trading ker raha hota hay markete ki movement ko ager sahi say anylize ker liya jaey to members markete ki move ko kisi hadd tak smajh saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

        Forex trading ma market ik taraf move karti hai agr zayada move kar jae to phr market apny apko adjust karti hai, kbi asa ni hota k marker ik he side nikal jae or mur kar wapas na aye, jb market strong buy ma chali jae to phr opposite side py trade open karny ma profit ka acha chance hota hai,
        • #5 Collapse

          Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

          dear forex market main boht se ayse awamal hoty hain jis ki base par market move karti hai boht sari news hoti hain jin k any par bhi market apna trend change kar det hai or movement bhi hony lag jati hai es liye hmain market ko smjhny k liye analysis ko use krna hota hai or market ko achi trha se smjh kar apni trading karni cahye ta k hmain loss na ho trading karny se
          • #6 Collapse

            Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

            forex mn trading markete supply aur demand ki shakal mn move karty hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher himat ky sath work karien jis sy pehr hamein is mn kafi ziada fiada soakta hy so hamien chaye ky ham mehnat karien aru pher kamyabi hasil kar skaty h
            • #7 Collapse

              Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

              Humne Dekha Hai Ki trading market kabhi bhi ek side mein nahin karti market kabhi aap word Karti Hai To Kabhi downside move karti hai market Ek circle Mein muft karti hai kabhi aap Sar cal to Kabhi down circle
              • #8 Collapse

                Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

                forex mein kaaam karnaaa hai tu market ko analysis karnaaa seekho agar aaap is mein analysis karnaa seekh jatay hain tu aaap is mein kamyaaab ho saktay hain is liye is mein analysis karnaa sekho aur is mein har mehaaaz se sekhnaaa chaho is forex ko tab hi aaap ko kamyaaabi haaasil ho sakty hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex main trading market kis tarhan move karti hai ?

                  Jiii jiii apkii baat bilkul sahiii agr hum loog trade lagaty hain to us sy phaly hmain analysis krnaa lazmii hota haii qn ky jb bhe kisii mulk kii curessy bhartii haii yaa kam hotii haii to isss hmain yaa to loss ho jaataa haii ya profit jb hum analysis krty hain to us sy hmain is cheez ka pataa achi trhaa chal jataa haii ky ab markeet kaisii hai aur khuch deer tk is main kaisii changing hogii

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X