Traders ka successful hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders ka successful hona
    Traders apni success ho yakeeni be bana sakty hey learning work acha kia jaye aur market ki har important information be traders hasil kar len to traders ki Forex market me yakeeni conform ho sakti hay, trading se profit earn karny ko agar apni kamyabi na samja jaye aur apni learning au market judgement ko hi apni kamyabi samji jaye to traders mazeed es se be zeyada ki learning work kar sakty hey, agar apny profit ko apni success samja jaye to ye cheez traders key ley dangerous ho jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders ka successful hona

    bilkul friend ap na thek kaha agr hm market ki moment ko analyse karain gay aur news par focus karain gay to tb hi hm achi aur profitable trade kar sakain gay, lihaza hmain apni learning ko increase karna chaiay aur unhain apni trade ki adjustment k liay properly use karna chaiy ta k hm success hasil kar sakian
    • #3 Collapse

      Re: Traders ka successful hona

      tarders k kamyab hjone k sb se bari wajah us ka experience hota hi yani uska knowledge is liye hmn learn krna bohot zrori hi aurr dosra woh khud p yaqen krte hn aur woh ache se jante hn k aya woh kis p tarde kr rhe hn aur woh khud p yaqeen rkhte hn aur brave bhe hote hn kuon k qismat hamesha bahadur ka sath deti hi
      • #4 Collapse

        Re: Traders ka successful hona

        Dear friend forex trading men her trader ka successful hona mumkin nhi kiun k forex trading bahut mushkil business hey iss men jab tak serious ho kar achi learning aur knowledge hasil nah karen successful traders nhi ban saktay iss liay forex trading ko serious ley kar mehnat karen tu zaroor kamyab traders ban saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Traders ka successful hona

          trader tap successful hosakta hy jis time hamein is mn saber karna ajaye trade open karty time aur pher close karty time so hamien is mn chaye ky ham mehnat karien aru pehr himat sy work kairen jis sy pher hamien is mn khase tore per hamein lalach nhe karny chaye jis sy pher hamein is mn kafi fiada hosakta hy
          • #6 Collapse

            Re: Traders ka successful hona

            Dear Members forex trading m har member qaimyab Ni hota q k har aak member proper time Ni Dy para jb TK hum proper time na dee gee forex ko to kc qaimyab hoo gee Hume chaie k hum forex m Kam kre ziyada s ziyada q k agr hum forex m proper Kam Ni kre gee to kc qaimyab hoo gee har aak achy traders ko chiae k wo Dil LGA k proper Kam kry or proper time Dee tk wo aak acha our qaimyab trades bne
            • #7 Collapse

              Re: Traders ka successful hona

              g han ap ny bilhuk sahi kaha hai forex main tradors tab he successful hoty hain jub wo forex main har trha form main hoty hain un k pass knowledge bhi hota hai un ki learning bhi achi hoti hai or wo forex k bary main acha expiernce bi rakhty hain wohi forex main kamyab hoty hain or jo mambers en sub ko sikhty nahi hain tu wo kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain or un ko he looss hota hai zyda
              • #8 Collapse

                Re: Traders ka successful hona

                Janab ek trader Forex main us waqt Kamyab ho sakta hai jab ussey Forex Mein Sabar karna a jaaye kyunki Agar vah Forex trading Mein Sabar se kam milega to hi vah kamyabi Hasil kar sakega hamen bhi chahie ki Ham bhi Forex Mein Hamesha Sabra ke sath kam Karen taki Ham bhi acchi tarah Se Kamyab Ho jaen
                • #9 Collapse

                  Re: Traders ka successful hona

                  Je han friends agar hum chatey hain k forex trading main hamari treads successful hoin to ap ko forex main ziyada say Ziyada mehnat ki zaroorat ha or ziyada say Ziyada experience or knowledge ki bhe zaroorat ha or in k bagair ap kamyab treadar nhi ban sakain gey
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders ka successful hona

                    Traders ki success esi mein hai k wo trading ko achi tarha seekhaen aur trading karaen. Trading mein chon kay emotions bahut ziada involve haen tu apney emotions pe control rakhaen aur Jo chart pe nazar aa raha hai us ko haqeeqat man kr sahi decision karaen. Esi mein traders ki success ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders ka successful hona

                      Her aik aam member start main itna zeyada expert trader nahin hota hay jesay jesay members forum pay kaam ko continue kertay hain members knowledge gain kertay jatay hain or us knowledge ko utilise kertay howay members jab experience gain ker letay hain to wo bhi aik aam trder say best trader bann jatay hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X