agar loss ho jy to dil chota na karyn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar loss ho jy to dil chota na karyn
    gi han dear members agar loss ho jay to dil chota bilkul na karyn balkh r zeada mhbat karyn r zeada jam per tovaja dyn apna kam imandari sy karyn din rat mhnat kry khud sy vada kr lyn kh agli bar loss ni hoga itni zeada mhnat karyn kh allha bhi acha profit dany par razi ho jay phr ap ko acha profit milny sy koi nhi rook sakta bhut mhnat karyn achi achi pist karyn quality vali post karyn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

    han g my dear and respected forex member apki bat to bilkul thk hy forex aik bht hi acha business hy ham iss mein as a business bht hi acha profit bhi hasil ker sakty hein iss liy ham sab ko chahiy keh ham iss mein kisi kisam ki koi mistake na krein ager koi bhi mistake ho bhi jaiy to hamin iss mein loss ho jata hy to hamin dill chota nhi kerna chahiy belkeh mazeed mhnat ker key iss ko kamiyab business bna dena chahiy.
    • #3 Collapse

      Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

      Jee bhaiyo bilkul agar loss ho jaye dil chota na karyn q k jidhr faida hota hai nuqsaan bhi udhr he hota hai agr hamy aik baar loss ho gaya hai to dil chota karny ki koi zarurt ni hai loss huwa hai to profit bhi hoga
      • #4 Collapse

        Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

        forex me hmn kbhi is p mehnat aur trade ko ache se learn krne k bawajood hmn loss ho jata hi tu hmn is se preshan hone k zrorat nhi balke jis trade se hmn loss hua hmn us me woh galti dohondni chaiye take ap agli dafa us galti se bach sken is liye apko chahiye k ap hamesha sbr se kam len aur aik din ap tarde me kamyab ho jayenge
        • #5 Collapse

          Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

          Han g dear ap ny Sahi Kaha hai Forex trading main agar apko loss ho jata hai Tu apko ghabrana jay n chaheay Dil chora nahin Karna Chaheay agar ham Forex trading main loss hony par Dil Chota.karen gy Tu ham Kabhi kamyab Nahin ho sakty Hain gen chaheay k himat aur hosly sy trading Karni chaheay
          • #6 Collapse

            Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

            aapane baat bilkul theek hai agar hamara ek dafa lava so jata hai To hamen is best hai kya munh banakar baith jaenge hamare se galti ho gayi ho gaya ho gaya hamen apni galti ko dekhna chahie ki humne kaun si jagah per galti kiya kya galti ki or se kya nuksan hua hai dobara hamen use galti ko nahin hona chahie Agar Ham Khud ko successful trader banana chahte
            • #7 Collapse

              Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

              Dear friend forex business mn trading kaa Duran app ko agar losses hoo jia too app apna dil chota nhn karan balka app mazeed mahnat karan arr Acha saa Acha karana kee kooshs karan taakaa app koo akk din zaroor kamyabi hasil hoo gee arr app akk kamyab teareder ban jian gaa
              • #8 Collapse

                Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                Dear brother apki baat theek hai forex trading mein loss hr kisi ko hota hai ye experience base pe hota hai kisi ko kam aur kisi ko ziada lekin loss se darna nhi chahiye balkeh isko face krein aur us k bad ziada mehnat krein tu loss ko kam kia ja sakta hai jitna experience increase hoga loss utna decrease hota jayega.
                • #9 Collapse

                  Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                  Forex business h or business mn loss b mumkin hota h. Forex mn trade k doraan ager loss ho b jae to kbi b Didil chota ne kerna chaya. Allah Pak kbi Kisi ki mehnat ko zaya ne kerta. Hm yaken k sath kaam kren or kbi b dil chota na kren to hm experience hasil ker k kch arsy mn achy trader bn sakty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                    g han bikul bhai jan ap ny bikul sahi bat ki hai forex trading main loss hona aik yakini amal hota hai or jub hum apni trading karty hain tu hmain loss hony par na tu mayos hona chahye or na he dil chota karna chahye q k es se hmari trading ability weak ho jati hai or hum os loss ko recover bhi nahi kar skty hain jub k aghr hum apny loss se sikhen tu hmain kbhi bhi zyda loss na o or hum apni trading achi kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                      G ha bilkul thek kaha hy apny loss aur profit to pher hamary business ka hisa hota hy so hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher himat ky sath work karien jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosata hy so hamein mehnat karny chaye aur pher ager loss hojata hy to pher hamein aur ziada mehnat karny chaye jis sy pher kafi fiada hosakta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                        Loss ho Jaye to profit bhi ho Jaye ga agar ham ne acha kaam karna hai to hmain acha learn karne ke liye mehnat karne ki zarorat hai is liye bus mehant karain demo pe trend find karain process action pe kaam karain aur yahi reality hai market ki process action ke Bahar market nahi jati is liye bus mehnat karain learn karain phir hi AP earn Kar saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                          Asslam o Alaikum g han Dear ap ki bat bilkul thk hy humy kbii bhii loss hony pay gabrna ni chye na hi preshn hona chye han dukh tu zurar hota hy lkn us surat main srf or srf sabr krna chye hosly k sth mazeed apny kam ko continue rkna chye jab hum acha kam kry gay tu us say humy result bhi acha mily ga as lay jatna zyda ho skta hy hum shak acha quality wla kam krna chye hum loss say seekh kr mazeed agy apni mahant ko continue rakh skty hy loss say humy mazeed khowlage experience create hota hy jo nxt time humry lay buht fiday mind hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                            Asalamu Alaikum.
                            Mostly members trading chorty hee is liay hain k wo bar bar loss face karty hain ya phr zara zara say loss ko dehk kar depressed hokar jazbati ho kar chor dyty hain. First of all asay jazbat ki waja say kamiyab nahi hoskty hain dusra loss ko dehk kar emotions control karna us ko positive lay kar sehky samhj next time k liay to hee kamiyab hoskty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agar loss ho jy to dil chota na karyn

                              walcome to pak forex . forex trading men agar aap ko loss ho jay to dill chota bilkul na krein balky ziada say ziada mehnat krein aor k hod say wada kar Len k agli bar loss nahe hoga aor apni galti ko smjhen aor us say kuch sekhen aor agar aap ke qismat men profit likha whoa hoga to who aap ko zaror milay ga .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X