Market ki moment Ko samajhne Ka tric

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki moment Ko samajhne Ka tric
    New demo account open Karen aur us per 0.01 ki Ja Ek Chhoti lot open kren. Aur use per Do Ya Teen trades open Karen long term ke liye Agar to aapki trade Profit mein hai aur profit Mein Gai to aap samajh Jaenge market trend Mein Hai Aur aur Agar demo ki trade loss Mein ja rahi hai lagatar to aap samajh Jaenge trend Sel Ka Hai. Is Tarah Jab market Kisi support level per Aaye To real account mein trade save lot open karke Laga De.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

    dear forex men jaab hum forex market ko achi mehnt sy analyses karen gy forex men zeada sy zeada mehnt sy kaam karen gy tab he hum forex men baahoit he achi kamayaabi hasasli kar saken gy forex men jaab tak huma achi mehnt sy6 acha kamnaia karen gy forex men dill laga kly kam nai kaaren gy taab tak hum achi kamyabi belkul bhe naai karen
    • #3 Collapse

      Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

      Market ko smjhny ka trick yh h kh app log Achy s chly jao or understand kro economic books or ziada seniors s mashwra love Jo Appko ak Acha trader bna Dy gii lihaza App logn ko chahye KH App mehnat krein or khud ko successful trader bnaen Jo hmary liay bht h
      • #4 Collapse

        Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

        g baai ye ek buhut zabardasth our ache strategy hay agar koi is par amal karay our jo log be poora maheena trading karthwy hwy our oskay accounts safe rehthwy hay oske waja yahe hwy k wo kabhi be start ziada lot say nahee lathay balke chote lot k saath trade open karthay hay our agar profit may jaanay lagay tho ziada lot k saath dosra trade open kar dathqy hay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

          g han ap ny sahi kaha hai q k demo account es trha k liye he hota hai or aghr hum sub demo account ko esi trha he use karen tu hmain market ki bari achi trha smjh a ajti hai or hmain apni trading main loss or profit ka bhi hmain nadaza ho jata hai es liye demo account ko apni trading ak hisa bnaen jitna ap apni trading ko demo par practice kar k karengy otna he ap apni trading ko achi trha ka skty hain or kamayb ho skty hain hum
          • #6 Collapse

            Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

            forex trading main demo account py hum practice krte hn ta k hume forex market ko samjhn main asani ho r hum forex market ko analysis krne k kbil ho jaen agr hum sab sy pahle apni trade demo py open krn gy r usk bad jab humri trade demo pr loss ya profit main jae gi tab hum real main trading krna cha nai aisa krna risky ho jae ga market ko sab sy pahle analysis kr k hi apna trade real main open krn na k demo par tajarba kr k
            • #7 Collapse

              Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

              Ji han aapki baat sahi hai lekin Mere Khyal se agar humne market ko acchi Tarah samajhna Hai To fir Hamen chahie ke market court Delhi history uski revise karne ki koshish karen aur uski history ko samajhne ki koshish karen Kyunki Hamen history se bahut Kuchh Aisa learn Karne Ko Milta hai jo ki Hamen future mein bahut kamyabi De sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

                g han hamain is forum main soch samjh k hi trade karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain market main is k rules ko mind main rakh k hi hum achi trade karien gay aur hamain apny expereicne k mutabiq hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi trade karin gay aur hamain kamyyab ho saskty hain aur hamain market main bi kam karien gay it is best job
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

                  Bilkul sahi pattern bataya hai aapny bhai k hum kis trhn se market ki moevment ko samajh sakty hain kis trhan humko market mn zada or achi kamyabi hasil ho sakti hai humko chhaye k hum market ki analyzing mn bhi focus karln ta k loss na ho jitna ho saky khud ko loss se bachaen or mehnat par focus karen mehnat mn azmat hai mehnat karen ta k loss na ho forex mn asy kuch bhi nhi hasil hota hai humy sabar se trading kaarna hogi a k loss na ho ...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki moment Ko samajhne Ka tric

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif jamal پيغام ديکھيے
                    New demo account open Karen aur us per 0.01 ki Ja Ek Chhoti lot open kren. Aur use per Do Ya Teen trades open Karen long term ke liye Agar to aapki trade Profit mein hai aur profit Mein Gai to aap samajh Jaenge market trend Mein Hai Aur aur Agar demo ki trade loss Mein ja rahi hai lagatar to aap samajh Jaenge trend Sel Ka Hai. Is Tarah Jab market Kisi support level per Aaye To real account mein trade save lot open karke Laga De.
                    Market ke movement ko understand karne ke liye bahut Sare analyses karne Hote Hain agar aap hedging Karke market ki situation ka andaza Lagate Hain To yah Bhi Ek acchi bhi ho sakti hai aur bahut Sare trader se is strategy ko use karte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X