Risk mangment lazmi kary
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Risk mangment lazmi kary

    dosto trading karty hovy hamen har lehaz sa khayal rakhna parta ha ka hamen loss na ho par dosto kaya hamary pass moeymagement or risk mangement ha dosto hamen riskmangement ka khas kayal rakhna ho ga ka hamen kitna persent risk lena ha or kitna nhe is ka lye hamen complete plan tayar karna pary ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Risk mangment lazmi kary

      Bilkul dear ap ny sahi kaha forex me risk management aur money managment ko mad e nazr rakhna chye kyun kay es me AP ko apna actual bonus, safe rakhna Hy to ap ko acha Kam krna chye aur acha Kam krny Wala trader wohi hota Hy Jo apna balance safe rakh Kay Kam risk Kay sath Kam krta Hy
      • #18 Collapse

        Re: Risk mangment lazmi kary

        Dear brother is liye forex trading ko risky business kehty hein kionkeh hum jitni bhi koshish kr lein risk ko khtm nhi kr sakty lekin apny experience aur management se hum risk level ko kam zaror kr sakty hein jis mein hum apni strategies use krty hein air money management ka khayal krty hein phr hum is mein kamyab bhi ho jaty hein.
        • #19 Collapse

          Re: Risk mangment lazmi kary

          risk management ji han dear trading Mein risk management bahut zaruri hai jab tak aap risk Nahin lete aap ko zyada profit Nahin Hota kabhi kabhi Forex trading mein achi profit ke liye Hamen risk Lena parta hai Kyunki trading Iske Bina Hamen Acha profit Nahin Deti Forex trading Hamen market ko samajhte Hue hi risk Lena chahiye aur Agar uske sath Ham news aur events per bhi Nazar rakhte Hain To isse Hamen aur zyada knowledge Ho Jaati Hai Forex trading Mein Hamesha news aur events per Nazar rakhte Hue hi trading Karni chahiye ki unke bahut zaruri hai yah Hamari trading Mein kamyabi ke liye se Hamen bahut zyada bahut kam time mein profit ho jata hai Kamyab trader trading Mein Hamesha zyada Se zyada mehnat karta hai aur wah Forex Mein Kamyab ho jata hai Kyunki woh ismein zyada hardworking karta hai trading Mein hardworking Karne Wale hi trader Kamyab Hote Hain Jo trader hardworking karna Jante Hain Wohi Forex Mein Kamyab Hote Hain Magar zyada risk Lene Ke Chakkar Mein Hamen yah Kabhi Nahin Bhul Jana chahiye ki Hamen apni har trade Forex Mein money management ke sath chalani chahiye Kyunki money management Ke Sath Jo chalta hai uska Loss Nahin Hota trading Mein money management ke sath chalne wala trader hi Kamyab Hota Hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Risk mangment lazmi kary

            Forex trading Mein Do. Ko bahut importance Di gai hai ek risk management aur ek money management Agar Ham ine donon Ko acchi Tarah learn Karya to na sirf Ham Apna account save Rakh Sakenge balke iske sath sath Ham bahut time market Mein sticker ke market ko samajhne ki koshish Karke Khud Ko Kamyab Na Sakenge isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi Forex trading co join karen to risk management aur money management college in karna na Bhule.

            اب آن لائن

            Working...
            X