Account wash ki waja??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account wash ki waja??
    Good morning aoa kayq hal hai umeed hi ap theak ho gy aj kal market bhot kharqb hoe wai hai is liya account jin ka choty han wo bhot zada wash ho rahy han is liya ahyltiyat say trade lagay taky ap account wash say bach sako
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account wash ki waja??

    dear g han ap nay sahe bat kahe hay meray khyal main ham jis time main over trade ko letay hein aor is main more say more lot size ko use kertay hein teah khyal kr k k ab ham ko is mai n zaroor kamybi ho g aor ham is main achay profit ko gain kr sakein gay jis ki waja say saray k sara nizam reverse ho jata hay aor ham fail ho jatay hein .
    • #3 Collapse

      Re: Account wash ki waja??

      dear friend forex trading mn account wash honay ki bahot c wajoohat ho skti hn jaisa k ziada profit k lalach mn big lot size use krna baghair sochay smjhay trade lgana aur kbi kbi unexpected market ka move kr jana to meray khial mn jald bazi account wash ki main waja ho skti ha
      • #4 Collapse

        Re: Account wash ki waja??

        Jiii jiii dear apkii baat bilkul theek haiii hmary account wash honyy kiii wajha kiaa haiii mere khiyal sy jb hum trading krty hain aur hum lot size bhot zyada select kr lete hain aur hmary pass bonus kam hotaa haii iss sy hmain proper loss hona start hoo jaataa haiii aur ik time aisaa attaa haii hmara account main bonus sara khtm ho jataa haiii aur hmaraa account wash hoo jataa ahii
        • #5 Collapse

          Re: Account wash ki waja??

          Account wash hony ki Bari waja aik hi hoti hai ky ham lalach main aa ker Bari lot sy trade open kerty hain woh bhi baghair sochy samjhy Agar ham is terha trade open kerain gy tou hamain profit nehi hoga sirf loss hi hota hai aesi trade main aur agar ham small loss main trade ko close nehi kerty tou hamara account hi wash ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Account wash ki waja??

            Account wash ki waja ye Hoti hai ky jab ham Forex main over trading Karty Hain ya ham lalach main ajaty Hain hamen chaheay k Forex tradingain lot size normal rakhen apny account ko Dekh Kar lot size rakhen aur sabar sy trad lgain istrah sy ap ko Acha profit mil skta hai
            • #7 Collapse

              Re: Account wash ki waja??

              acount wash honay ki wja yeh h k jo smal acount walay member h wh zyada size ki lot lga k acha bonis earn krna chahtay h lkn Jb wh loss m jatay h to acount c sara bonus to khtm ho jata h jis ki wja c phr acount b wash ho jata h islye inhe chahye k lalach na kren km c km lot lga kr big profit hasil kren
              • #8 Collapse

                Re: Account wash ki waja??

                Yes dear ap n bilkul thk kaha hy k account wash honi ki waja laparhwae hy as liya humy chahiya k account ko wash hony se bachany kaliya mehnut aur ahtiyat krni chahiya to na sirf hum loss se buch sakty hy balky earning bhi zeada se zeada kr sakty hy
                • #9 Collapse

                  Re: Account wash ki waja??

                  Forex mein account wash hone ki buht si wajoohat han aur forex mein hum agr knewledge aur experience k baghair trading karain gay tu hi account wash ho sakta hai aur agr hum forex mein planning se trading nahin karain gay tu bhi account wash ho sakta hai forex mein hum ko trading market ko samjh kar sabar se analysis kar k kartay han tu profit earn kar saktay han aur account wash nahin hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Account wash ki waja??

                    Asslam o Alaikum mry bhai mry khayl say forex treading ka account wish hony k buht zaria hy lkn agr hum un k rolls ki khalif wardii kry gay tu yaqeenan un say humy loss nuksan hoga aslay humy kbi bhi forex pay asa kam ya glti mistake ni krnii jas say humy loss nuksan hn ya humra account wish ho jaye ku k account wish humri galt treding ki wja say hota hy jas say buht taklef hoti hy or us say humri sari mahant zya ho gie tu as lay kbi bhi rolls ki khalif wardii na kry lalach or jaldy bhai humri sub say bhri tabii hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Account wash ki waja??

                      G Han dear friends account wash hone ke bohot what h qk JB hm SE hmara account wash hojata aur en pts to Ni hota ke yh hm SE kese ho gya aur hmare sare mehnat zaya hojate h dosto account JB wash hota h to hm koe ese ghalte hojate h Jo hm SE Ni hone chahie this forex m Kam krne m khatre hi Katie h qk forex JB hm tread lgate h to hm SE chute sebgualte hone ke wja see hmara account wash ho jata h
                      • #12 Collapse

                        Re: Account wash ki waja??

                        New ki Yahan per bahut jyada ahmiyat hai kam ke time per Jaise market ki news Aati Hai market Mein fact bahut jyada Tej ho jata hai sometime Aisa Bhi hota hai ki market apni position change kar Leti Hai hamen bhi chahie kya main direction investment change kar leni chahie aur Market ki direction Mein investment Karke long time ke liye yahan se profit ko generate Karke dollars ko on karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Account wash ki waja??

                          Dear brother Pak Forex treading mn account wash hony ki bahut si wajohat Hain Pak Forex treading mn acha experience aur knowledge na hona Pak Forex treading ki talim na hona market ki movement ki samjh na hona analysis na krwana lot size use krny mn ziyada say ziyada lot size use kran lalach Krna market ky bary mn information na hona khud py trust na krna senior member sy help na lena khud hi tread krna kisi sy signal na lena wagara wagara dear brother agr hum un sab batoun ko ignore krty Hain tu 💯 present hum ko loss hota hy aur hamara account bhi Wash ho jata hy es liye un batoun ko madey nazar rekhty howy tread Kren lalach na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Account wash ki waja??

                            rules ko follow na karana emotions pe control na hona account wash hone ki waj hai is liye jtna bhi ho sake acha kaam karain aur marke rules ko brak na karain tab hi ap ah akaam kar skte hain warna pa market mein earn nahi kar sket hain is liye acha kaam karaain aur earn karne ki kosish karain is traraha hio ap acha kam kra sakete hain uar earn kar saket hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account wash ki waja??

                              Over trading ki wja sy accout wash hota h without stop loss k trading krna stop loss ko wide krna trend k against trade lga dena analysis na hny ki wja sy bri lot ki trade lagana account wash hny ki wja h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X