Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen
    Hello Doston boht se log Pareshan Hal rehten Hain trading ke Duran Aur kise trader ka profit ha os ki achi trading dekh kr khud ko chota mehsoos krten Hain is se un ka moral Aur down ho jata hai Aur ye b ek bade wajah hai nakami ki. Kamiyab hona hai ager tu khud ko kise se Kam na Samjhen balke mazeed mehnat Kren Aur trading ko samjhen jitna ziyadeh deep mein ap Jaye gain utni he achi information ap Hasil Kren gain forex ke bare mein mehnat krne se sub Kuch milta hai Aur kamiyabi b mehnat mein he chupi huwe hai practice Kren Aur forex ko samjhen tbhi ap b forex se acha profit earn kr payen gain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

    Dear hum ko kod per 100% yaqen hona chya kay hum iss mya kamyab ho saktya hya hum iss mya jitni zada mahnat karya gaya hum ko profit bhi itna zada milya ga iss liya zada say zada mahnat karya jiss kay natagya may hum achya treader ban saktya hya .
    • #3 Collapse

      Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

      Sahi kah Rahe Hain Aapke Hamen Khud Ko Kabhi Kam Nahin samajhna chahie aur confidence ke sath kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

        G han dost hum sab ko chahaye k hum kabhi bhi khud ko kabhi bhi kam na samajhein aur yeh kabhi bhi na soochein hum k dostu hum yeh kaam nahi kar saktey yeh kaam mushkil hai bahut hum ko aeisa nahi karna chahaye balkeh hum ko apney aap pe pora confidence hona chahaye k hum yeh kaam kar saktey hain.
        • #5 Collapse

          Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

          G han bhai ap ki bat thek hay hamain kabi bi aisa nai samjhna chaheay kah ham trading ko learn nai kar saktay aur yah mushkel business hay aur es main kamyabi hasel karna bahut mushkel hay bal kah hamain ek jazbay k sath kam karna chaheay aur yah sochna chaheay kah agar dosray kamyab ho saktay hain to ham bi kisi say kam nai hain aur ham bi kamyab ho saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

            Bohat se log asa sochtey hain aur phir ziada profit ke chaker me bari lot size lga kar koi order open karty hain to loss kar jate hain lkn hum ko ye sochna chaiye k un ka experience bi bohat ziada hota hai jin ka profit ziada ho
            • #7 Collapse

              Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

              Yes dear ap n bilkul thk kaha hy k kisi ko khud ko km nhn samjhna chahiya balky k hr shaks k pass kam krny ki ahliyat hoti hy to hr shaks zeada se zeada kamyabi hasil krna chahta hy to asy kisi se khud ko im nhn samjhna chahiya balky hr shaks ko Allah n salahiyat di hy k woh earning kr sakta hy
              • #8 Collapse

                Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                g han hamain confidence say kam karna ho ga tab hi hum run karien gay aur hamain apny rules ko mind main rakh k hi hum achi trade kar k hi hum run karin gay aur hamain apny expirence k mutabiq hi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain markt main bi trader bannay say pahly is k bary main ansley kar k hi hum sucss ho sakty hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                  hamy is main fresh mind ky sat kam karna chahey agar hamara experience kam hain to hamy demo account main rozana 2 ganty practice kane chahey ta ky hum acha experience hasil kar saky hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain huk is ko apna life time career be bana sakty hain yai online ke duna main king business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                    Salam all forex members han g ap ny tk baat ki h hm kia khd sy km hy hmy mind my yhi baat sochni chahiy k hm sb khd kar sakty hy agar hm sb khd karny ki himat r mhynat rakty hy to hm kb tak dusro k asry sy jiy gy jasa hm khd kam karty hy vasa koi ni karta r khd kaam karny sy interest b ata h r st st experience b hta ha hmy forex my khd dil laga k mhynat karni chahiy r hmy yah sy achi kamiyabi ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                      G ha bilkul thek kaha hy apny , hamein is mn chaye ky ham mehnat kairen aur pher is mn ik na ik din kamyabi hasil hoskty hy so hamien mehnat karny chaye aur pher kamyabi bhi mil sakty hy so hamien kabhi bhi kesi traha bhi himat nhe harny chaye jis sy kafi acha fiada bhi hosakta hy aur pher ik achy earning hosakty hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                        G all friends khud ko kabhi na kaam na samjhyn q k ap mehnat kar k boht kuch kar sakty hain mehnat ko apnaa roul bnaa lyn is main kamyabi hai ye samjhy k mjhy mehnat karni hai or dil lgaa k karni hai mjhsy behtr mehnat kash koi ni hai tab kamyabi mil sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                          Ji aapane theek kaha hai ki Forex Mein Hamen Main Khud Hi Tumhari ke sath kam karna chahie Agar Hamen confidence Nahin Hoga To Ham kam ko Sahi tarike se nahin kar Payenge isliye confidence ke sath kam Karen
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Khud Ko Kabhe Kam Na Samjhen

                            aslam o alikum dear freinds.g ha bahat achi bat kahi ap ny.hum ko apny ap per barhosa hona chayin.khud ko kamtar na samjy balk mahnat sy kaam kery mahnat ka phal hamysh mitha hota ha.ap mahnat sy kaam kery jaza o saza to Allah deny wala ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X