Time ki ehmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ki ehmiyat
    Aslam-o-Alikum members Jesa ke ap jante ho time ki ehmiyat boht se ziyadeh Zaroori hai ager sahe time nekal jata hai tu hum acha profit Hasil nahe kr saktey kyn ke os time market ka trend clear nahe hota har Ek time alag alag trend ki movement show krta hai Jis se hum analysis kr k he next step lety Hain Jis Ka faida b hame acha khasa Hota hai hamesha time ki pabandi ki Jaye Aur behtar se behtar tr Kam Krna Chahye Jis Ka faida bhe hame acha ho..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time ki ehmiyat

    Forex trading main time ko importance tab hi hota hai jab ham kisi achy time ko dekh ker trade open kerty hain aur phir market ko bhi time dety hain ky ham apni open trade ko achi terha manage ker sakain jab ham market main trade open ker ky chor dety hain tou phir hamain profit ki umeed bhi Kam hi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Time ki ehmiyat

      Assalamu alaikum dosto kesay hyn ap men ap ko batana chahta hun k forex trading men time ki bahot zada ehmiyat hy hamen apnay time ko waste ni karna chahey kion k agar hum time waste kar den or forex ko tim na den phir earning ki tawaqo na rakhen kion k hum yahan say usi waqat earning kar payen gy jab isko time den gy otherwise bilkol b ni hamara time bahot qeemti hy hamen isko waste ni karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Time ki ehmiyat

        g han dear members hume time ke ehimyat karne chye hmre life me time ke ehimyat bhout zada hote hy hum aona time nikal ke forex pe kam karty hy hume ase nhe aona time zaye nhe karna chye kuch na kuch karty rhna chye aone lufe ka qemate waqat nhe brbad karna chye
        • #5 Collapse

          Re: Time ki ehmiyat

          Time ki ahmiyat bahut hi zaida hai time ki Hamen Kadar Karni chahie aur Hamen Apna time zaiya nahin karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Time ki ehmiyat

            G han dost hum sab ko chahaye k hum waqt ki qadar karein q k fostu ju loog waqt ki qadar nahi kartey tu who loog life mein kabhi bhi kamiyaab nahi ho saktey aur zindgi ki daur mein bahut peechey reh jatey hain dostu humara yeh waqt bahut hi qeemati hai lehaza hum sab ko apna har kaam time pe karna chahaye.
            • #7 Collapse

              Re: Time ki ehmiyat

              G brother time ki bht ziada ahmiyat huti hy trading k andar ju trader jitna ziada time managment ka khayal rkhta hy usko utna he ziada faida hasil bhi huta hy aur is forex k andar hmesha se time managment bht ahmiyat ki hamil rhi hy
              • #8 Collapse

                Re: Time ki ehmiyat

                g bhai ap ki bt c agree krta hn Time ki importance har jaga hoti h Time aisi cheez h jo ik dfa vhala jay wpus ni ata to hmen chahye is ki qdar krni chahye r Forex ko hi time den zyada c zyada r is pe jb b kaam kren hm ik.planing k sth kren k is time forex use krni h dil c krni h itni time krni h jsay stdy k lye planing ki jati h wsy e agr forex m kmyabi chahtay hai to is oe b planing krni pregi
                • #9 Collapse

                  Re: Time ki ehmiyat

                  G han dear ap ki bat bilkul sae h pakistan forex main time ki bhut ehmiyat h is main hum posting karty hain us k liye hamin waqt chihye q k is main hum jitna time spend karin gay hamin experince ho ga is k ilawa hamin is main trading k liye bhi waqt ki zaroort hoti h agr sae time p trade open ki tw profit milta h ni tw loss ho jata h
                  • #10 Collapse

                    Re: Time ki ehmiyat

                    G han ap nay bahut achi bat ki hay kisi bi trader ka time bahut ahmeyat ka hamel hota hay aur woh jetna zayada time forex ki learning main deta hay utna hi zayada knowledge hasel kar letay hain aur knowledge hasel karnay k bad bi usay market ko analyse karnay k leay proper time dena parta hay tabi usay achi trades milti hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Time ki ehmiyat

                      Forex mn wakt ki bht he ziada ahimiyat hoti h. Forex aik business h so hmen Chaya k hm is business ko pora pora time den or apna wakt fazol kamon mn waste bilkul b na kren warna hm kbi b kamyabi hassil ne ker sakty. Jo bnda wakt ki Kadar ne kerta kbi kamyab ne hota.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X