G dear friends mai samjhta hun kay humain group mai trading krnye chye kiyu kay es tarha har aik ka faida ho sakta hai kiyu kay es mai kafi expernce walye log hotye hain jo kay mufeed mashwary daitye hain jis kay bad hum trade laga kay faida laye saktye hain yani kay har aik ki apni apni raye mani rakhtye hai na tu kam karain tu aik dusrye kay sath mashwara kar kay karain pher daikhain ap es mai kis tarha kamybi hasil kar patye hain tu ap ka kam hai mahnet kay sath kam karna aur group mai trading karna
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим