Rat ko Market slow Kyun ho jati he

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rat ko Market slow Kyun ho jati he
    All Dear Forex Members Mein ne Trading Krte Huey Dekha he Rat ko 9 bje ke bad Aksr slow ho jati he mein senior member se Confirm krna chahta houn ke Aisa Kyun hota he Aur kya Hamain 9 bje se pehle pehle market se Nikal Jana chahye????
    Apni Qeemti Raey zaror dijye ga Thanks 😎
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

    Ratt ko market iss waja s slow hojati h KU kh ratt ko market n clOse hona hotta h lihaza hmain chahye kh hm log khud ko trading rules k mutabik laen or trade krain istrha hmari Acchi hogi or hm khud ko successful trAder BNA skty hein
    • #3 Collapse

      Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

      Markeet ka koe ota nahen yeh kse waqt bhe kahen bhe ja sakti Hy ea lye hum ki trading k doran sabar se Kam Lena chahye or jb bhe trade open kren analysis lazmi kren ta k loss se Bach jaen
      • #4 Collapse

        Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

        No dear market ka kisi time b pata ni chalta k wo kb slow ho gi or kb fast ho gi, trade open karny k lae achy entery point ko talash karna bhot zaruri hai, ye ham indicator ki madad sy talash kar sakty hai, forex ma market ki tezi or slow ko ni dakhna chahe balky market ki state ko dakhna chahe,
        • #5 Collapse

          Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

          Pata nahi asa kyun hai mujhy tu lagta hai rat ko zaida members trading krty hein is waja sy market slow hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

            G nhi dear asa kuch nhi hota ap ko shyd asa feel ho RHA hy forex me market apni speed jari rakehti hy chahy din ho ya phr raat ho es leay ap ko ssi baatn sochy bgair trade krni chye jis sy ap ko es me acha kam krny ka acha reward Mily ga aur AP achi trha forex me kamyb ho paen gi
            • #7 Collapse

              Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

              Dear brother ye tu hamari country mein raat ho jati hai jis market ka session chal rha hota hai udhr din hota hai jahab tk market ki slow movement ki baat hai tu woh sellers aur buyers k kam hony ki waja se bhi ho sakti hai jb market mein sellers aur buyers ziada hoty hein tu market fast movement krti hai ya phr jb high impact news release hoti hai us waqt traders ko ehtiyat krni chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                Rat ko Market slow Kyun ho jati hay gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi earning bhi hoti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                  Is ki shyd ye waja bhui hoskti hain k forex mai mostly foreign country ki currencies hain to shyd un k yaha wo time closing Timing hoti hain ya phr opening time hota hain market ka. Laken expert traders khety hain trading ka best time dopher 12 bajy k bad or sham 5 bajy karni chaia.
                  • #10 Collapse

                    Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                    G dear market apnye hisab say chaltye hai yani kay ager koi barye news atye hai tu fast ho jatye hai waisye tu mujhye lagta hai kay ye slow he hotye hai zayda tar tu esye mainye kabhi fadt nhi daikha hai kiyu kay es mai ye kam chalta hai na kabhi fast kabhi slow wala
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                      Ji Han dosto hum sab be yeh bat note ki hoti hai k din ki nisbt rat ko market slow hojati hai or Chand makhsoos pints tak he mehdood reh jati hai,
                      Aysa esliye hota hai kion k tmam investors or users apna targeted profit hasil krty huy market pr apni activities ko km krdety Hain es wajah se market movement pr kaafi asr prta hai. Or doosri bat yeh k market ne rat ko close hona hota hai or or din bhr yeh apni movement dyti rhti hai or news k zer asr apny moves mukammal kr chuki hoti hai or evening k bad yeh slow hojati hai or agly din new strategy ko follow krty huy move krti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                        Assalamu alaikum I hope all of you working good agar aap raat ko koi trade lagate Hain to market ki movement bahut jyada sal hoti hai uski vajah yah hoti hai ke different countries ki market raat ke time off ho jaati hai aur subah on hoti hain aur kuchh countries key markets sham ko aan hoti hain aur raat 12:00 baje tak open rahti hai isliye raat 12:00 baje ke bad bad trade karna hamare liye achcha nahin hai kyunki market bahut jyada sal hoti hai hamen chahie ki ham sham ke time red Karen 4 pm se 11 p.m. tak
                        • #13 Collapse

                          Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                          Assalamu alaikum my dear kaise ho aap main ummid karta hun aap theek Honge Sar raat ko market iski vajah se slow Ho Jaati Hai Ki Ek to log bhi trading Se Dur Ho Jaate Hain aur dusra yah ki koi session Agar aata hai to tabhi market movement karti hai Jaisa ki aapko Maloom Hai ki aap Agar second time ko Deccan to market ki movement start hone lag Jaati Hai Raat Ke takriban 10 baje tak market movement acchi rahti hai Kyunki is time bahut acchi session Aate Hain UN session main market movement karna start karti hai aur jab session khatm hota hai to market ki movement Bhi khatm Ho Jaati Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                            Walekum assalam Forex member aapane bilkul sahi baat kahi hai aur bahut important information share ki hai ki raat ko market slow kyon Ho jaati hai jab din ka aagaz hota hai to Sach market ki moments lo hoti hai aur uske bad market ki moment fast Ho jaati hai aur raat ke time bhi market ki moments Ho jaati hai kyunki Forex exchange market jab start hoti hai aur jab close hoti hai use waqt uski market lo jaati hai lekin jab Sara din roi run karti hai uska cartoon ki market ki movement fast rahti hai isliye train lagate waqt kis baat se hare rakhen ki raat ko aur morning mein kabhi bhi trade na lagaen Bal ke sahi time ka vate Karen aur uske bad trade lagaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Rat ko Market slow Kyun ho jati he

                              Assalam walekum bhai jaan aapane bahut Achcha Sawal kiya hai ki raat ko market Kyon slow Ho Jaati Hai iski Ek vajah to yah hai ki Jab Raat hoti hai to market close Hone Wali Hoti Hai Is vajah Se Bhi market slow Ho Jaati Hai isliye aapko chahie ki market Jab pick ke upar ho aap trade lagaen agar aap market pic ke upar trade lagaenge tab aapko profit Jyada Hoga agar aap market value ko dekh kar raat ko trade Lagate Hain tab aapko profit kam milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X