News event ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News event ki importance
    News event ki importance professional traders key ley zarori hoti hay es ki waja ye hay key esy traders technical analysis par etna depend nahi karty jetna key fundamental analyzing par, aur jab be market ka fundamental jaiza leny ki koshish ki jaye to es me news event ki importance bahot zeyada hoti hay, traders ko chaye key har esi news se market ka jaiza le jo Forex market se related ho, jo traders news events se market ki movement ko judge kar sakty hey esy traders key ley market ki advance movement ka andaza lagana mushkil nahi hota.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News event ki importance

    News markete k trend ko check kerny k liye boht effective hain expet traders news ko boht ziyada importance dety hain r eik khas time in per spend kerty hain phir inhi ki base per r in ka fundamental analyse ker k markete ka acha analyse ker k khud bhi profitable trade kerty hain r dosry members ko bhi signals provide kerty hain r bat bhi theak hai k expert trader k liye ohir markete ki next mivement ka andaza lagana bhi asan kam ban jata hai
    • #3 Collapse

      Re: News event ki importance

      Dear friend forex trading men news ki bahut ziyada importance hey kiun k news market pe effect zaroor karti hen aur bahut ziyada log news k mutabik trading kar k kamyabi hasil kar letey hen lekin news pe depend nhi kar saktay kiun k kabi kabi news ghalt bhi ho jati hen
      • #4 Collapse

        Re: News event ki importance

        News sy related pairs ki movement boat zyada tez hti h yeh firect r indirect impact hta h market ki movement sb sy zyada tez ksi news event ya ksi world incident ki wja sy hti h news ki importance 50% hti h forex mn.
        • #5 Collapse

          Re: News event ki importance

          Profit Laga sakte hain kaun se question log Karte Hain Ki Yahan per take profile lagane ka kya fayda hai aur take loss lagane ka bhi kya fayda hai account constable rakhne ke liye Hamen apni aadami ko control Mein rakhne ke liye Te Claus aur take profit Ka Sahara Lena padta hai itna Achcha ham log kam karne ke liye ine chijon per depend Karenge yah Marley utna Achcha aur protected kam ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: News event ki importance

            News ka forex market me bohat bara role hai balke market chalti hi fundamental par hai to hum ko news ko nazar andaz nahi karna chahiye aur har din pahle any wali news ko dekhna chiye k ajj kon se strong news any wali hai phir trade lagani chahiye
            • #7 Collapse

              Re: News event ki importance

              G han dear news event ki bohot importance hoti Hy kyun is sy AP ko market me bohot sy fast movent nazr ati hu jis sy AP ko es me acha Kam kren to wo kamaybi hasil kr skty hen es, leay koshish kren traidng ko proper time den aur news kay bad AP ko es me achi movement sy faida uthaay ja skta Hy
              • #8 Collapse

                Re: News event ki importance

                Forex forum best online business is Mein Hamen knowledge ko increase karna chahie Forex Mein jitni acchi Hamari learning Hogi udayachal Hamesha kam kar Payenge Forex Mein Hamen Lal Se Bachkar kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: News event ki importance

                  News event ki importance gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain jiss say aap ko achi information oor acha knowledge oor expriences hasail kerain gay too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi earning bhi hoti hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: News event ki importance

                    Jee bilkul news ko srif expert or experience waly traders hee samhj skty hain kiyo k fundamental analysis karna asan ni hain is mai kafi physical knowledge hasil karny k bad hee kisi ek anjam taak poch kar hee tradea karty hain is liay new and junior members ko news ki base par trade open nahi karna chaia just technical analysis kary
                    • #11 Collapse

                      Re: News event ki importance

                      Dear ek kamyab trader krta he esa Hy wo news k sath jura rehta Hy or Jo news Pak Forex k releted ho us se faida utha ta Hy or Jahan tk rahe baat analysis ki bilkul wo fundalmantal analysis krte Hain or es trah kamyab trader acha profit hasil krte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: News event ki importance

                        sare trader main zaida tar wohi news par trading karte hai jo professional ho jate hai wo forex k sare raaste sikh kar jab normal paisa kamana start kar daite hai phir wo end main news trading ka end wala rasta b sikhte hai phir wo normal se professional trader main dakhal ho jate hai kamyabi trading karte hai kamyab paisa kamate hai is liay hum ko b yehi tarika use karna chayie
                        • #13 Collapse

                          Re: News event ki importance

                          hamain is k bary main learnign karni ho gi aur news ko dekh k hi hum real main kam kar skaty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zaroat ko pora kar k hi hum real main bi trade karine gay aur hamain is forum main bi kam k bary main achi informatino dety hain so hamain is k bary main anlsye karni ho gi tab hi hum real main bi earn karein gay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News event ki importance

                            hamy news ko wtch kar ky kam akrna ho ga pher he hum pasasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hn wala business hain hum is ami 24 ganty mai sy kese eb wakt ka tiem tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss h jy ga is mai maket ka balm naha ihtoa

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X