Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy
    bhai main ap ko yh keh rhi hon kh ager ap lot size kam use kerty hn or over trading kerty hn yani trades bht ziyada lgaty hn to aik hi mutlab ho sakta hy kh lot size ziyada ho jata hy ager ap lot size kam use ker rahy hn to is per pori tarah sy amal karin or over trading sy bhi dor rahin kia ap ka bhi yahi khayal hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

    g han dear forex men agr humen aachi kamyab i haslin karni hy to humen chaia keh nhum forex men lot sioze ko kam sy kam raaken gy forex men tab he hum ac kamtyabui hahsuu kar skaaen gy forfex men zedada sy zeada mehnt sy kam kraan he sab sy achi kamyabi hy forex men mehnt sy kam kran he sab sy achi kamyab i hy
    • #3 Collapse

      Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay jis time main ham zyada trade ko open kaertay hein to ham is time main more say more lot ko istamal kertay hein is main ham ko chye k agar ham nay kamyab hona bhi hay to is main ham ko mehnat aor ityat k sat kam ko karna ho g is main ham ko chye k ham is main money mangement ko he follow ker k agay ki janib bernay ki try karein is main he ham ki kamybi ho g .
      • #4 Collapse

        Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

        Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men agar aik din men 1 ya 2 trades men profit mil jay tu phir over trading nah karen issi pe compromise karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen aur zaroorat se ziyada bari lot nah lagaen kiun k over trading loss bhi kar sakti hey
        • #5 Collapse

          Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

          g han agr lot size b zyada ho jay to b over trading kehlay gi r account wash hny mn zyada time ni lgta r over trading pesy k liye jb hm lalch krty hen to yeh chezain hti hen.
          • #6 Collapse

            Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

            Dear aapki baat theek hai jb traders aik se ziada trades open kr lety hein tu lot size barh jata hai jis se risk level high ho jata hai over trading ya tu lalach mein ki jati hai ya phr loss ko recover krny mein jo preshani mein ho jati hein agr market against run krny lgy tu is tarah krny se loss mazeed barhta hai jis se account wash ho jata hai daily sirf 1 ya 2 trades open krein tu secure trading hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

              G ziada lot size over trading ke ilawa lalch me bi a jati hai over trading se murad hai k ap ny aik trade profit me close ki to bina kisi prefect intry ke ap dosri trde open kar dein aur us ke close ke bad phir trade open kar dety
              • #8 Collapse

                Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                Over trading ka matlab ye ha k ziada lot size ki ek trade laga dain ya pher small lot size k ziada trade laga dain. Dono he account ko wash karwa saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                  ji han aapki baat bilkul theek hai main Forex trading karte hue lot size Hamesha chhote rakhna chahie kyunki Agar Ham chhota what size rakhenge to Hamen loss kam hoga jisse hamara account balance safe rahega aur ham acchi trading karke achcha profit Hasil kar sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                    Dear friend forex business mn trading kaa Duran app jab zaida pairs par teared saroo karta han too app kaa account control nhn hota app over teared saroo kar kaa apna account wash karwa lata han yaah bare lot kaa teared saroo kar kaa over teared saa apna account kaa nuksan kar lata han
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                      over trading g dear is mein over trading ka Matlab is mein zaida lot bhi hai is mein humein kisi bhi Surat e Hal mein over trading nae karni chaiye kyun k trading mein over trading ka matlab sirf loss hai agar hum chahty Hain k trading mein humesha loss na ho toh humein is mein kabhi bhi over trade nae lagani chaiye kyun k forex mein over trading se sab ka loss hota hai kamyabi k liye humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye tabhi hum is mein kamyab hoty Hain jab trading mein na lot zaida lagaty Hain na hi over trading karte Hain forex mein kyun k in dono ka Matlab bas loss hi hota hai agar hum is mein zaida se zaida mehnat karte Hain toh is se humein is mein zaida se zaida kamyabi milti hai aur forex mein humein sirf hardworking karne se hi kamyabi milti hai is mein humein kisi bhi Surat e Hal mein kabhi bhi zaida lot nae lagani chaiye kyun k market k bare mein koi bhi nae janta hai is liye agar ap is mein zaida lot laga dete Hain toh apko sirf nuqsan hota hai humein is mein Kam se Kam hi lot lagani chaiye is mein agar hum jitni Kam lot lagaty Hain toh is se humein zaida faida hota hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye is mein jab hum zaida mehnat karte Hain tabhi humein is mein kamyabi milti hai aur is mein hum sirf mehnat ki waja se hi kamyab hoty Hain har trader ko is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye aur Kam se Kam hi lot lagana chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                        Over trading nahin hum market mein Aik se ziada lot size use kartay han aur agr hum apne account mein Aik se ziada trade open kartay han aur is traha lot size ziada ho jata hai aur trade loss mein jati hai tu is se account wash ho sakta hai hum ko over trading see bachna cahaiye aur apne account ki money management kar k trading karain gay tu hi kaamyaab ho saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                          g bilkul over tarding ka multub lot siz ebhe hota ahi hum jub over trading karty hain its mean hum lot siz bhe apni range or apny capital sa zeada kar lety hain jis main hamen lalach bhe ho jati hai tabbhi hum over trading kar jaty hain hamen aisa nahi karna cheye limit main reh kar he trade karni cheye ,....
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Over trading ka mutlab ziyada lot size bhi hy

                            Ge hum ko trading krte waqt lot size chota rakhna chahye us ka faida yeh Hy k hum ko agar loss hoga to Kam hoga agar Profit hoga to zeyada nahen hoga es trah hum zeyada loss se Bach sakte Hain es lye hum ki over trading nahen krni chahye na he lalch krni chahye bas limit me reh KR training krni chahye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X