self suppout or confidnece h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    self suppout or confidnece h
    is forex main hamain confidence say hi kam karna ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur self confidence say kam karna ho ga tab hi hum har kam main kamyab ho sakty hain aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum real main run karein gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: self suppout or confidnece h

    g bilkul is mqy jab thak aap ko apnay oopar barosa nahee hoga tho aap ka har kaam aap k aganst jaaega kionka may nay ye cheez note ke hwh k jo log apnay dham par is mah kaam karthwy hah wo is say acha faida be utathay hah our luck be saath detha hah our jo dar kar kaam kartha hah osay loss he hotha hwh.
    • #3 Collapse

      Re: self suppout or confidnece h

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay agar ham nay kamyb hona hay to ham k pass khud pr lkam karnay k rust ho is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat kam ko karein aor khud pr ham k trust k ham waqay main yeah kam kr saktay hein is main ham ko kabhi bhi hemat nahi harna chye is main ham ki sab say beri kamybi ho g forex main anay k bad .
      • #4 Collapse

        Re: self suppout or confidnece h

        Yes, my dear friend, I tell you that if we have the confidence, then we will be able to achieve success in it, so we need that we should have the confidence. If we do not have confidence, then we have to practice in the demo and the game will give us its experience and knowledge.
        • #5 Collapse

          Re: self suppout or confidnece h

          G dear apki bat bilkul theak ha is market mein successfull trader wohi hoga jo confidence k sath kam kary ga aur confidence khud he ni aa jata balky jab apko forex trading ki learning hogi aur jab apko fully knowledge hoga aur ap k apny analysis strong hongy tu ap k andar confidence aye ga aur apko trading mein profit hoga.is liye confidence build up karny k liye mehnat karyn aur practice karyn zayada se zayada ta k ap success hasil kar sakyn.
          • #6 Collapse

            Re: self suppout or confidnece h

            G han dear ap ki bat thek hay kisi bi trader ki kamaybi k pechay us ka self confidence ka bahut bara kerdar hota hay q kah self confidence ki waja say us ki bahut sari trades loss main ja kar bi profit main wapes ati hay q kah usay khud par yaken hota hay aur woh loss main close nai karta but yah self confidence achay knowledge aur experience say hi ata hay.
            • #7 Collapse

              Re: self suppout or confidnece h

              g Han learn karain ge to hi Kam bane ga aur is ke liye learning ke liye practice buhat hizarori hai agar Ham practice nahi kartaain get to hmain loss ho ga kyonke ye aesa tool hai Jo hmain chote see trader see aik kameyab trader banna details hai is liye bus mehant karain learn karain aur chi trading karain is tarah AP acha kaam akar ke earning Kar saket Hain confidence bhi AP ko tab hi mile ga
              • #8 Collapse

                Re: self suppout or confidnece h

                my fiend ap na achi bat boli hai k mana life me agy hona ky lya kuch mehnat ki zurat hoti hai matlab k self confidence hon chya agr hamara andar self confidence ho to hamari loss ki hoyi tarde bhe profit bna sakti han knowledge or experience koi hai self cofidence kha jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: self suppout or confidnece h

                  Assalamau Alaiakum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex business he esa hae is business main a kar ham main self confidence paida hota hae or hum self support yani apni expensis khud bear karte hain to yeh bat kam nhe hae student life main a kar is se hamare parents pe burden kam hota hae is se
                  • #10 Collapse

                    Re: self suppout or confidnece h

                    Jab Ham dekhte hain ki market Mein Jab Hamari investment ko bahut jyada nuksan ho raha hota hai Hamen isko recover karna bahut jyada important hota hai Hamen Zyada investment ke sath Kam Nahin Karna chahie aur hamare pass Jyada investment back side per Badi honi chahie Jo Hamare account ko stable rakhti hai aur Hamen kam karne ke liye market Mein confidence provide Karti Hai Jitna Achcha investment Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: self suppout or confidnece h

                      Self support or self confidence ka hona bht he zarori h. Forex mn aisy log kbi nakam be hoty Jin k ander yakeen or aitmad hota h. Wo ho kud mehnti hoty hn wo dosron pa depend bht he km kerty hn. So hmen b kud ko aisa he aik business man bnana ho ga Jo sb ko fida dey or kud b kamyab trade ker saky.
                      • #12 Collapse

                        Re: self suppout or confidnece h

                        Forex mehood per itmad rakhkar confidence ke sath trading Kare proper plan bnao kar Kamyab tarike se. .
                        • #13 Collapse

                          Re: self suppout or confidnece h

                          Agar Hamare Paas self support aur confidence maujud Hai To Ham Forex trading Mein Kamyab trader banne Ke Kabil Hain Kyunki Aksar Logon ki Khud ko support Nahin Hoti aur na hi unke andar self confidence maujud Hota Hai Aise log dusron per maximum depend karte hain jabki Forex trading Mein acchi kamyabi ke liye dusron ki vajah yah Khud per depend karna importance Rakhta hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: self suppout or confidnece h

                            yes dear agr hum self confidence bana kar trading karay gay tu ap ko 100% kamyabi mill sakti ha is me ap ka confidence ap ki half success hota ha ap ko jub confidence a jata ha kay ap is kaam ko kar sakte hain tu ap kay liey wo kaam mushkil nehi hota ha issi tarah ap ko forex trading se darna nehi chahiey balkay self confidence kay sath start se le kar high levels ki learning karay or confidence rakhainy jo ap mehnat kar rehay hain wo mehnat ap ki waste nehi jaey gi or isi lagan se mehnat kartay rehay aik time par jub ap kay pass acha knowledge or exprience hasil ho jaey ga tu ap ap forex me asani se success ho sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X