thread ka kya mqsad hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread ka kya mqsad hai?
    is forum main thread hum khudh creat karty hain is say hamain acha bonus hasil hota hai so hamain is forum main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum planing kar k hi hum cahi trade karin gay aur hamain market main kam karien gay tab hi hum real main bi trade karien gay aur hamain demo main practice karein gay aur suces sho skaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread ka kya mqsad hai?

    g han dear members forex me threads ke bhout zada ihmet hy hume is me post aur threads karty hy threads ke bager to forex kyamyab business nhe bn sakta hum threads se to apna bouns hasil karty hy threads ka maqsad ye hota hy hum firex se related koe threads kary ase fazool threads na kary aur ak kyamyab trader bn saky
    • #3 Collapse

      Re: thread ka kya mqsad hai?

      Salam all members han g dear ap ny bilkul tk kaha h my ap ki baat sy agree ho hmy threads karni chhaiy agar kary to fazol thread na kary jis sy hmare thread b waste ho r dusro k kiy hoy comments posts b waste ho hmy experience k st Knowledge k st thread karni chahiy jo sb ko pasand b ay r hmy likes b mily
      • #4 Collapse

        Re: thread ka kya mqsad hai?

        G threads krny ka maqsad knowledge share karna hota h pak forex m threads krny sy humin aik dusary sy information hasil hoti h threads krny sy humin trade krny ka tarekha pata lagta h agr ap ko kisi qisam ki help ya information need hoti h to ap pak forex forum m threads kr k seniors members sy help ly skty hain.
        • #5 Collapse

          Re: thread ka kya mqsad hai?

          zada ihmet hy hume is me post aur threads karty hy threads ke bager to forex kyamyab business nhe bn sakta hum threads se to apna bouns hasil karty hy threads ka maqsad ye hota hy hum firex se related koe threads kary ase fazool threads na my ap ki baat sy agree ho hmy threads karni chhaiy agar kary to fazol thread na kary jis sy hmare thread b waste ho r dusro k kiy hoy comments posts b waste ho hmy experience k st Knowledge k st thread karni chahiy jo sb
          • #6 Collapse

            Re: thread ka kya mqsad hai?

            g marwy khyal may threads k 2 maqsadh hothay hwy ek ye k agar hum achay analysis karay tho osay hum share kar sakthay hay ya per agar hamaray zehin mah koi sawaal hay ye per hamay koi problems aaraha hah tho osah hamah share kar dena chahiwy thake oska acha hal nikal sakwy.
            • #7 Collapse

              Re: thread ka kya mqsad hai?

              G dear thread create karny ka maqsad ha k ap acha knowledge transfer kar sakty hain aur us p rply aty hain tu hamyn bonus bhi milta ha aur ap daily 4 thread create kar sakty hain aur thread ho ya ap kisi k thred p rply kar rahy hon apni wording achi rakhyn aur knowledge acha share karyn is ka ye faida hoga hoga k apko bonus acha mily ga
              • #8 Collapse

                Re: thread ka kya mqsad hai?

                Thread maqsad Hai Ek dusre Ke Sau knowledge FIR karna koi problem hai to share kar le Forex ke related knowledge share Karen..
                • #9 Collapse

                  Re: thread ka kya mqsad hai?

                  Threads open karne ka Aksar yah hota hai ki ham log dusre Logon Ko Apna knowledge share Karen aur dusron ki problem ko bhi solve Karen aur uske saath saath Forex related Jyada Se Jyada knowledge ko Jyada Se Jyada information ko share Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: thread ka kya mqsad hai?

                    thread ka maqsad hai ke hmain acha kaam karne ko mile acha knowledge Emile Yani dooron ko de saken lamagar ham jo kuch is ka Hal jkar rahe Hain wo ham sab ke samne Hai intahai fazool kisam ki threads karte Hain aur hmari threads phir delete ho jati hai aur ham phir bonus na an ki shikayat karte rehte Han bus is liye mehant karain knowledge share karain sab ke sth to hi AP ka Kam acha ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: thread ka kya mqsad hai?

                      Ham Pakistan Forex form per Jab kam Karte Hain To unhen Hamen thread create karne bahut jaruri hote hain aur jab Ham create karte hain to hamare use threadka answer Hamare membran dete Hain aur Hamen usmein thanks bhi milte Hain Agar Hamari quality acchi hoti Hai To thanks milte Hain aur thanks Se Hamare bonus Par asar padta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: thread ka kya mqsad hai?

                        AP hackett Agar new members ine Logon Ko chahie ki vah Yahan per kam karne ke liye tips Lekar kam Karen market ki movement ko watch Karen aur Dekhe kaun si team Yahan per kam Yad hai aur kaun si team Yahan per kam Yad Nahin Hai is ham Log Yahan per confidence ke sath long time ke liye proper management ke sath Ek dusre ki guideline ke sath acche wala working capital Pipli nikal sakte hain yahan se
                        • #13 Collapse

                          Re: thread ka kya mqsad hai?

                          han g exactly hmara maqsad hy k hm thread mai knowledge hasil kren or knowledge share kren jis se hmy response mily or acha bonus aye
                          • #14 Collapse

                            Re: thread ka kya mqsad hai?

                            Bro thread ka maqaad Aur members ko knowledge Dena hai Jo ap ke pass hogi forex ke bare mein Jitni ziyadeh informative thread ap create Kren gain utna he benefit ap ko hoga aye likes bhe ap ko ziyadeh milen gain is se ap ka bonus Aur increase hoga. Aur practice per bhe khas Tawajah Deni Chahye Jis se hame acha benefit Hota Aur hum achi tarah market ko samjh payen gain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: thread ka kya mqsad hai?

                              g haan aap ny sahi kaaha hy ky is forum par acha thread karny sy humain acha bonus hasil hota hy but iss ky satth saath hum maloomat ka tabadla bhi karty hain iss liye yeh kehna baja ho ga ky achy thread ka maqsad na sirf acha bonus ka hasool hay balkeh logo tak achi maloomat farham karna bhi hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X