Affordable risk
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Affordable risk
    Forex trading business me mostly traders afford leny se zeyada ka risk lety hey es ki reasonable waja jo meri samaj me ati hay wo greed hi hay ya per quickly profit earn karna be ho sakta hay, ye 1 common mistake hay jo key har trader kabi na kabi kar sakty hey,

    agar app achi trading be kar rahty hoty hey aur koi be esa risk nahi lety jes ko app afford na kar sakty hey to per be kesi na kesi stage me app se ye ghalti ho jati hay key apny account ki capacity se zeyada ka risk leny par app ko market majboor kar de.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Affordable risk

    ji hun itna trdaing main risk layna chahaiy jisy hum bardashat ker sakein asa na ho k humara acount is risk se wash ho jay hum itna risk lain aoni trade main k ager humain loss ho tu hum isy easily recover bhi ker sakein ager humary andar itni himmat nhi ha tu phir huain itna risk nhi laina chahaiy.
    • #3 Collapse

      Re: Affordable risk

      g bhai ap ne boht achi baat ki hai humin forex trading main hamesha affordable risk lena chaye qk is say humra account wash hony say kafi had tk mehfooz reh jata hai humin chaye ke hum khud lalach say hamesha bacha ke rahin or hamesha apni learning ko strong krin.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Affordable risk

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kabi bhi apnay balance aur experience se bara risk nah len kiun k loss ki surat men account wash ho jata hey lekin agar apnay balance k hisab se lot size select karen aur chota risk len tu risk kamyab ho sakta hey
        • #5 Collapse

          Re: Affordable risk

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Forex trading business me mostly traders afford leny se zeyada ka risk lety hey es ki reasonable waja jo meri samaj me ati hay wo greed hi hay ya per quickly profit earn karna be ho sakta hay, ye 1 common mistake hay jo key har trader kabi na kabi kar sakty hey,

          agar app achi trading be kar rahty hoty hey aur koi be esa risk nahi lety jes ko app afford na kar sakty hey to per be kesi na kesi stage me app se ye ghalti ho jati hay key apny account ki capacity se zeyada ka risk leny par app ko market majboor kar de.


          Asslam o alaikum dear forex member aapki baat bilkul sahi hai ki Hamen main risk sirf Apne afford Ke mutabik Lena chahie ki Ham Kitna afford kar sakte hain Jitna Hamara balance Hoga Jitna risk Ham Le sakte hain Hamen usse zyada Nahin Lena chahie Taki Agar Ham raise claim bhi to uska azala bhi kar sake usse zyada Lenge to account wash hone ja band hone ka Khatra ho jaega....
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Affordable risk

            g bhai ap bilkul thk keh rhy h hm wh risk uthaye jo affortable ho othervise hmen wh risk uthana hi ni chahye jisay hm afford r bear hi na kr paye islye hmen thori c lot lga kr trade krnk chahye
            • #7 Collapse

              Re: Affordable risk

              G Han dear friends hmen forex m risk Lena chahie agr hm is m risk lenge to pehly hmain apne AP ko is loss ka Hal dar bnana chahie qk JB AP apne AP ko is risk SE bchana chahte h tb bhi ap ko market major krdete h
              • #8 Collapse

                Re: Affordable risk

                Dear friend market ke situation ko understand karte hue Apne capital ko Dekhen FIR Apna lot size Select Karen Soch samajhkar trading Karen..
                • #9 Collapse

                  Re: Affordable risk

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  Forex trading business me mostly traders afford leny se zeyada ka risk lety hey es ki reasonable waja jo meri samaj me ati hay wo greed hi hay ya per quickly profit earn karna be ho sakta hay, ye 1 common mistake hay jo key har trader kabi na kabi kar sakty hey,

                  agar app achi trading be kar rahty hoty hey aur koi be esa risk nahi lety jes ko app afford na kar sakty hey to per be kesi na kesi stage me app se ye ghalti ho jati hay key apny account ki capacity se zeyada ka risk leny par app ko market majboor kar de.
                  Traders ko chahiye ke vah Hamesha Itna rakhle Jisko apod kar sake traders ko kabhi bhi bahut jyada risk Nahin Lena chahie Jab risk Jyada liya Jata Hai To trading acchi Nahin Hoti Kyunki Jyada loss hone ke chances increase Ho Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Affordable risk

                    G hamesha money management ke sat hi kaam karna chahiye agar ham money management ke sath kaam karain ge to hi earn karain ge aur is ke lite bus din raat aik Kar ke pehle practice pe earn karain aur phir acha kaam Kar ke earning karain is ke ilawa koi aur taruka nahi hai Jo AP ko earning de ga is liye bus mehnat karain demo pe bhi aur forum pe bhi
                    • #11 Collapse

                      Re: Affordable risk

                      Hamare pass confidence level Hoga Kam karne ke liye Forex ke kam Mein Hamen apni Niyat ko saaf Rakhna chahie jitni acchi Hamare Yahan per Niyat Hogi Ham utna Achcha kam kar sakte hain proper management system Hamare account ko Jyada strong banaa sakta hai strong account hi Mare business ko Kafi Aage Ki Taraf Lekar Jaega aur Hamare Karm ko dusron se ideal banaega Jitna Achcha business Hoga utna ideal Hamara business ho jaega
                      • #12 Collapse

                        Re: Affordable risk

                        Assalamau Aliakum my dear friend forex aik bahut acha business hae is main hamen cahiye ke hum is main is main kam se kam risk lena cahiye is main or kam risk ka matlab hamen is main lot size kam se kam use karna cahiye q ke lot size jitna zayada kam ho ga hamen us main risk bhe kam ho ga to hamen kam risk lena cahiye is main
                        • #13 Collapse

                          Re: Affordable risk

                          dear ap ne theek kaha ha
                          meray exprience kay mutabik ap ko affordable risk hi lena chahiey mean utna risk jitna ap bardasht kar sakte hain ap ko loss honay par tention na ho or ap ki health par koi asar na paray
                          kuch traders greedy hotay hain wo Apne account ki money management nehi kartay hain or wo affordable risk se zeyda risk le letay hain or sochtainy hain un ko loss nehi ho ga par forex risk market honay ki waja se un ko loss ho jata ha jo kay un kay liey tention ki waja banta ha jis se negative asar hota ha ap ko chahiey kay ap wo risk le jo ap afford kar sakte hain or apni single trades par 1% tak hi risk le tu ap kay liey better ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Affordable risk

                            hum jitna afford kar sakty hain hamy utne he risk lena ho ga forex aik acha business hain hum is mai raatmai be km kar sakty hain hum is mai din mai be kam ark sakty hain hamy analysis ko usse kar ky kakm karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik amm busnes ke nisbat acha or unique busness hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Affordable risk

                              risk ko avoid ka rk hi hum run karein gay aur hamain is k bary main aur hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karien agy aur hamain ris ko avoid jitni ho skay aur hamain is k bary main bi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain i s k bary main bi trade ar k hi hum run karin agy aur hamain trade kar k hi hum planing karni ho gi ta k earn karein gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X