Risk per overcome ...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk per overcome ...
    Friends Forex eik risky business hai per is risk ko ham apni abilities se overcome ker sakty hain jis k liye acha experience hona hamary pas boht zarori hai is business ko risky samjh ker aesa nahi k isy join na kiya jay balky khud ko strong banaya jay r pur aitmad hoty huy is risk ko khatam kia jay forex ko samjh ker is mainaha ka kiya ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk per overcome ...

    Kam sy kam risk hi hamain forex market main survive kerta hai warna hamesha bara risk leny sy profit hasil nehi hota kei aik trade bhi aesi hi sakti hai ky ham bara risk lety hain tou hamara account bahot jald wash ho jata hai lekin kam risk hamary account ki safety hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Risk per overcome ...

      Forex market me risk to bahot hota hay magar traders ki learning es condition me bahot help de sakti hay apni learning aur market me risk element ko samjny ki waja se traders me ye quality aur ability peda ho jata hay key wo risk ko kam se kam le sakty hay aur jab be market me risk ka factor news event ki waja se zeyada ho jata hay to esy traders apny orders ko be manage karny me asaani mehsoos karty hey, agar traders me risk ko identify karny ki ability majood na ho to traders apny account ko be manage nahi kar saken gey aur na hi apny orders ko manage karny me kamyab ho saken gey.
      • #4 Collapse

        Re: Risk per overcome ...

        G forex Aik risky business hai hum ko is business ko risky bhi khud hi bnatay han kiok hum forex mein Kam risk se bhi trading kar saktay han lakin lalach ki waja se hum ziada profit k liye apni trading mein risk laitay han aur appna account wash kartay han tu hum ko cahaiye k hum forex mein knewledge aur experience hasil karain aur us knewledge aur experience k mutabik hi apne account mein risk lain kar trading karain tu hi hum risky business mein kaamyaab ho saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Risk per overcome ...

          Gee han forex ek risky business hai agar risky ko manage kar k usay control karnay ki koshash karo gai phir risk b control ho jay ga aap ki trading b profit main badal jay gi risk ko control karnay k liay acha experience hona chayie is liay hum ko forex ki study forex ka knowledge hasil kar k usay trading main test kar k experience hasil karna ho ga loss mistake ko khatam kar k risk control ka experience hasil kya ja sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Risk per overcome ...

            Assalamu Alaikum dear Forex members ji bilkul aapane theek kahan hai hi. Her business mn ya to profit hota h ya pher loss hota h. Jb hm trade kerty hn to loss ko minimize kerny k lea hm lot size use kren. Forex bht acha business h. Is mn ager achy treky sa trade ki jae to loss sa kafi hard to bcha ja sakta h.
            • #7 Collapse

              Re: Risk per overcome ...

              Asslam o alaikum dear forex member yah Baat To yah hai ki Jitna Jyada Barish Hoga Hamare na Kami ke chances utane hi jyada Honge isliye Hamen chahie ki Ham risk free hokar kam Karen Jab Tak risk lete Rahenge tab tak Hamen is Menaka me Milta Rahega aur jab Ham risk ko khatm kar denge risk ke bagair Forex Mein trading Karenge To Hamen daily basis per Thoda Thoda profit Milta Rahega ....
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Risk per overcome ...

                Forex risky kaam zaror hai magar is mein agar ham mehnat karain to Kameyab ho sakte Hain is liye mehant karain ge to hi acha kaam karain ge mehnat ho gi to hi earning ho gi is liye mehant karain learn karain aur earn karain kyon money management agar hai to hi earning hai warna koi system AP ko profit nahi de sakta jab Tak ke AP money management nahi karain ge
                • #9 Collapse

                  Re: Risk per overcome ...

                  markt main risk ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain markt main kam kar k hi hum achi trade karien gay aur hamain market main bi trader bannay say pahly is k bary main planing karni ho gi aur knowldge achi ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum perform kar k hi hum run karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk per overcome ...

                    hum risk ly gy to he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai aik din mai 4 thread or 50 posts kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ag her he hum agy bar skay gy hum is mai out off balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga is mai hamara koi eb boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk per overcome ...

                      forex aik risky business hain hamy best experiece or knowdledge hasil kar ky is main kam karnyka risk lenba chahey pher hi ham kamayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi syu time table bana kar is main din main be kam kar sakty hain or ham is main raat main be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business jhain
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk per overcome ...

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                        Friends Forex eik risky business hai per is risk ko ham apni abilities se overcome ker sakty hain jis k liye acha experience hona hamary pas boht zarori hai is business ko risky samjh ker aesa nahi k isy join na kiya jay balky khud ko strong banaya jay r pur aitmad hoty huy is risk ko khatam kia jay forex ko samjh ker is mainaha ka kiya ja sakta hai
                        Ham Logon Ko chahie ke Desh Ke Upar over kam Karte Rahe usko bahut jyada kam se kam Lene Ki Koshish Karni chahie risk se Hamara account was ho jata hai the higher the higher the profit the higher the the higher the loss
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk per overcome ...

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                          Friends Forex eik risky business hai per is risk ko ham apni abilities se overcome ker sakty hain jis k liye acha experience hona hamary pas boht zarori hai is business ko risky samjh ker aesa nahi k isy join na kiya jay balky khud ko strong banaya jay r pur aitmad hoty huy is risk ko khatam kia jay forex ko samjh ker is mainaha ka kiya ja sakta hai
                          Forex trading a totally risky business where is business main kam karne ke liye Hamen risk to Lena Hi padta hai lekin Ham mehnat se kam Karke aur apni trading ke abilities ko improve Karke risk ko degrees kar sakte hain lekin rishto ko bilkul khatm nahin kar sakte acche tarike se aur mehnat se kam Karen To Ham Apne risk ko bahut jyada decrease bahut aaram se kar sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X