Account ki capacity or taking risk???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account ki capacity or taking risk???
    Doston men ap say yh kehna chahta hun k ap jab b koi trade open karnay lagen to hamesha risk apnay account k capital ko made nazar rakhtay hve lein kabi b apnay account k capital say zada risk take over na karen kion k jab ap risk zada letay hyn to wo ap k account k wash honay ka sabab ban jata hy is lye sab koch loss karnay say acha hy k ap risk ko manage kar k lein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Account ki capacity or taking risk???

    humain trdaing main apny acount balance k hisab se risk layna ho ga is se humain chay jitan bara loss q na ho mger acount wash nhi hota ager hum safe trading kerty han tu is se humain bht acha profit ho sakta ha bajy risky tade kerny se.
    • #3 Collapse

      Re: Account ki capacity or taking risk???

      Risk hamesha apny balance ky hisab sy lena chahiay agar hamara balance kam hai tou hamain risk bhi small level ka lena chahiay ky hamara account bhi safe rehy aur hamain kuch profit bhi hasil hota rehy ham jab bhi bara risk lety hain tou hamain bara loss bhi ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Account ki capacity or taking risk???

        Account ki capacity jetni ho risk be etna leya jaye to es reasonable risk ki waja se traders apny account ko achy tareeqy se manage kar sakty hey aur koi be ghir zarori risk na leny ki waja se traders key ley long time tak market me trading karna be asaan ho jata hay, agar account ki capacity se zeyada ka risk lena traders ki adaat ho ya greed ki waja se esa karty hey to traders ko loss apny account ki capacity se be zeyada ka ho sakta hay, account management ka tareeqa hi yahi hay key jetna account balance ho aur jetni es ki capacity ho etna risk lena chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Account ki capacity or taking risk???

          G Han dear members trading main AP risk lain Lakin apny apny ki capacity k hissab sy balance k hissab sy. AP ko chahay k Dil sy Kam krain r lot ka size apny balance k hissab sy rakhain. AP ko chhay k mehnat krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP kamyb ho skain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi hy
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: Account ki capacity or taking risk???

            Yes brother hamy apny account ki capacity ko mady nazer rakh ker trade kerna hoti hai account balance k hisab se hi risk liya jata r risk kam se kam liya jay risk ko control kerny waly members money management ko bhi mady nazer rakhty hain phir un k liye tradekl kerna itna mushkil nahi rehta risk ko labo kernf waly members risk se nahi darty r bekhoof ho ker trade kerty hain
            • #7 Collapse

              Re: Account ki capacity or taking risk???

              G han my dear ap ny bht achi bat ke kh apny account blance ko mady nazir rkhty hwy ksi be trade ph trading krn jiss k lye small lot size bht zarori ha ess sy agr ap ke trade loss mn be jye tu loss kam ho ga humy chye kh hum jo be trade open krn us ph soch samg k trade lagin aur menhat sy kam krn kamyab hon gy
              • #8 Collapse

                Re: Account ki capacity or taking risk???

                market main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay uar hamain account k rules ko mind main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main bi anlsye kar k hi hum achy say trade karien gay aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach sakty hain aur faida ho saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Account ki capacity or taking risk???

                  Is k zaroori hai k ap ko apne account ki money management karna agr ap ko money management karna aata ho ga tu ap apne account k mutabik hi risk lain gay aur forex mein jab bhi trade karain gay risk ko kam kar k money management kar k trading karain gay tu hi ap ko forex see kuch hasil ho ga aur agr hum apne account se ziada risk se trading kartay han aur account see ziada lot size use kartay han tu is se account wash ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Account ki capacity or taking risk???

                    Dear friend g han ap theek kah rahy hain k hamain account k mutabok trade lagany chahay q k agr hum account ko nahi dakhain gy to hum trade lagain gy to hamain us trade main loss hita hy hamain forex trading main lalach nahi krny chahay hamain sabr sy kam krna chahay
                    • #11 Collapse

                      Re: Account ki capacity or taking risk???

                      G dost risk hamehsa utna he Lena chahye jitn ke capital ko ejazat deta hai hamehsa lot size Aur risk hamesha apne capital ke mutabik Lena chahye is se ap apne account ko bhe proper. Manage kr lo gye Aur long term tk ap Trading kr Pao Gye jitna ho sake easily ho ke Kam Kren Aur main points ko apne mind mein rakh kr ke he trading Kren is se ap ko Benefit acha hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Account ki capacity or taking risk???

                        G Han dear friends AP JB bhi koe tread open krte h to AP nee account m risk zror late h aur JB AP apne account m zyda Se zyda risk Lete to AP ko loss hojata h is ly dosto hesha forex m soch smjh KR trad open krni chahie aur hmesha forex form pr mhnt krni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Account ki capacity or taking risk???

                          Forex Mein Kamyab vahi hai jo aapane risk ko manage Karke proper plan Banakar trading karta hai money management ko follow Karen..
                          • #14 Collapse

                            Re: Account ki capacity or taking risk???

                            account ki capacity aur risk G dear forex mein Hamen Apne account ke mutabik hi margin level Lena chahiye Kyunki margin level se risk zyada hota hai koshish karen ki Apne account ki capacity ke hisab se hi trading Karen Kyunki agar aap trading mein zyada risk lete hain to Aapka account wash hone ke chances bahut zyada ho Jaate Hain isliye kam se kam risk Le aur kam se kam lot len Kyunki yah aapke account ki security ke liye bahut zaruri Hota Hai Hamen Apne account ki capacity Dekhte Hue hi trading Karni chahiye Kyunki Jab Ham Apne account ki capacity ko mad'dy nazar rakhte Hain To Hamen Apne account ke bare mein pata hota hai aur ham Is Tarah Se money management se Chalte Hain money management se chalne wale trader ka Kabhi Bhi account wash Nahin Hota usko Kabhi loss Nahin Hota aur Agar trade or currency bahut zyada strong bhi ho jaaye to bhi money management wala trader Hamesha sota rahta Hai Kyunki woh Pur sukoon hota hai is Baat Se Ke uska loss level Hamesha uski equity se bahut kam rahta hai woh Hamesha pur sukoon hota hai is Baat Se Ki usko Apne loss ki tension Nahin Hoti Kyunki woh money management ka use karta hai seniors money management se chalne ko isliye Kahte Hain Ki seniors ke pass experience hota hai trading Mein Hamen senior se poch trading Karni chahiye Agar Ham money management ko bhul Jaate To Ham zyada lot Lagate Hain Jiski wajah Se Hamare account ki capacity Se zyada risk ho jata hai aur Jiski wajah se trader ko Hamesha loss ka Samna karna parhta hai Har Hal Mein Jab tak woh Money management ko use nahin karta usko sirf loss hota hai humein apni har trade mein apne account ki capacity ko dehan meinn rakhty hue risk lena chaiye kyun k is se humara loss zaida hota hai aur humein trading karte hue is baat ko ignore nae karna chaiye kyun k yeh buhat zaroori hai huari trading karte hue is se humein buhat zaida faida hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Account ki capacity or taking risk???

                              acha sawal kiya hae ap ne forex trading main hamen kabhe bhe risk nhe lena cahiye is main hamen cahiye ke hum is main apne account ke capacity ke mutabiq he is main hum risk liya karen q ke agar hum zayada risk len ge to is se hamara account bhe wash ho sakta hae is main jo hamare liye nuqsan deh bhe ho sakta hae dear

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X