main nay suna hai kay bohat ziada tadad traders ki fail ho jati hai earning karnay main main pochna chahta hon kay kya forex main sirf nuqsan hi hota hai faida bhi hota hai ap log kya kahtay hain mere khayal se toh faida aur nuqsan dono hotay hain ap logo ko kya lagta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим