forex main posts delete keyu ho jati hian?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main posts delete keyu ho jati hian?
    forum main hamain posts k rules ko mind main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur psots achi karny k liye learning karni ho gi aur is forum main achi posts ho gi tou delte nai ho gi aur hamain is forum main bi greed ko avoid kar k hi hum acha kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga aur run karien gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

    dear friend apki bat bilkul theak ha forum pa tmam memberan ko chayay k woh sirf urdu mn he posting kren ta k tmam memberan ko apki bat smjh a skay keun k forum pa kam krnay walay sub memberan ziada prhay likhay naen hotay to urdu mn posting sb log asani k sath read kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

      Forex m posts dlete hony ki bht sari reasons akk to yh reason h kh forex k unrelated koi posts hotti woh khud ba khud peechy s dlete hojatti h second BT yh kh JB hm aesy thread ka answer out karty Jo bilkul unrelated h to peechy s thread dlete hojata h uska nuksan yh hotta h KH posts b dlete hojatti hein
      • #4 Collapse

        Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: javedali987 پيغام ديکھيے
        forum main hamain posts k rules ko mind main rakh k hi hum sucess ho sakty hain aur psots achi karny k liye learning karni ho gi aur is forum main achi posts ho gi tou delte nai ho gi aur hamain is forum main bi greed ko avoid kar k hi hum acha kam karny k kabil ho sakty hain aur hamain is say faida ho saky ga aur run karien gay
        bhai jan bhot se log ese hote hain jo 4 se zyada threads karte hain jis par ap post karte hain to ap ka threads dalete ho jate hain our ap ko post bhi chali jati hain is lye hamain is cheez ka khayal karna chahye jo 4 se zyada threads karen un ka replay bikul bhi na karen.
        • #5 Collapse

          Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

          Jab repeated aur fazool kism ki threads delete hoti hen tu phir uss k sath tamam reply posts bhi delete ho jati hen iss liay jo log forum pe repeated ya fazool threads kartay hen woh apnay sath dusaron ka bhi nuksan kartay hen aur waqt zaiya kartay hen
          • #6 Collapse

            Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

            Friends hum ko forex main spelling ki mistake say bachana bohat zaroori ha is say bhe hamari post delete ho jati ha or hum ko forex k rolls k mutabik posting karni chaihiay q k jab hum rolls k mutabik nhi Karain gey to hamari post delete ho jati ha
            • #7 Collapse

              Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

              Posts k delete ho janay ki sab say main waja gher meyari kaam hay jo k wo members kertay hain jin k pas knowledge nahin hota ya phir aisay members k jo mehnat nahin kertay or rough work ker rehay hotay hain aisi threads k jo forex say releted na hon or befaeda bhi hon wo foran hi delete ho jati hain or isi terha un threads ko reply kernay waly members ki posts bhi un hi k sath delete ho jati hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                Forex forum me posts delete honay ki main waja forum k rules ko follow na karna ha. Es k elawa duplication aur copy paste ki waja se bhi posts delete hobjati han.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                  Post delet honey ke kai wajuhat ho sakti hai no1 ager ap posting rules ko toortey hai ya koi post 3 line se kam karty hain ya post me alfaz ka sahi istimal nhi karty ya copy paste karty hai ya kisi ke comment ki nakal karty hai to post delet ho sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                    forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markt ka balm nahi hota forex aik asa buiness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain forex mai agar hum mistake kr ky posts lihky gy to hamare posts delete ho jy ge
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                      mistake kar ky kam karny sy hamara posts delete hote hain forex aik acha busienss hain hum is mai apne marze s time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is ami full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy faida nahi hain forex aik world wide business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                        Post delete ni hoti thread delete hoti hain jis ki waja say us thread par kiye gaye sary post or us thread par hasil karda sary thanks or post par ana waly sary thanks delete hojaty hain is liay post karny k liay achi or useful or rules k mutabik ki janay wali thread ko select kary apny post k liay
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                          mistake wali posts deelte hote hain forex aik acha business hain hum is mai mayre kam kary gy to hamy acha bonus hasal ho jy ga forex aik legal business hain hum is mai raat mai be kam kr saktyhain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum gay bar saky gy forex paksitan mai legal bsiness or famous ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                            forex aik bohat bara business hain hum is mai msulsl mahnet sy kam kary gy to hamy loss ho jy ge hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy lsos ho jy ga is mai market ka balm nah ihtoa forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai agar greedy ban y kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main posts delete keyu ho jati hian?

                              Assalam.o.alaikum...
                              G han posts k delete ho janay ki sab say main waja gher meyari kaam hay jo k wo members kertay hain jin k pas knowledge nahin hota ya phir aisay members k jo mehnat nahin kertay or rough work ker rehay hotay hain aisi threads k jo forex say releted na hon or befaeda bhi hon wo foran hi delete ho jati hain or isi terha un threads ko reply kernay waly members ki posts bhi un hi k sath delete ho jati hain...
                              $#@#i Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X