hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey
    jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey hamy loss hony ke waja ko durust karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy knowledge or experience hail kar ky mehnat or lagan sy kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

    Asslam.o aalikum..g han dear ap ki baat thik hy hmin forex min 2 hi cheezon sy loos hoga hy 1
    1= pakistan forex min treading marty hoy haminloos hony ka waja yeh hy ka hum forex min jaldbazi karyy hoy tread lagain gy to hum forex minoos ho ga isi lia hamin soch samjh ka kaam akena ho ga
    2= hamin forex mn treading karty hou jab hum lalach karn gy to hamin loos ho ga hamin lalach anhin karni cahye balke achy experince sy hum markeet ko aynalzie kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Tarik پيغام ديکھيے
      jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hain to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey hamy loss hony ke waja ko durust karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy knowledge or experience hail kar ky mehnat or lagan sy kam karna chahey per he hum is main ache earning hasil kar sakty hain or apne needs ko pora kar sakty hain
      g gan jis wajha se hamain loss ho jata hai hamain us wajha ke bare main janna chahye jab ham loss ki wajha ko jan jate hain our dobara woh mistake nhi karte to is ka fiada hamain ye hota hai ke ham loss se bach jate hain our hamara experience parhta jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

        Dear brother forex trading mein loss iska part hai jo traders ko unki apni mistakes se hota hai lekin achi aur profitable trading krny k liye hamein apni mistakes ko find kr k control krna hoga phr hamari trading mein improvement ayegi loss ko control kia ja sakta hai lekin isko khtm nhi kr sakty is mein traders ki apni ghalti hoti hai jisko kuch traders control krny mein kamyab ho jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

          dear loss hone ke waja se hamain lesson hasil kerna cheye ta ke aik bar jo gulti hve ho ham use dobra ham na ker saky es liye ap ko jab bhe loss ho to hamain preshan nahi hona cheye balke mehnat or lagan himat dat ker kerni cheye tab zror kamyabi hasil hoge
          • #6 Collapse

            Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

            loss hamein us wakt hotaaa hai jab hamaray paaas yah tu experience ki kamee hotee hai yah tu is mein gree ki wajaaa se is liye hamein chahiye ha kay hum is mein achhay se kaaam karain aur hamein is mein har wakt soch samjh kar har kaaam karnaaa chahiy tu hi hum is mein kamyaaab ho saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

              G han bilkul thek kaha hy apny , hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher himat sy work kairen jis sy pher hamein is mn kafi ziada fiada hosakta hy so hamein is mn chaye k ham mehnat karien aur pher himat sy work kairen aur pher ager khuda na khasta hamein ager is mn loss hojata hy to pher hamein is mn chaye ky ham mehnat karien aur pher himat sy work karien jis sy pher kafi ziada fiada hosakta hy
              • #8 Collapse

                Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                G han dear friend forex pakistan mein hum ko apney loss honey ki waja ko sahi karna chahaye pehley tu dostu hum ko es forum mein loss honey ki waja ko talaash karna chahaye aur phir us k baad hum ko apni us mistakes ko control karna chahaye aur hum ko es forum mein apni ghalatiyoon ko duhrana nahi chahaye.
                • #9 Collapse

                  Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                  Asalamu Alaikum.
                  Forex trading mai loss ki waaja jaany k liay best hain k jab bhi loss ho to preyshan ye stress layny k bajyr us hee pair ko dubara say analysis kary to dehky galti apny ki hain to note kary or next time koe bhi trade open karny say phly last mistake ko yad rahky or dusra agr asa bhi ho k loss ap ki analysis ki waja say ni market k against janay say hoa hain to taab hre dehky k market kab kab kaha say against jaa skti hain. Apni har ek ek move ko note karty rahye.
                  • #10 Collapse

                    Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                    Jin mistakes ki vaja sh loss horaha hai humein chahiyea key hum un mistakes ko improve karain or apney losses ko recover karain humein mistakes ko improve karney ky liye knowledge increase karni parhti hai us ky bad he loss recover hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                      koi bhi naya trend shuru karne se pahle yah dekh liya Karen ki kahin woh thread pahle se to mujhe nahin hai main kahin aapko information to nahin provide Kare Jo already senior member senior junior member pahle se Hi de chuke hain isliye thread create karne se pahle is topic ko acche tarike se read Karen aur vahi trade create Karen Jo dusron ko ek useful information de sake aapke fazool red create karne ki vajah se Baki logon ke bhi manager hogi aur jitne bhi members aapke use comment de apna comment post karenge unka post bhi delete ho jaega shukriya..
                      • #12 Collapse

                        Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                        Lost Agar aapko ho gaya hai to Koi badi Baat Nahin hoti Hai Kyunki market Hai market Mein sabko loss hota hai kisi Ek ne Nahin earn karna sapne earning karni hai. Aur Agar yahan per Kamyab Hona Hai To Sab Ko acchi planning Karni hoti hai agar trend follower banoge to fir aap market mein bahut Achcha kam kar sakoge kyon Ke Trend pe kaam karna air us ko find karna San se mushkil hai
                        • #13 Collapse

                          Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                          jab hum mistake kar ky kam kartyh hain to hamy loss ho jata han ham ach learning gain kar ky kam kara ho ag pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai aga lalach ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai apny bsos ap he hot hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: hamy loss hony ke waja ko sahe karna chahey

                            G Han bilkul dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab business hai ya forex bussiness is waqt pura world ma famous bussiness ha ismein Kam karna koi mushkil Ni ha ham ghr baith Kar online Kam kar sakty hain or jitna Kam Karen ga utna he ham ko bonus milega or Jin mistakes ki waja sa ham ko loss hota ha wo mistakes dubara Na Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X