jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika
    dear forex me jub hum trading karte Hain to ham risk lekar trading karte hain aapko chahie ky aap jab trading karen to aapko utani hi investment karni chahie jitna aap loss bardasht kar sakte hain take aap apne risk ko handle kar saken aur aapko zyada tension ya fear Na Ho iske alava jab Jo capital aap risk kay liey muntakhib karte hain Apne use capital ko strong money management rules kay mutabik handle Karen aur apni har trade per 2% se zyada risk na ke is tarah aap apne risk ko handle kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

    dear maray khyal main tu forex main trading humain risk free ho k kerni chahaiy ager humain risk se aik do bar profit hota ha tu tesri bat humain asa loss hota ha k humara acount wash ho jata ha is liay humain chahaiy k hum risk free kam karein taky humain trading kerty hoay acha profit earn ho saky aur loss ka bhi dar na ho.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

      Dear members trading main Kam krty howy AP ko chahy kehnat krain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi hy AP ko chahy k Dil sy Kam krain r ek accha experience hasip krny ki koshish krain take AP kanyb ho skain AP ki mehnat r lagn AP ki kamybi hy AP ko chahyvk Dil sy Kam krain r ek accha experience hasil krny ki koshish krain
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

        Pak forex trading business mn Risk ko handle asaani Sy kia jaata hy jab ap News ka Maloomat Len gy tu risk ki mangment asaani sy kar len gy tab hi acha sa Profite mike ga Pak forex trading business bhot acha business hy iss lye dil sy kaam karyen aor risk ko follow na karein Risk ka bgair ager trad lagayen gy tu kamyabi hasil asaani Sy ho gi
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

          Apne risk ko manage karna bahut hi Mushkil kam hai ham log emotions Mein a Jaate Hain Jiski vajah se Ham risk ko manage nahin kar sakte aur ham overtrading karte hain Hamen overtrading Se Bachana hai aur money management aur risk to reward ratio ke tahat kam karna hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

            dear forex business mein apne risk ko manage kerna bhot mushkil kam hota hy es liye hamain apne emotion par control rakhna cheye kuin ke es ke wja se ham risk ko mange nahi ker sakty han jis ke waja se ham overtrading mein kerna shro kerte han hamain overtrading se bachna cheye or money ko mange kerna cheye esi mein hamri asal kamyabi hoge
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

              Apne risk ko handle karne ke liye Hamen chahie ki small lot size Star Mall Karen aur iske sath sath money management ko sikhen Kyunki Jab Hamen money management Ka Pata Hoga To Ham apni trade Mein risk ko handle karna bahut acchi Tarah Sikh Jaenge ise se Ham Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

                Humy Kam lot size use karna chaye q k jub hum small lot size use karty hain to humy kabhi b loss Ni ho sakta q k ye humary liye best opertunity hoti hai k hum bht Sara profit b hasil Karen or koi tension b na ho q k jub hum bara lot size use karty hain to humy bht say loss b ho jata hai or pher tension b bht hoti hai is liye humy normal trading Karni chaye ta k humy koi tension hi na ho
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

                  money management ko hi risk ko manage ke liye use ktarte hain agar ham is ko ache se use karaian to buhat hi acha munafa ho sakta hai lekin buaht hi sakhti se is pe amal karne ki zaroorat hai is pe agar koi amal nahi kare ga to bai market mein us ke liye sirf loss hai profit bara aur sttop loss chota yahi rule hai is ko apply karain aur earn karain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

                    han bhai hmain ager koi bhi trade open kerni hy to hmain risk sy mehfoz ho ker kerni hy ager hum kamyab hona chahty hn acha profit gain kerna chahty hn to hmain chahiay kh hum risky pair per trade open na karin han ager ap ko kisi pair ki movement yani trend ka pata hy to ap risky la sakty hn lakin ap ko itna risk lana ho ga jo kh ap ky account ko manage ker saky
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: forex mein Apne risk ko handle karne ka tarika

                      forex trading main risk ko handle karna sub ko he expiernce hona chahye q k hmari trading main jitan risk hota hai otan he hmain loss hony k chnaces hoty hain es liye hmain chahye k hum apni trading main small risk ks ath trading karen jitna kam risk hoga otna he hmari trading main profit milny k chances hoty hain or hmain tab he kam loss hota hai es liye apny kam ko bahtr karen or money manaement k sath trading karny se ap kamayb ho skty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X