fOrex may over trade na lagain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fOrex may over trade na lagain
    dear members Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai isiliye koshish karen kay over trade na lagaen aur Hamesha Ek Waqt Mein Ek trade lagaen overtrading se Hamen bahut jyada loss ka Samna karna pad sakta hai Logon se bachne ke liye Hamen over trade Nahin Karni chahie aur ek Waqt mein sirf ek trade lagakar profit Ka vate Karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fOrex may over trade na lagain

    Hum jab bhi tread lagya to apnya account kay mutabik lagya ager hum iss mya zada tread open karya gay to ya hmarya liya riski tread ho sakti hya iss liya hum ko soch samaj kay treading karni ho gi takya hum ko iss mya acha profit ho sakya.
    • #3 Collapse

      Re: fOrex may over trade na lagain

      G bilkul forex m over trade lgae gee to aap ko ziyada chance hee k loss hoo q k jb hum trade lgae gee to market ke kea postion ho gee Hume pta Ni hee is ley Hume try krna chaie k phly to jb trade lgae market ko dhek Lee or Kam s Kam p trade lgae tk loss k Kam s Kam chance hoo
      • #4 Collapse

        Re: fOrex may over trade na lagain

        G han dear friends forex main kabhi bhi limit say ziyada trade nahi lagani chiye kyun ky forex main jab bhi ap over trade lagayn gye to ziyada chance account wash hony kay hoty hain so apko chiye kay forex taading main kabhi apny bonus kay mutq he trade lagyen ager over trading karty hain to apko bahot he loss ho sakta hai so zarori hai kay ap limiting trading he karyn
        • #5 Collapse

          Re: fOrex may over trade na lagain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
          dear members Forex trading business Ek bahut jyada risky business hai isiliye koshish karen kay over trade na lagaen aur Hamesha Ek Waqt Mein Ek trade lagaen overtrading se Hamen bahut jyada loss ka Samna karna pad sakta hai Logon se bachne ke liye Hamen over trade Nahin Karni chahie aur ek Waqt mein sirf ek trade lagakar profit Ka vate Karna chahie
          g han dost apne theek kaha forex business main trading karte howe hamain over trading se zror nmbachna chahye over trading jab bhi ap karte hain ap ko loss ka samna ho sakta hai our is ke sath sath ap ka account wash ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: fOrex may over trade na lagain

            dear g han ap nay sahe bat kahe hay ham ko chye k agar ham nay kamyb hona hay to is main ham ko ityat k sat kam ko karna ho g is main ham ko more tradeing say bachna ho g is main ham ko chye k ham forex main apnay account balance ko see kr k agay ki janib bernay ki try karein agar ham aisa kertay hein to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein .
            • #7 Collapse

              Re: fOrex may over trade na lagain

              g han dear members aone she kha hy hume firex pe over tread nhe lagane chye blke soch smjh ke trad lahane chye aur who bhe confidance ke sath phr ja ke hume tread lagane chye agr kese cheez ke smjh na ho to hume apne senior member se rabta karna chye aur inke information ke sath tread kagane chye
              • #8 Collapse

                Re: fOrex may over trade na lagain

                G bilkulap nae thk kfa forex mae over yrade na lgae is se apko loss bhe ho skta h apko chahe k ap is gorum mae trade lgnse se phly market ko analyse kre js se apko acha fayda hssel hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: fOrex may over trade na lagain

                  g dear ap ki bat thek hy jab hamare 2 sy 3 trade chl rahe ho tu humen chye k hum os waqat tak koi or trade open na karen jab tak wo trade phly hamre close na ho jaye q k ager hum koi or trade lagaen gy tu ho sakta hy k phly jo trade lagi hon un main sy koi loss main ajaye jis sy hamara account tak bhe wash ho sakta hy is liye sabir sy kam lien ak trade close hony k bad pher dusare trade open karen is terha ap ki trade achi hoti rahy ge or koi loss bhe ni hoga zeyada
                  • #10 Collapse

                    Re: fOrex may over trade na lagain

                    Forex Mein over trade Na Lagayen ji bilkul Forex Mein Jab Ham over trade Laga Lete Hain overconfidence Mein Aa kar to market Jab Hamare Against Chali Jaati Hai To usmein Hamen bahut zyada nuksan Hota Hai koshish Karen ismein sirf confidence mein Reh kar trade lagaen apne analysis k confidence ki base per Ek Sath Usi pair per bahut sari trade open na Karen Kyunki Hamen market ki current situation ka sirf Idea hota hai Hamen forecast ka koi idea Nahin Hota isliye senior Kahte Hain Money management ke sath Chalen aur money management ke sath chalne Mein Hi Hamara fayda Hai Forex Mein Ham Kamyab sirf money management ki wajah se hote hain Hamen tradding Mein over confidence Kabhi Nahin Hona chahiye Kyunki trading mein overconfidence se sirf nuksan hota hai Hamen overconfidence nahin karna chahiye create Lagate Hue Hamen confidence ka use karna zaruri hai Kyunki self-confidence ka Hona bahut zaruri hai Har trader ke pass kamyabi ke liye is mein aap zyada Se zyada mehnat kar sakte hain Magar Kabhi Bhi overconfidence Mat Ho Jaega na hi over trade lagaiye ga Forex me over trade se sirf aur sirf nuksan Hota Hai zyada tar trading Mein Hamen zyada Se zyada mehnat Karni chahiye Forex trading Mein Hum Sirf mehnat ki wajah Se Hi Kamyab Hote Hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: fOrex may over trade na lagain

                      Ji bilkul hum ko Pak Forex mein trading karte waqt over trade nahin lagani chahie kyun ki aise hum ko double nuksan hoga aur hamari trade dono loss mein jayegi hum ko trade lagakar sabar karna chahie aur open karne se pahle analysis lazmi karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X