Gold ziyda risky trade ha
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ziyda risky trade ha
    trading business Mein gold ki trade Ek bahut jyada risky trade Mani jaati hai isiliye koshish karen ke kam capital wale traders kabhi bhi Gold per trade lagakar Apne account ko double Karne Ki Koshish Na Karen Kyunki Hamen profit ke sath sath Lo uska Samna bhi karna parh sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ziyda risky trade ha

    Mari nazar may jiss ko samaj a jay in kay liya riski tread nahi hya mager gold oil or xausd ya asay pair hya jiss per new members kabhi bhi tread nahi kar saktya iss liya hum ko isss may soch samaj kay treading karni ho gi in per new member kabhi bhi tread na karya.
    • #3 Collapse

      Re: Gold ziyda risky trade ha

      G gold ziyada risk hee q k fold ke market up& down both half hotel hee pta hee na chlta aaak dam s up ho hate hee ya down no andaza is ley gold p trade Kam s Kam lgae tk kuch na kuch cover ho saqee or aap loss s Bach saqee
      Jb b trade lgae phly market ko achi trha dhek Lee us k bd trade lgae is s aap ko faida b hoo ga
      • #4 Collapse

        Re: Gold ziyda risky trade ha

        G Han dear Forex main gold par trading boht mushkil has aur gold par new members ko bilkul bhi trading Nahin Karni chaheay aur ye un k leay risky hai Jo log is main mehnat Nahin karty Hain Jin k Pas gold trading knbary main Acha knowledge Nahin hota aur jo expert trader Hain ye un k leay bilkul bhi risky Nahin h
        • #5 Collapse

          Re: Gold ziyda risky trade ha

          Asslam o alaikum dear members g bilkul forex mn Gold ki trade sab sa ziada risky h q k ye aik risky product h or is mn ya to bht profit ho jata h ya pher bht ziada loss ho jata h.ager gold ki trade mn ap na kamyabi hasil kerni h to is k Lea ap ko bht ziada experience hasil kerna ho ga otherwise ap ko nuksan b ho sakta h so b care ful.
          • #6 Collapse

            Re: Gold ziyda risky trade ha

            dear g han ap ki bat sahe hay ham ko chye k ham jis time main bhi gold pr trade ko open karna chatay hon to is main ham ko kisi bhi kism ki mind main hurry up ko set kr k kam ko nahi karna chye agar ham aisa kertay hein to ham is main kabhi bhi fail nahi ho saktay hein is main ham ko chye k ham is main mehnat k sat aor soch samij kr k trade ko open karein agar ham nay kamyb hona hay to .
            • #7 Collapse

              Re: Gold ziyda risky trade ha

              dear mery khayal sy gold ki trade koi mushkil ni hy ap isy mushkil samjhty hon gy dear koi bhe asa dunya main mushkil kam ni hy jis ka koi hal na ho koi saloshan na ho har kam ko karny kilye os ka ak treka kar hota hy jis par hum aml kar k bhot he mushkil sy mushkil kam ko easy bana sakty han isi terha ager hum gold ki market ko achy sy analysis karen osy achy sy samjhen samjhny k bad osy daimo account par phly open karen or jab dekhen k hamara analysis shi hy trade profit main arahe hy tu osy pher ap real account main open kar den ye koi mushkil ni hy or ager koi mushkil ho rahe hy tu senior member sy gold ka signal ly kar trade open kar lien sampl
              • #8 Collapse

                Re: Gold ziyda risky trade ha

                gold main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain markt main anlasye kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karien gay aur hamain gold main kam karny k boht say faidy hoty hain so hamain is forum main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum kamyabb ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ziyda risky trade ha

                  hamy soch samj kar gold mai kam karna ho gapher he hum pasisa kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai part time be kam kaer sakty hain hum is mai full time be kam kari sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai markwt ka balm nahi hota forex kabe be band an hon wala acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ziyda risky trade ha

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                    trading business Mein gold ki trade Ek bahut jyada risky trade Mani jaati hai isiliye koshish karen ke kam capital wale traders kabhi bhi Gold per trade lagakar Apne account ko double Karne Ki Koshish Na Karen Kyunki Hamen profit ke sath sath Lo uska Samna bhi karna parh sakta hai
                    Gold Forex trading market Mein sabse Jyada risky commodity Hai Jab dekh bol related Koi Nahin Jaate Hain aap to Puri Forex trading market bahut jyada fast move Karti Hai gold US dollar ke against move karta hai isliye gold Mein kam karne ke liye US dollar ke related information Hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold ziyda risky trade ha

                      gold mai kam karny ky liye hamy market ke movement ko samjna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kr saktyh ain hum is mai din mai be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jhasy bary bary muamlik sahmil hain forex bsiness paksitan mai legal ban cuka hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold ziyda risky trade ha

                        ji Hamen Jano gold per aksar risky hi hota hai Kyunki gold bahut hi risky trading hai aur gold per trading karna Kafi Mushkil hota hai jo new member hote hain unko chahie keva currency per hi trading Karen aur vah jab experience share kar le Uske bad vah gold per training kar
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ziyda risky trade ha

                          yes mostly traders Apne capital ko double karne kay liey lalach me akar gold me trading kartay hain or Apne account ko double karne kay chakar me wo big lots laga kar trading kartay hain or isi waja se un ka account wash ho jata gold such me risky business ha agr ap gold me bina knowledge kay or exprience kay trading karay gay or analysis kay begair trading karne se bhi gold me loss hota ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X