Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2
    Dear hum sari zindagi kiss kay signal per treading to nahi kar saktya hum ko kod say bhi treading karni or market ko samajna or analysis karna ana chya iss kay bad hi to hum iss mya kamyab ho saktya hya iss liya ap mahnat kartya rahya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

    dear g han ap nay sahe swal kia hay jo signal pr trade kertay hein wo is main khud bhut hard work kertay hein wo is main kisi bhi point ko miss nahi kertay hein is main ham ko chye k ham bhi is main achay say acha kam karnay ki koshash karein aor agar ham ko is main nakami o face bhi karna pr jay to ham ko hemat nahi harna chye is main he ham ki forex main kamybi hay .
    • #3 Collapse

      Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss پيغام ديکھيے
      Dear hum sari zindagi kiss kay signal per treading to nahi kar saktya hum ko kod say bhi treading karni or market ko samajna or analysis karna ana chya iss kay bad hi to hum iss mya kamyab ho saktya hya iss liya ap mahnat kartya rahya.
      ji han signal ke sath khud bhi mehnat ki bhot zyada zrorat hoti hai our is ke sath sath hamain forex business main signals ke sath sath khud hi analyse karna chahye ta ke ao fake signals se bach sakian kyun ke bhot se signal fake hote hain jis ki wajha se hamain masla ho sajta hai our hamare lye preshani ka bais ban sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

        Yes dosro k signal py kbi bahrosa ni karna chahe, ye apko kbi b dabu sakty hai, demo ma hamy etna free balance dya he es lae jata hai k ham es ma practice sy apny signal banany ki khosis karyn, forex ma apny signal he in the long run kam aty hai,
        • #5 Collapse

          Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

          g dear afcous jin jin member ko acha expirence ni hy trade karny ka ya pher wo new member han or wo signal par trade karty han tu un ko chye k wo signal par trade karny k sath sath daimo account par bhe achi trade ki prectce karty rahen sare zindage signal par na chlty rahen ho sakta hy agy koi signal ka masla ho jaye or ap ko signal pher na milen tu ap ko khud ko tu trade open karna achy sy ata ho tak ap ko pher koi masala na ho trade karny kilye
          • #6 Collapse

            Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

            g han hamain is main mhnt kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain apny expirence k mutabiq hi trade karni ho gi ta k earning karien gay aur hamain market main trader baanny say pahly is k bary main planing kar k hi hum run karein gay aur mhnt karein gay tab hi hum is main kam karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

              han bhai yh signal bhi to mehnat ky zariay hi pata chalty hn ager hum ny kamyab hona hy to hmain ziyada sy ziyada mehnat kerni ho g bhai her waqt kisi sy signal lany sy bhi nuqsan hota hy q kh hmain kisi ky bary main kuch pata nh hy wh fake signal bhi da sakta hy hmain chahiay kh khud hi mehnat karin or self trading karin
              • #8 Collapse

                Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

                g bilkul jo log just signals base par trading karty hain unko cheye k wo khud sa bhe mehnat kia karen or bhot zeada mehnat k sath he apni trade ko bhe continue rakha karen ..har wakt signals par depend nahi rehna cheye ..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jo signal per treading kartya hya wo kod bhi mahnat karya.@@@2

                  dear ap na thek baat ki ha hmain kisi dusray k signals par depend kar k trading nhi karni chaiay bl k khud mehnat k sath kaam karain aur apni knowledge ko use kar k trade ko set karain is sa apko experience hasil hota rahay ga aur aik time ae ga jb ap khud apni trades ko easily manage kar sakain gay, kisi dusray k signals trusted b nhi ho saktay is liay wo apko nuksan paohncha saktay hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X