Do you believe that new traders are very greedy? (10)(529.sabzwari
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Forex trading ek world wide online business hai jis par hum work kar kay kafi money earn kartay hen aur ye kay forex trading ek trusted business hai aur ye kay forex me nae tredr ko chae ke wo greedy se bche aur laerning pe ziada twaja de kiunke is me is ki kmyabi mumkin he wo kmyab tredr bn kr achi prfit kma skta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      haa, kaha ja skta ha k new trader forex mein kafi greedy kr skty hn kyu k wo forex trading mein new hoty hn or unhy ye b nhi pta hota ha k wo yaha kya kr rhy hn unhy sirf or sirf paisy earn krny ka shok hota ha.
      • #48 Collapse

        salaam bahi har koi greedy nahi hota koi koi jo bhat zayada soch laity hain earn karne ki unko hi loss hota hai wesay bi insan lalach main aa hi jata hai kabi na kabi meara to kehna ye hi hai
        • #49 Collapse

          I do not believe that all new traders are very greedy kuch new trader to greedy hotay hi hain but all traders ko hum greedy ni keh sektay kuin k kuch new trader ache b hotay hain jo k greed k nuqsanat ko jantay hain aur wo greed ni kertay aur patience se kam latay hain aur kuch new trader start main to greed ker latay hain but jeb un ko greed ki wjah se loss hota hain to wo greed ko chore ker successful trader ben jatay hainl.
          • #50 Collapse

            g bilkul sah e theek kaha hai kiun k new traders ko sirf ye fikar hoti hai k unko jaldi se bht zada profit mil jay or wo isi wja se nuksaan mn jate hain...//
            • #51 Collapse

              My dear friend i think that ka apna bilkul sahi bola hai ka new traders boht hee yada greedy hota haan..............................
              • #52 Collapse

                greedy ho kar kay kam karty hain to kafi risk ho sakta hay humain hard work kar kay achcy say ana ho ga practice karty hain to demo ka use humary liye sai ho sakta hay learning hasil karny ka greed best ho sakta hay hard work kay liye humain kafi asan ho sakti hay magr knwoledge ka hona kafi sai hota hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #53 Collapse

                  Ji haan mostly junior traders hote hain wo bahut jyada greedy Hote Hain Auron ko paise kamane ki bahut yaad aa jaldi Hoti Hai Jiski wajah se Woh Apna Yahan Par bahut jyada loss kar lete hain aur Forex trading main accha kaam nahi kar Pate ki acche trader hote hain woh Yahan Par bahut jyada relax hokar apna kaam karte hain aur wait Karte Hai Jab tak unko accha signal nahi milta
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sabzwari پيغام ديکھيے
                    All new trader are not greedy. Some trader unable to make profit from there trade. When they become unsuccessful from some trades that time they start greedy trade & within a short time they lost there account.
                    Also some trader start greedy trade when they make continuous profit from some order due to over confident & also they lost there profit & balance within a short time.
                    But some trader avoid greedy trade. They find success from forex business.
                    Jee bilkul Mann Ki Baat se hundred percent agree karta hoon Aksar new traders Forex trading co seekhne ke Baje you try karte hain woh is business Mein aata hai profit Bana Na Lag Jaye Jiski wajah se unko loss hota Ki Hone Ko kaam karna nahi aata
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #55 Collapse

                      g bilkul aisa he hai kun k jo b trader forex ko join karta hai us nay start main bus is k profit k bary main suna hota hai us k pass koye techniques nahin hoti trading ki usy ye sab boaht asan lagta hai or isi over cofidance main vo volume ka khayal kiye bghair trading karta hai may b usy start main kisi trade main profit ho b jaye lakin long term factors main vo loss he karta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        Forex trading me Greed factor bohat asar andaz hota hai or zahir c baat hai k newbies ko zyda effect kerta hai bohat se new traders start me hi apna account abolish ker baithty hain or phir himat har k business choorr dete hain behter yahi hota hai k pehly money management ki jay or phir sath sath rules ko follow kerte hue chala jaye ta ka koi bhi emotion trading ko disturb na ker sake.
                        :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X