Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey
    Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k monday ko market bahut slow move karti hey aur phir Tuesday se market fast ho jati hey monday ko market open hoti hey iss liay slow hoti hey kiun k yeh week ka 1st day hota hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

    Dear iss din tmam market open hoti hya tmam country ki apni timenig hya or ya apnay apnya time per open hotya hya jiss waja say kabhi kabar slow move kartya hya warna to silent news ki waja say hum acha profit ho sakta hya iss liya hum ko soch samaj kay treading karni chya.
    • #3 Collapse

      Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

      Dear friend forex trading men Friday ko market close hoti hey aur Monday ko open hoti hey aur jo week ka pahla din hota hey uss din market ki movement bahut slow hoti lekin sham ko movement fast ho jati hey lekin aj market ki movement bahut slow hey
      • #4 Collapse

        Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

        monday ko bus aese hi rehti hai market is liye aksar traders market mein monday ko nahi ate aur wo avoid karte hani is liye agar ham bhi is trah avoid karaain to market mein ham bhi loss se door reh sakte han kyon ke agar new trader ko knowledge na ho to us ke liye buhat mushkil ho jati hai earn karna is lioye bus mehnat ho gi experience ho ga to hi earning ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

          monday ko market ki movement is liay slow hoti h q k yeh weekend k bad pehla din hota h r ziada fast ni ho pata isko time lgta h barhny men is liay ap preshan na hn is s bs Kam krain r apko is s bht had tk profit gain hoga r ap kamyab ho sakty hn . marketing ka pora khayal rkhain
          • #6 Collapse

            Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
            Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k monday ko market bahut slow move karti hey aur phir Tuesday se market fast ho jati hey monday ko market open hoti hey iss liay slow hoti hey kiun k yeh week ka 1st day hota hey
            Bhai bahut hi aasan si baat hai Monday ko market ka pehla din hota hai aur is din itne jyada kharid aur farokhat karne wale log nahin hote jiski vajah se a market bahut aaram se chalti hai hi aur itni badi teji dekhne ko nahin milati jitni ke dusre dinon mein hoti
            • #7 Collapse

              Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
              Dear brothers forex trading men ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k monday ko market bahut slow move karti hey aur phir Tuesday se market fast ho jati hey monday ko market open hoti hey iss liay slow hoti hey kiun k yeh week ka 1st day hota hey
              Aisa Nahin Hota ke Monday ko market slow hoti hai mere Khyal Mein aapane last Monday market ko baat nahin kiya Agar aapane tab market ko baat Kiya Hota To aapko samajh jaati ke Mande ko market Kaise move karti hai
              • #8 Collapse

                Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

                Assalam o alaikum friends g han ye bat wakie note ki gai he ke Monday ko market slow movement kerti he aur Tuesday ko fast ho jati he ye bat bhi he ke monday market ki opening ka 1st day hota he jis ki waja se market slow rehti he aur mukhtalif mumalik ki market opening timing bhi mukhtalif hoti he jis ki waja se market slow rehti he aur jb sab countries ki market open ho jati he to market phir fast ho jati he
                • #9 Collapse

                  Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

                  G han munday ko market slow is waja se hoti kiun munday ko hur country apni apni markite opne krta he our our apne time mutabik opne krta he is liye jin log k apass acha experience nah he to un members ko traiding bhot soch smjh k krna chaiye nai ap ko loss ho skta he
                  • #10 Collapse

                    Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

                    G dear us ki waja ye hai jay monday ko market open hotye hai jid kay bad first day mai es ki moment kafi slow hotye hai jub kay bad mai es ki momnet tezz hotye jatye hai aur aik time pay kafi fast ho jatye hai yani kay last day mai
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Monday ko market ki movement slow kiun hoti hey

                      Dear friend ap theek kah rahy hain k forex trading main market monday ko slow movement krtu hy q k monday ko sb momalik apny market ko open krty hainn isy ley slow hoty hy hamain forex trading main soch samgh k kam krna chajay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X