Jo Dar gaya Wo mar gaya
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jo Dar gaya Wo mar gaya
    Asalam O alikum forex trading main fear jaisay emotion se humain door rahna chahye jab trade lagaye toh poray aitmaad kay sath lagain aur phir bar bar us ko cut na karain kyun kay iss tarah humaray andar bay yakeeni paida ho skti hai islye trading kartay hoay darna nahi chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

    G han forex trading men kuch log trade lagatay waqt loss se dartay hen k kahen ziyada loss nah ho jay ya account wash nah ho jay iss liay woh dar ki waja se ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur forex trading men yeh bhi such hey jo dar gaya woh mar gaya
    • #3 Collapse

      Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

      dear g han ap nay sahe bat kahe hay agar ham ko loss bhi gin ho jay to ham ko chye k ham is ko zaroor accept karein agar ham aisa nahi kertay hein to ha is main kamyb nahi ho saktay hein is main ham ko der kr k koi bhi trade ko loss main nahi jany dena chy agar ham chatay hein k hamagay ki jaib bernay ki try kertay rahein to .
      • #4 Collapse

        Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

        Ji han Hamen Forex Mein kam karte hue trading Mein Darna nahin chahie Agar Hamen hamari apni trade Mein loss Ho jaaye to Hamen ghabrana nahin chahie Bal ke Sabar karna chahie kyunki Agar Ham Sabar Karenge to Hamein achcha profit Hasil hoga Agar Ham dar jaenge to Hamen loss hoga
        • #5 Collapse

          Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

          G han forex trading buzdil aur darnay walay logon ka business nhi hey iss men strong mind aur strong dil k log hi achi trading kar saktay hen kiun k forex trading aik risky business hey jiss men risk k bagher kamyabi nhi milti iss liay risk zaroor len risk lenay se darna nhi chahiay
          • #6 Collapse

            Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

            ji han yah ek misal bilkul theek bani Hui hai Kya Jo dar gaya wo Mar Gaya hamesha acchi mehnat karni chahie odhani se bahut behtar hai ki apni abilities per etbar rakhen
            • #7 Collapse

              Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

              jo dr gya wo mr gya kbhi bhi kam s na drain mehnt s na drain ap jitna ziada mehnt krain gy apko utna ziada faida hoga loss s bhi na drain apko jitna ziada loss ka dr hoga ap kbhi bhi ni kuch gain kar sakty agr apko loss ko compensate karna ata ho tbhi ap kamyab ho sakty hn
              • #8 Collapse

                Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq24 پيغام ديکھيے
                Asalam O alikum forex trading main fear jaisay emotion se humain door rahna chahye jab trade lagaye toh poray aitmaad kay sath lagain aur phir bar bar us ko cut na karain kyun kay iss tarah humaray andar bay yakeeni paida ho skti hai islye trading kartay hoay darna nahi chahye
                Forex trading Mein fairless kam karke hi aap Achcha kam kar sakte ho isliye Ye abhi try karo Payal hokar kam karo kabhi bhi Logon Se Na Daro isliye train losses se fair Karke aap acchi trading nahin kar sakte ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

                  walcome to pak forex . jee ha jub bhe hum trade la gain to pur umed ho kar aor emotion ko control men rakh kar tub he aap apnay kam men success ho sktay hen jo bhe trade lgaien pur umed ho kar aor kise bhe kam karnay say phlay darn a nahe chahiay balky poray confidence say karna chahiay phir dekhen kamyabi .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jo Dar gaya Wo mar gaya

                    Trading karte hain or darte hain? Aisi bat hai to koi real trader hi na huwa. Real trader kabhi b trading se nhi darta balke hr qisam k halat ka muqabla karta hai. Mehnat karta hai or kamyabi hasil karta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X