Nervous In Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nervous In Forex
    Aslam-O-Alikum doston umeed hai ap sub log kheriyat se ho gain. forex mein aksra newbie nervous ho jaten hain trading ke duran kyn ke boht se pattern un ki samjh se bahir hoten hain aur ye less of the experience ki wajah se hota hai. koie bhe kam ya job start krne se pehly thora sa experience us cheez ke bare main zaroor hasil kren jo ap krna chahte ho is se ap ke liye asani ho gye aur ap ache tareeky se apne business ya job ko handle kr sakte ho nervous hone se behtar hai thori se mehnat pehly ki jaye ta ke bad mein kise bhe depression ka shikar na hona pare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nervous In Forex

    Je han friends hum ko forex main. Nervous ho kar kam nhi karna chahiay balke ap forex main kam kartey wakt apney mind ko fresh rahkain or mehnat say dil laga kar kam karain is say ap ko experience or knowledge bhe bohat hoga or bonus bhe acha kama sakain gey
    • #3 Collapse

      Re: Nervous In Forex

      Dear friend forex trading men jin logon k pass acha knowledge aur experience nhi hota woh trade lagatay waqt dartay hen aur agar kisi trade men loss ho jay tu nervous ho jatay jiss ki waja se kamyab trader nhi ban saktay iss liay forex trading men serious ho kar kam karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Nervous In Forex

        dear new members ko pehlay apnay experience par focus karna chaiay q k experience ki kami ki waja sa wo apni trading thek tarh set nhi kar saktay aur trading kartay waqt nervous ho jatay hain jis sa wo ghalat decision la k mistakes kartay hain jo un k loss ki waja bnti hain, is liay unhian apnay experience ko increase karna chaiay ta k behtar tarikay sa trading kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: Nervous In Forex

          market main kisi bi waqt trade kar sakty hain aur is forum main planing karin gay aur hamain market main bi planing kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi knowldge achi ho gi tab hi hum real main bi trade kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur is forum main b i perform kar k hi hum run karien gay
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Nervous In Forex

            Ji Haan ap NY bohat achi baat ki hamein trading huey confident Hona chaheye.. Agr ham nervous ho kr trading kreyin gy to acha profit gain Nahin kr skty...
            • #7 Collapse

              Re: Nervous In Forex

              Forex trading mein nervous ho jana new trader k liye new baat nahaen haye. Start pey traders nervous hoty hi haen laikn slowly slowly jb forex market ka pata chal jata haye tu sari confusion door ho jati haen.aur mein yeh kehna chahoon ga new traders se keh jahan aap ko confusion ho wo trade ap open na krean. Kuan k confusion tab hi creat hoti haye jub trade achi na ho.
              • #8 Collapse

                Re: Nervous In Forex

                forex trading main jo tradors nervous mind k sath trading karty hain tu hmain tab he loss hota hai or aghr hum chahty hain k hmain loss na ho or hum apni trading main acha profit gain kar len tu hmain confident ho kar kam krna hoga jitna confident ho kar kam karengy otna he hmari trading main loss hony k chances kam se kam hoty hain or hum kmayab ho skty hain tu apni trading ko kbi bhi dar dar kar na karen
                • #9 Collapse

                  Re: Nervous In Forex

                  Agar Ham Forex main nervous Ho Gaye To Ham apni trade per focus nahin kar Sakenge Hamen Intezar Hai Soch samajhkar aur Khud Mein confidence develop karne ke bad hi real trading karna Hogi tabhi Ham apni trading co kamyabi ki taraf le kar ja Sakenge lekin Agar trade open karne ke bad kya trade open karne se pahle Ham nervous Ho Jaate Hain To Ham kabhi bhi real drydock nahin kar sakte aur Agar Kar Bhi Lete Hain To Ham Kamyab Nahin ho sakty.
                  • #10 Collapse

                    Re: Nervous In Forex

                    hamy acha experience hsaial kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai dya mai be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be am kar sakty hain hum is mai full time be kam kars sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Nervous In Forex

                      forum main kam kar k hi hum cahi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur forum main kam kar k hi hum acha bonu shasil kar k hi hum kamyb ho skaty hain aur hamain markt main trader banany say pahly is k bary main analyse kar k hi hum kamyb ho sakty hain aur hamain markt main mind ko fresh kar k hi hum cahi trade karien gay ta k loss km ho sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Nervous In Forex

                        G bhai aisy hy bt ha.pakistan forex forum ma trading krty hoi log nervous hoty ha unko ya nahi pata hota ha k agy kia kaam kry .r aisy log bht sa masla sa guzr rahy hoty ha.ya sb practice r learning na krny ki waja sa hota ha.mra to yahi khayal ha shukria
                        • #13 Collapse

                          Re: Nervous In Forex

                          Aur Bhi acchi Ho Jaati Hai Hamare Yahan per developing speed Kafi Jyada strong Ho Jaati Hai Business Development karne ke liye Hamen information ko increase Karke live account per kam karke bahut jyada earning Karni chahie aur vikaral Le Lena chahie practice and experience bootati most important in the forex trading Agar Ham Yahan per Kisi Ek chij ke bagair yahan per market Mein sadaiv karna chahte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Nervous In Forex

                            G han dosto shro men hm koi bhi kam krte hen chahe job ho ya business nerbousness to ho hi jati he to forex to online he ar nee chez he shro.men kam krnte hwe nervousness hoti he . q k shro men knowledge km hotui he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nervous In Forex

                              G han shuru m tkreban sab members ko masla huta hy laki waqt k sath sab seekh jaty hen aur achy platform m kam krne ki waja se unko acha acha bonus bhi mik jata hy is liye jitni bhi log forex ka nadr kam kr rhy huty hen un sab ko chahye k nervous na hun aik din aisa bhi ata jis din is kam ka reward hmen mil jata hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X