dear market jub trend mein move karti hai to market two trend banati Hain in mein ek train bullish trend hota hai aur second trend bearish trend hota hai jab market up move karti hai to use bullish trend kahate Hain jab Down Move karti hai to use bearish trend karte hain aur bullish or bearish trend ko maloom karne ke liye moving average ka use Kiya jata hai 50 ki moving average Ko chart per reply karen jab price 50 ki moving average ke up hogi to trend bullish hoga jab price 50 ki moving average se down hoge to trend bearish ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим