New trade hmesha loss se he q start huti hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trade hmesha loss se he q start huti hy??
    Dear forex members mene ab tak jitni bhi trades lagai hen wo sab ki sab loss se he start huti hen phor us k bad he aagy ya peche move krti hen is k liye hmen aisa kia krna chahye k hmari trades loss se loss m na jaen bl ky profit m jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

    jub bhi hum trade lagaty han tu ya loss main chali jati ha ya spread hota ha jo broker k commision hota ha chay humain apni trade se loss ho ya profit broker apna commsion lay layta ha usy koi frq nhiprta k humain loss ho ya profit.
    • #3 Collapse

      Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

      Hamari trade es ley loss se start hoti hay key without spread key ham trade open nahi kar sakty har pair me spread hota hay aur ye broker ki fees be hoti hay es ley trade jesy open kia jaye to ye loss se start leti hay aur profit me bad me change ho sakti hay, broker ki fees pay karna be zarori hoti hay aur ye acha hi hay key ham se har trade open karny key sath ye fees le le jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

        Nahin Aisa Nahin Hota Har trade he lost se start Nahin Hoti Agar Ham apni demo practice par maximum focus Karen To Ham apni first trade mein bhi achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Aisa sochana ke first trade laws Se Hi start hoti hai galat hai Hamen chahie ki Ham Apne knowledge or experience a demo practice Ko Itna strong banaa Le Ke Hamen real trading Mein Har trade Mein Hi Achcha profit Hasil ho sake.
        • #5 Collapse

          Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

          G han bhai new trader ki starting main loss zarur hota hay aur kuch ka to account bi wash ho jata hay aur es ki reason yah hay un k pas trading ka knowledge nai hota aur woh tukkay par trades open kartay hain jis ki waja say un ko loss hota hay but jesay jesay un ko knowledge hasel hota hay un ka loss profit main change ho jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

            bhai is ki waja yh hy kh jub hum koi trade open kerty hn yabhir close kerty hn to broker hum sy commision lata hy jis ko spread kehty hn hum jis pair main bhi trade open karin gy aisa hi ho ga yani hmara spread zaror jay ga hmain forun trade ky loss main jany sy preshan nh hona chahiay bulkh yh sab pair main hota hy
            • #7 Collapse

              Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

              hamare new trade jab iopen krte haimn to ye loss main hi start hoti hai because hamare broker ka ye spread hota hai trade open krne per wo apna spread le leta hai wahe lossh hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                dear ager har trade open karty he profit main ajaye tu pher keya he bat hy har member ameer ban jaye dear jo bhe trade chye open kar lien wo sub sy phly loss main he open hoti hy os k bad pher wo asta asta profit main ajati han ager trade open karty he achy profit main ajati tu kisi bhe member ko loss na hota sub ko profit he profit hota is liye kisi trade main acha profit ho jata hy tu kisi ko loss bhe ho jata hy trading main tu ye sub koch hota rehta hy
                • #9 Collapse

                  Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                  newtrade isliye loss se start hoti hai jo Hamara bonus Hota Hai Jab Ham trading open karte hain Apne bonus se to Pakistan Forex form ki janib se tax hi samajh lo Jo thoda sa tax cut Jata Hai Uske bad Hamara trading open rahata Hai To vahi Hamara loss hota hai pahle usi ko recover karna padta hai uske bad jo bhi profit hoti hai vah hi Hamara profit hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                    bahut acha sawal kiya hae ap ne bilkul dear forex trading main hum jo bhe trades open karte hain wo hamesha loss main he open hote hain is ke main waja spread hota hae har pair ka particular spread hota hae matlab ab gold ka spread 60 hae is min hum 0.01 ke trade open karte hain sell ke ya buy ke to yeh hamare pas 0.60 ke loss main he open ho ge yeh hota hae lakin sirf crude il hae jis ka spread 0 hota hae trade 0.0 se open hote hae is main
                    • #11 Collapse

                      Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                      kyon ke new trade jb open hoti hai to wo is liye minus mein open hoti hai ke us mein brioker comission hota hai jab us ka omission ya spread nikle ga to phir ap ka profit start ho ga is liye acha kaam karne ke liye achi learning chahiye ta ke ap ko acha faeda ho ta ke ap ko mehant ka sila mile loss hota hai magar jab knowledge ehota ahi tyo experience ap ko profit de deta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                        Vaise To Mere Sath Aisa Kabhi Nahin Hua isliye Mujhe Itna Intezar nahin hai ki newtrade Hamesha lost Se Hi Kyon start hoti hai lekin Agar Ham Chahe To Ham apni trade ko profit se start kar sakte hain Hamen real trading se pahle demo per Apna clan search kar lena chahie Apna plan apply karke dekh lena chahie ki kya yah Hamen real trading mein fayda de sakta hai ya nahin Is Tarah Ham apni newtrade ko profit se start kar Sakenge.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: New trade hmesha loss se he q start huti hy??

                          new traders ke paas knowledge kam hota hai market ko understand karna difficult hota hai isliye loss hota hai uska Rasta knowledge ban jata hai. .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X